

Kaun ALI?
ALI wo jisko Allah ne Apne Habib ke Noor se banaya
ALI wo jisko Allah ne Quran me Nabi ki Jaan bataya
ALI wo jisko Allah ne Khayrul Bariyyah (saari makhlooq me sabse behtareen) kaha
ALI wo jiske lehje me Allah ne Apne Nabi se Kalaam farmaya
ALI wo jisko Allah ne Ambiya ka Madadgaar banaya
ALI wo jisko Allah ne Apni Marifat ata ki
ALI wo Jisko Allah ne Kulle Imaan banaya
ALI wo Jiski Wiladat Kaaba ke andar hui
ALI wo Jiski takhleeq Nabi Pak ki Mitti se hui
ALI wo Jisne sabse Chehra-e-Mustafa ko dekha
ALI wo Jisko Nabi ne Apna Bhai kaha
ALI wo Jiski Kafalat Nabi ne farmayi
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Godh me sulaya
ALI wo Jisko Nabi ne Apne Haatho se khilaaya
ALI wo Jisne Nabi pe sabse pehle Imaan laaya
ALI wo jisne sabse pehle Deen ki Dawat par Labbaik kaha
ALI wo jisne sabse pehli Namaz padhi
ALI wo jisne kabhi gairullah ki ibadat nahi ki
ALI wo Jiski Paaki ka Bayan Quran ne kiya
ALI ko jo RasoolAllah ka Damad bana
ALI wo Jiska Nikah Afzalunnisa se hua
ALI wo Jiske Bachho ko Allah ne Jannat ka Sardar banaya
ALI wo Jisko Nabi ne Shehar-e-Ilm ka Darwaza kaha
ALI wo Jispe Quran ka saara Ilm khul gaya
ALI wo Jisko sab kuch pata tha
ALI wo jisko Farishton ne Allah ka Sher kaha
ALI wo Jisne Badr o Hunain fatah kiya
ALI wo Jisne Khaybar ka kila ukhaad diya
ALI wo Jiske Samne koi tik na saka
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Jaan kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Misl-e-Sar Kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Rooh kaha
ALI wo Jiske Gosh ko Nabi ne Apna Gosh kaha
ALI wo Jiske Khoon ko Nabi ne Apna Khoon kaha
ALI wo Nabi ne Jiski Muhabbat ko Apni Muhabbat kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Maula kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Wali kaha
ALI wo Jiski Shaan Quran bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Mustafa bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Jibril bayan kare
ALI wo Jisko RasoolAllah Apna Alam ata kare
ALI wo jisko Quran Hablullah kahe
ALI wo jisko Sahaba KarramAllahu Wajhahu kahe
ALI wo Jo Misl-e-Harun hai
ALI wo Jo Shohar-e-Batool hai
ALI wo Jo Baabe Darul Hikam hai
ALI wo Jo Rehmatullilaalameen ka Jalal hai
ALI wo jo Sayyeda Pak ke Sar ka Taj hai
ALI wo jo Abul Hasnain waz-Zainab hai
ALI wo jo Afzalus-Shuhada hai
ALI wo jo Aalameen ka Wali hai
ALI wo jo Abu Bakro Umar ka Maula hai
ALI wo jo sabka Mushkil Kusha hai
ALI wo Jispe Rab ko Naaz hai
ALI wo Jispe Mustafa ko Naaz hai
ALI wo Jispe Ahle Imaan ko Naaz hai
ALI wo Jiski Shaan ki koi hadd nahi
ALI wo Jiske Muqaam se buland koi Muqaam nahi (Allah aur Uske Rasool ke baad)
ALI wo Jiski Ibadat se badhkar kisiki ibadat nahi
ALI wo Jiske Imaan se badhkar kisika Imaan nahi
ALI wo Jis Jaisa Musalman koi nahi
ALI wo Jis Jaisa Mehboob Allah Rasool ka koi nahi
ALI WO JIS JAISA KAINAT ME KOI NAHI
Alaihim Afdalus Salawatu was-Salaam
In sabke references
Imam Nasayi ki “Khasais-e-Ali ibne Abi Talib” Alaihi-Mussalam
Imam Siyuti ki “Fazaeel-e-Ali” Alaihisaalam, ” Ihya al Mayyit bee Fazaeel-e-Ahle Bayt” Alaihi-Mussalam
Aur Kanzul Matallib fee Manaqib Ali ibne Abi Talib Alaihi-MussalamMaula-e-Kainat ki Shaan me 63 lines.
Kaun ALI?
ALI wo jisko Allah ne Apne Habib ke Noor se banaya
ALI wo jisko Allah ne Quran me Nabi ki Jaan bataya
ALI wo jisko Allah ne Khayrul Bariyyah (saari makhlooq me sabse behtareen) kaha
ALI wo jiske lehje me Allah ne Apne Nabi se Kalaam farmaya
ALI wo jisko Allah ne Ambiya ka Madadgaar banaya
ALI wo jisko Allah ne Apni Marifat ata ki
ALI wo Jisko Allah ne Kulle Imaan banaya
ALI wo Jiski Wiladat Kaaba ke andar hui
ALI wo Jiski takhleeq Nabi Pak ki Mitti se hui
ALI wo Jisne sabse pehle Chehra-e-Mustafa ko dekha
ALI wo Jisko Nabi ne Apna Bhai kaha
ALI wo Jiski Kafalat Nabi ne farmayi
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Godh me sulaya
ALI wo Jisko Nabi ne Apne Haatho se khilaaya
ALI wo Jisne Nabi pe sabse pehle Imaan laaya
ALI wo jisne sabse pehle Deen ki Dawat par Labbaik kaha
ALI wo jisne sabse pehli Namaz padhi
ALI wo jisne kabhi gairullah ki ibadat nahi ki
ALI wo Jiski Paaki ka Bayan Quran ne kiya
ALI ko jo RasoolAllah ka Damad bana
ALI wo Jiska Nikah Afzalunnisa se hua
ALI wo Jiske Bachho ko Allah ne Jannat ka Sardar banaya
ALI wo Jisko Nabi ne Shehar-e-Ilm ka Darwaza kaha
ALI wo Jispe Quran ka saara Ilm khul gaya
ALI wo Jisko sab kuch pata tha
ALI wo jisko Farishton ne Allah ka Sher kaha
ALI wo Jisne Badr o Hunain fatah kiya
ALI wo Jisne Khaybar ka kila ukhaad diya
ALI wo Jiske Samne koi tik na saka
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Jaan kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Misl-e-Sar Kaha
ALI wo Jisko Nabi ne Apni Rooh kaha
ALI wo Jiske Gosh ko Nabi ne Apna Gosh kaha
ALI wo Jiske Khoon ko Nabi ne Apna Khoon kaha
ALI wo Nabi ne Jiski Muhabbat ko Apni Muhabbat kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Maula kaha
ALI wo Jisko Nabi ne sabka Wali kaha
ALI wo Jiski Shaan Quran bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Mustafa bayan kare
ALI wo Jiski Shaan Jibril bayan kare
ALI wo Jisko RasoolAllah Apna Alam ata kare
ALI wo jisko Quran Hablullah kahe
ALI wo jisko Sahaba KarramAllahu Wajhahu kahe
ALI wo Jo Misl-e-Harun hai
ALI wo Jo Shohar-e-Batool hai
ALI wo Jo Baabe Darul Hikam hai
ALI wo Jo Rehmatullilaalameen ka Jalal hai
ALI wo jo Sayyeda Pak ke Sar ka Taj hai
ALI wo jo Abul Hasnain waz-Zainab hai
ALI wo jo Afzalus-Shuhada hai
ALI wo jo Aalameen ka Wali hai
ALI wo jo Abu Bakro Umar ka Maula hai
ALI wo jo sabka Mushkil Kusha hai
ALI wo Jispe Rab ko Naaz hai
ALI wo Jispe Mustafa ko Naaz hai
ALI wo Jispe Ahle Imaan ko Naaz hai
ALI wo Jiski Shaan ki koi hadd nahi
ALI wo Jiske Muqaam se buland koi Muqaam nahi (Allah aur Uske Rasool ke baad)
ALI wo Jiski Ibadat se badhkar kisiki ibadat nahi
ALI wo Jiske Imaan se badhkar kisika Imaan nahi
ALI wo Jis Jaisa Musalman koi nahi
ALI wo Jis Jaisa Mehboob Allah Rasool ka koi nahi
ALI WO JIS JAISA KAINAT ME KOI NAHI
Alaihim Afdalus Salawatu was-Salaam
In sabke references
Imam Nasayi ki “Khasais-e-Ali ibne Abi Talib” Alaihi-Mussalam
Imam Siyuti ki “Fazaeel-e-Ali” Alaihisaalam, ” Ihya al Mayyit bee Fazaeel-e-Ahle Bayt” Alaihi-Mussalam
Aur Kanzul Matallib fee Manaqib Ali ibne Abi Talib Alaihi-Mussalam