Hadith: Allah par Bharosa.

Hazrate Umar Bin Khattab RadiAllhahu Anhu Se Marvi He Ke Huzoor Nabi E Kareem SallAllahu Alehi W Alaihi Wasallam Ne Farmaya : *Agar Tum Allha Ta’ala Par Is Tarah Bharosa Karte Jesa Bharosa Karne Ka HAQ He, To Tumhe Is Tarah Rizk Diya Jata Jis Tarah Parindo Ko Rizk Diya Jata He – Wo Subahe Bhooke Nikalte He Or Sham Ko Pet Bhar Kar Vapas Aate He-”*

*References :*
Tirmizi : 2344
Sunan Ibne Majja : 1394/2
Hakim Al Mustadrak : 7893
Musnad Al Bazzar : 340
Musnad E Ahmed : 270,205

Leave a comment