
Karbala K Din Aur Ba-ad K Kuch Halaat
šµAap Ki Shahadat K Ba-ad 7 Din Tak Andhera Raha
šµDeewaro Par Dhoop Ka Rang Zard Padta Tha
šµBahut Se Sitare Toote
šµAap Ki Shahadat 10 Muharram 61 Hijri Ko Waqe Huwee
šµAap K Shahadat K Din Suraj Ko Ghehan Lag Gaya Tha
šµMusalSal 6 Mahine Tak Aasma Surkh Raha Phir Tadreejan Yeh Kaifeeyat Khatam Huwee
šµShahadat K Din Baitul Muqqadas Me Jo Patthar Uttha-te Us K Neeche Se Taza Khoon Behta.
šµLashkare Yazeed Ne Jab Oonto Ko Zabah Kiya Khane ko To Gosht Aag K Misl Ho Gaya ,, Pakaya Gaya To KADWA HO GAYA
šµHazrate Ibne Abbas Farmate Hai K Maine RasoolAllah Sallalaho Tabarak Taala Alyhe Vassallam Ko Khawab Me Ess Tarah Dekha K Hath Me Shishee Hai Jisme Khoon Bhara Hai,, Maine Arz Ki Mere Maa Baap Aap Par Quurban Yeh Kya Hai? TO FARMAYA YEH HUSSAIN AUR US K SATHIYO KA KHOON HAI JO SUBAH SE MAIN JAMA KAR RAHA HOON..Hisab Lagaya gaya to woh imame Hussain K Shahadat Ka Din Tha.
šµShahadate Imame Hussain Par Jinnat Roye Giriya Kiya.
š { Tarikhul Khulfa; 303-305 }