हज़रत अबू हुरैरा रज़ियल्लाहु अन्ह से रिवायत है के रसूलल्लाह सल्लल्लाहु अलैहिवसल्लम ने फरमाया: ।। जहन्नम में बद नसीब ही जाएगा- अर्ज की गई या रसूलल्लाह सल्लल्लाहु अलैहिवसल्लम बद नसीब कौन है?
इरशाद फ़रमाया: जो अल्लाह तआला की फ़रमाँबरदारी के काम न करे और उसकी न फ़रमानी न छोड़े। इब्ने माजा हदीस 4298
“Hazrat Aayesha Siddiqa RadiAllahu Anha Farmati hain ke Maine Fatima Salamullahi Alaiha se Afzal Unke Baba SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke alawa kisi shakhs ko nahi dekha.”
Tabarani, al -Majma-ul-awsat (3:137#2721) Haythami ne Majma-uz-zawaid (19:201) me kaha ke isey Tabarani aur Abu Ya’ala ne riwayat kiya hai aur iske rijaal Sahih hain Shawkani, Darr-us-sahabah fi-manaqib al-qarabah wassahabah (p.277#24) Dr. Tahi-ul-Qadri, Ad-Durratul Baida fee Manaqib Sayyeda Fatimah tuz Zahra Salamullahi Alaiha
Allahumma Salle Ala Sayyedatina Fatimah wa Abeeha wa Ummiha wa Ba’aleeha wa Baneeha wa Ahle Baytiha wa Baarik wa Sallim.
عن أبي الجلد، قال: تكون فتنة بعدها فتنة، الأولى في الآخرة كثمرة السوط يتبعها ذباب السيف، ثم تكون بعد ذلك فتنة تستحل فيها المحارم كلها، ثم تأتي الخلافة خير أهل الأرض وهو قاعد في بيته هنيا.
“Abū Jalad (RA) narrates: a disruption will arise which will be followed by another disruption. The first will be related to the second disruption as the lace is joined to its whip (meaning they will be closely related, either the second will immediately follow the first or their content will be similar). Then there will be the (disruption of) swords. It will be followed by another disruption in which all forbidden things will be declared permissible. Then the caliphate will come about, through the best person amongst the people. If will come about whilst he is sitting at home.” – Ibn Abī Shaybah narrated it in al-Musannaf (7:531#37754); and Suyūtī in al-Hāwī lil-fatāwā (2:65). 〰〰 Join Karen
Hazart Abdullah ibne Umar RadiAllahu Anhuma se riwayat hai ke Huzoor Nabi Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam jab safar ka irada farmate to Apne Ahlo Ayaal me se sabke baad Jis se Guftagu karke safar par rawana hote wo Sayyeda Fatima Salamullahi Alaiha hotin, aur Safar se wapsi par sabse pehle Jiske paas tashreef laate wo bhi Hazrat Fatima Salamullahi Alaiha he hotin. Aur ye ke Huzoor SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam Sayyeda Fatima Salamullahi Alaiha se farmate: (Fatima!) Mere Maa Baap Tujhpar Qurban hon.” .
Reference
Hakim, al-Mustadrak (3:170#4740)
Ibn Hibban, as-Sahih (2:470, 471#696)
Haythami, Mawarid-uz-zaman (p. 631#2540)
– Suno! Farmate the Aaqa Janabe Sayyeda se yeh, Mere Maa Baap ho Tumpar Fida e Fatimah Zehra.