*Rishtedaaro’n Ko Sadqa Dena Do² Sadqaat (Ke Barabar) Hai*
“Hazrat Sulaiman Bin Aamir RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Kisi Haajat Mand Ko Sadqa Dena (Sirf) Ek Sadqa Hai Aur Rishtedaaro’n Ko Sadqa Dena Do² Sadqaat (Ke Barabar) Hai, Ek Sadqa Aur Doosara Sila Rehmi.”
رواه الترمذي وحسنه والنساءي وابن ماجه.
وقال الحاكم : صحيح الإسناد.
–
[Tirmidhi Fi As-Sunan, 03/46, Raqm-658,
Nasa’i As-Sunan 05/92, Raqm-2582,
Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/591, Raqm-1844,
Ibn Khuzaymah Fi As-Sahih, 08/132, Raqm-3344,
Hakim Fi Al-Mustadrak, 01/564, Raqm-1476,
Al-Minhaj-us-Sawi Mina Al-Hadith-in-Nabawi ﷺ, Safha-254, 255, Raqm-208.]
〰〰