Youm e Wiladat Hazrat Ali Akbar Alahissalam

WhatsApp Image 2020-04-04 at 8.59.54 PM (1)WhatsApp Image 2020-04-04 at 8.59.54 PM

11thShaban Youm-e-#Wiladate Basa’adat ❤️

Noor e Panjatan, Yusuf e Karbala, Rahat e Qalbe Maula Hussain ع, Lakhte Jigar e Umme Laila o Maula Hussain ع, Sarapa Humshabih-e-Mustafa ص, Shaheed-e-Karbala Hazrat Sayyeduna Imam #Ali #Akbar Ibn Hussain Alaihissalam Muhibbaan e Ahle Bayt Ko Bahot Bahot #Mubarak Ho! 💟💟

▪️Imam Ali Akbar Alaihissalam ko Shabih-e-Mustafa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam kyu banaya gaya?

▫️Huzoor Sayyeduna Maula Ali Alaihissalam farmate hain ke Imam Hasan Alaihissalam Sar-e-Aqdas se Seena Mubarak tak Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Kamil Shabih They aur Imam Hussain Alaihissalam Seena Mubarak se Qadmain Sahreefain tak Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Kamil Shabih They.

▪️To jab Sahaba ko Pyare Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Yaad satati to wo Maula Ali Alaihissalam ke Ghar aate aur Hasnain Kareemain ka ikattha Deedar karlete to unhe rahat milti.💟

▫️Lekin jab Hasnain Kareemain ko Apne Nanajaan ki Yaad Satati to Wo Imam Ali Akbar Alaihissalam ka Deedar karte ke Wo Sar-e-Aqdas se Qadmain Shareefain tak Unke Nanajaan SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Kaamil Shabih They! 💟

Aasman me sirf ek Suraj aur ek Chaand hai,
Magar Ahle Bayt ke Ghar ka ek ek Bacha Dopahar ka Chamkata Suraj aur andheri raat ka Chaudhwi ka Chaand hai…!!!

SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam
Alaihim Afdalus Salawatu was Salaam.

Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadiw wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim. ✋

11 साबान शबी ए पयम्बर अली अकबर इब्ने हुसैन عकी विलादत जहुर ए नुजूल खूब खूब मुबारक❤🙏🏻🌹

सरापा हम-सबीह-ए-मुस्तफा ﷺ शहीद-ए-करबला इमाम सय्यदुना इमाम अली अकबर ع का मीलाद मुबारक!11 साबान

इमाम अली अकबरعको सबीह-ए-मुस्तफा صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم क्यों बनाया गया?

हुज़ूर सय्यदुना मौला अली ع फरमाते हैं कि इमाम हसन ع सर-ए-अकदस से सीना मुबारक तक आक़ाصَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم की कामिल सबिह थे और इमाम हुसैन عसीना मुबारक से कदमेंन शरीफ़ेंन तक आकाصَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم की कामिल सबीह थे.

तो जब सहाबा को प्यारे आक़ा صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم की याद सताती तो वोह मौला अली ع के घर आते और हसनैन करीमेंन ع का इकट्ठा दीदार कर लेते तो उन्हें राहत मिलती.

लेकिन जब हसनैन करीमेंन ع को अपने नानाजान की याद सताती तो वह इमाम अली अकबर عका दीदार करते कि वोह सर-ए-अकदस से कदमेंन शरीफ़ेंन तक उनके नानाजान صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم की कामिल सबीह थे!

आशमांन में सिर्फ एक सूरज और एक चाँद हैं, मगर अहलेबैत के घर का एक एक बच्चा दोपहर का चमकता सूरज और अंधेरी रात का चौदवीं का चाँद हैं…!!!

صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم
अल्लाहुम्मा सल्ले अला सैयदना व मौलाना मुहम्मदिव व आला आलैहि व बारीक व सल्लिम.

Sarapa Humshabih-e-Mustafa, Shaheed-e-Karbala Hazrat Sayyeduna Imam Ali Akbar Alaihissalam ka Milad Mubarak! 11 Shaban

Imam Ali Akbar Alaihissalam ko Shabih-e-Mustafa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam kyu banaya gaya?

Huzoor Sayyeduna Maula Ali Alaihissalam farmate hain ke Imam Hasan Alaihissalam Sar-e-Aqdas se Seena Mubarak tak Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Kamil Shabih They aur Imam Hussain Alaihissalam Seena Mubarak se Kadmain Sahreefain tak Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Kamil Shabih They.

To jab Sahaba ko Pyare Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Yaad satati to wo Maula Ali Alaihissalam ke Ghar aate aur Hasnain Kareemain ka ikattha Deedar karlete to unhe rahat milti.

Lekin jab Hasnain Kareemain ko Apne Nanajaan ki Yaad Satati to Wo Imam Ali Akbar Alaihissalam ka Deedar karte ke Wo Sar-e-Aqdas se Qadmain Shareefain tak Unke Nanajaan SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Kaamil Shabih They!

Aasman me sirf ek Suraj aur ek Chaand hai,
Magar Ahle Bayt ke Ghar ka ek ek Bacha Dopahar ka Chamkata Suraj aur andheri raat ka Chaudhwi ka Chaand hai…!!!

SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam
Alaihim Afdalus Salawatu was Salaam.

Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadiw wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim.

Leave a comment