Quotes of Hazrat Ali Alahissalam in English 6

pray

 

“Life consists of two days, one for you one against you. So when it’s for you don’t be proud or reckless, and when it’s against you be patient, for both days are a test for you.”

“The nourishment of body is food, while the nourishment of the soul is feeding others.”

A very often made du’a

533013_405506192846446_1925156407_n

Anas (Allah be well-pleased with him) said that the Messenger of Allah (Allah bless him and give him peace) used to say, “O Allah, I seek refuge in You from weakness and laziness, miserliness and cowardice, anxiety and sorrow, and I seek refuge in You from the torments of the grave, and I seek refuge in You from the trials and tribulations of life and death.” [Bukhari]

اَللّهُمَّ إِنِّيْ أَعُوْذُ بِكَ مِنَ الْعِجْزِ ، وَالْكَسْلِ، وَالْجُبْنِ ، وَالْهَرَمِ ، وَالْبُخْلِ ، وَأَعُوْذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ،

وَأَعُوْذُ بِكَ مِنْ فِتْنَةِ الْمَحْيَا وَالْمَمَاتِ

Allahumma inni a`udhu bika min al-`ajzi wal-kasli wal-jubni wal-harami wal-bukhli, wa a`udh bika min adhabi’l qabri, wa a`udhu bika min fitnati’l mahya wal-mamat.

wo-tumhari-libaas-hai-aur-tum-unkey-libaas

cute-mustlime-couple29

*Allah Rabbul Izzat Quraan Me Shohar Aur Biwi Ke Rishtey Ki Misaal Bayan Karte Hue Farmata Hai –
♥ Al-Quraan: “Wo Tumhari Libaas Hai Aur Tum Unkey Libaas”.
– [Surah(2) Baqrah: Ayat-187]

# Hiqmat:
– Libaas Insan Ki Zeenat Badhata Hai Aur Uske Aib Chupata Hai.
– Isi Tarah Shohar Aur Biwi Ko Bhi Ek Dusre Ke Aib Poshida
Rakhne Chahiye Dusro Ke Saamne Zaahir Nahi Karne Chahiye ,.
– Aur Koi Galti Ho Jaaye Tou Narmi Ke Saath Usey Sahi Baat Samjhani Chahiye
– Aur Galat Fehmiyo Ki Wajah Se Paida Hone Wale Ikhtelaaf Aur Fitne Fasaad Se
Hamesha Bachna Chahiye ,.

*Aur Ek Dusre Ki Izzat Ki Hifazat Karni Chahiye ,.
– Ek Dusre Ki Khubiya Zaahir Karni Chahiye ,.
*Aur Khud Bhi Hamesha Aise Amal Karne Chahiye Ke –
– Ek-Dusre Ki Izzat Badhe.
– @[156344474474186:]
♥ In sha’Allah-Ul-Azeez!!!
# Allah Rabbul Izzat Hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal ki Taufikq Dey ,..
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!