Day: February 5, 2020
Gunah -e- Kabeerah Ka Bayan
Rasoolullah Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Nay Uss Waqt Farmaya Jab Aap Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Kay Gird Sahaba Ki Aik Jama’at Baithee Hui Thee, Kay Tum Loge Mujh Say Iss Baat Pay Bai’at Karo Kay :
- Allah Kay Siwa Kisi Ko Shareek Na Karna.
- Chori Na Karna.
- Zina ( Adultery ) Na Karna.
- Apni Aulad Ko Qatal Na Karna.
- Na Kisi Par Aisa Bohtan Bandhna Jisko Tum Deeda-o-Danista Banao.
- Kisi Achee Baat May Allah Aur Uskay Rusool Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Ki Na Farmani Na Karna.
Pas Jo Koi Tum May Say Is Aihad Ko Poora Karay Gaa, To Uska Sawwab Allah Kay Zimmay Hai Aur Jo Koi Inn Buri Baton May Say Kisi May Mubtala Ho Jaye Ga Aur Duniya May Uski Saza Usay Mil Jaye Gee To Ye Saza Uska Kaffara Ho Jaye Gee Aur Jo Koi Inn Buri Baton May Say Kisi May Mubtala Ho Jaye Ga Aur Allah Usko Duniya May Posheeda Rakhay Ga To Wo Allah Kay Hawalay Hai, Agar Chahay To Uss Say Darguzar Karay Aur Chahay To Usay Azab Day ( Ebada Bin Samat Kehtay Hain ) Kay Sab Logob Nay Aap Say Iss Baat Pay Bai’at Kar Li.Sahih Al-Bukhari : Jild No. 1 : HadeesNo. 17
Hadees Mutwatir : Mukarrarat 40 : Muttafiq Alaih 20English Translation :Narrated ‘ubada Bin As-samit: Who Took Part In The Battle Of Badr And Was A Naqib (a Person Heading A Group Of Six Persons), On The Night Of Al-‘aqaba Pledge: Allah’s Apostle Said While A Group Of His Companions Were Around Him, “swear Allegiance To Me For:
- Not To Join Anything In Worship Along With Allah.
- Not To Steal.
- Not To Commit Illegal Sexual Intercourse.
- Not To Kill Your Children.
- Not To Accuse An Innocent Person (to Spread Such An Accusation Among People).
- Not To Be Disobedient (when Ordered) To Do Good Deed.”
The Prophet Added: “whoever Among You Fulfills His Pledge Will Be Rewarded By Allah. And Whoever Indulges In Any One Of Them (except The Ascription Of Partners To Allah) And Gets The Punishment In This World, That Punishment Will Be An Expiation For That Sin. And If One Indulges In Any Of Them, And Allah Conceals His Sin, It Is Up To Him To Forgive Or Punish Him (in The Hereafter).” ‘ubada Bin As-samit Added: “so We Swore Allegiance For These.” (points To Allah’s Apostle)
Halawat -e- Emaan Ka Bayan
Roman Urdu :
Aap Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Nay Farmaya Ye 3 Batain Jis Kisi May Hongi Wo Emaan Ki Mithas Paye Ga.
- Allah Aur Uss Kay Rusool Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Uskay Nazdeek Tamam Ma Siwa Say Zeyada Mehboob Ho Hon.
- Jis Kisi Say Muhabbat Karay To Sirf Allah He Kay Liye Karay.
- Aur Kufar May Wapis Janay Ko Aisa Bura Samjhay Jaisay Aag May Dalay Janay Ko.
Sahih Al Bukhari : Jild No. 1 : Hadees No. 15Hadees Marfooh : Mukarrarat 10 : Muttafiq Alaih 5English Translation :
Narrated Anas : The Prophet Muhammad Sallal Laho Alaihi Wa AalihiWa Sallam Said, “Whoever Possess The Following Qualities Will Have The Delight Of Faith”
-
The One To Whom Allah And His Prophet Become Dearer Than Anything Else.
-
Who Loves A Person And He Loves Him Only For Sake Of Allah.
-
Who Hates To Revert To Disbelief As He Hates To Be Thrown Into Fire.
Ek baar SubhanAllah, Allahu Akbar, La ilaha ilAllah kahne ki fazilat
Abu Hurairah Radi Allahu Aahu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya beshak Allah subanahu ne kalimat
mein se in chaar ko chun liya hai SubhanAllah Aur Alhamdulillah aur La ilaha ilallah aur Allahu Akbar
isliye jo bhi (ek baar) SubhanAllah kahega uske liye 20 nekiya likhi jayengi aur 20 gunah mita diye jayenge,
aur jo bhi Allahu Akbar kahega usko bhi waisa hi sawab milega , aur jo koi bhi (ek baar) Laa ilaha ilAllah kahega usko bhi waisa hi
sawab milega aur jo koi dil se Alhamdulillahi Rabbil Alamin kahega (yani zuban ke saath dil se bhi iska yakeen ho ki Tamam tarife
Allah ke liye hain aur wahi sare jahan ka palne wala hai) to uske liye 30 nekiya likhi jayegi aur 30 gunah mita diye jayenge
(Tashreeh : Yani ek baar SubhanAllah, Allahu Akbar, Laa ilaha ilAllah,Alhamdulillahi Rabbil Aalamin padhne par total 20+20+20+30 = 90
nekiya likhi jayegi aur 90 gunah mita diye jayenge In Sha Allah)
Masnad Ahmed, 7813-Sahih
✦ Abu Malik Ashari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Alhadulillah kahne se meezan
bhar jata hai, Tasbeeh (SubhanAllah) aur takbir (Allahu Akbar) se zameen aur aasman bhar jate hain
Sunan ibn Majah, Vol 1, 280-Sahih
—————-
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया बेशक अल्लाह सुबहानहु ने कलीमात में से इन चार को चुन लिया है सुबहानअल्लाह और अल्हम्दुलिल्लाह और ला ईलाहा इलअल्लाह और
अल्लाहू अकबर इसलिए जो भी (एक बार) सुबहानअल्लाह कहेगा उसके लिए 20 नेकिया लिखी जाएगी और 20 गुनाह मिटा दिए जाएँगे, और जो भी अल्लाहू अकबर कहेगा उसको भी वैसा ही सवाब मिलेगा ,
और जो कोई भी (एक बार) ला ईलाहा इलअल्लाह उसको भी वैसा ही सवाब मिलेगा और जो कोई दिल से अल्हम्दुलिल्लाही रब्बिल आलमीन कहेगा (यानी ज़ुबान के साथ दिल से भी इसका यकीन हो की तमाम तारीफें अल्लाह के लिए हैं और
वही सारे जहाँ का पालने वाला है) तो उसके लिए 30 नेकियां लिखी जाएगी और 30 गुनाह मिटा दिए जाएँगे
(तशरीह : यानी एक बार सुबहानअल्लाह , अल्लाहू अकबर, ला ईलाहा इलअल्लाह और अल्हम्दुलिल्लाही रब्बिल आलमीन पढ़ने पर 20+20+20+30 = 90 नेकियां लिखी जाएगी और 90 गुनाह मिटा दिए जाएँगे ईन-शा-अल्लाह)
मसनद अहमद , हदीस 7813-सही✦ अबू मलिक अशारी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अलहम्दुलिल्लाह कहने से मीज़ान भर जाता है, तसबीह (सुबहान अल्लाह ) और तकबीर (अल्लाहू अकबर) से ज़मीन और
आसमान भर जाते हैं
सुनन इब्न माजा, जिल्द 1, 280-सही