When the World Spoke Arabic

At the height of the Golden Age of Muslim Civilisation, the Arabic language was the lingua franca that served as the language of science, poetry, literature, governance and art. A big movement of translation of Greek, Roman and other ancient books of science, philosophy and literature into Arabic gave a push for the continued success of Arabic taking centre stage of the old world.

George Sarton in the introduction to the ‘History of Science’:

“From the second half of the eight to the end of the 11th century Arabic was the scientific, progressive language of mankind … When the West was sufficiently mature to feel the need of deeper knowledge, it turned its attention, first of all not to the Greek sources but to the Arabic ones.”

Marking UNESCO’s World Arabic Language Day, we shed light on some of the aspects in which the Arabic language manifested itself as a universal language during the golden age of creativity and innovation in Muslim Civilisation.

ar4

1. Arabic as the Language of Science

In a golden age of innovation more than 1,000 years ago, what was striking about the discoveries, innovations, research and writings of scientists and scholars during the European medieval period is their insatiable thirst for knowledge.

This peaked at a time when the rulers of Baghdad played a key role in an impressive movement of collecting and commissioning translations into Arabic of ancient knowledge from Greece, Rome, China, Persia, India and Africa, building a scientific collection and academy of science that became a place full with scholars, famous translators, authors, men of letters, scientists and professionals in the arts and crafts.

Brian Witaker wrote in the Guardian Newspaper:

“The Baghdad House of Wisdom ‘was an unrivalled centre for the study of humanities and for sciences, including mathematics, astronomy, medicine, chemistry, zoology and geography… Drawing on Persian, Indian and Greek texts… the scholars accumulated the greatest collection of knowledge in the world, and built on it through their own discoveries.”

Famous scholars like Ibn al-Haytham, Al-Sufi, Ibn Sina, Al-Razi, Al-Khawarizmi, Al-Kindi, Al-Jahiz, Al-Mahamiliya are but a few names of those who were products of that creative golden age, and whose work has had a lasting impact on generations to come.

ibn alhaytham

2. Arabic as the Language of the Stars

One of the sciences that had seen huge advancement during Muslim Civilisation is Astronomy. Astronomers made epoch-making discoveries as the first record of a star system outside our own galaxy and the third inequality of the moon’s motion, and they developed instruments that laid the foundation for modern-day astronomy.

When Ptolemy’s Almagest was translated into Arabic in the 9th century, many of the Arabic-language star descriptions came to be used widely as names for stars. Further additions during the golden age and later translations into Latin kept the tradition of giving Arabic names to the stars. And today, many of the prominent stars are of Arabic origin as they bear names given to them during the golden age of Muslim civilisation. Check this link for a list of star names having Arabic origin

star_names_02

3. Arabic as the Language of Art and Beauty

One area where the genius of the Muslim civilisation has been recognised worldwide is that of art. The artists of the Islamic world adapted their creativity to evoke their inner beliefs in a series of abstract forms, producing some amazing works of art.

One of the decorative forms of art widely developed in Islamic culture is calligraphy which consists of the use of artistic lettering, sometimes combined with geometrical and natural forms. The development of calligraphy is attributed by researchers to the importance of the Arabic language in Islam and the considerable importance given to writing by the Arabic tradition.

muslimheritage-beauty-and-aesthetics-in-islam-beauty-and-aesthetics-in-islam-banner-625x400

4. Arabic as the Language of Poetry

Traditionally, poetry had been a strong and eloquent form of expression in Arab heritage. The ensuring intense scientific movement in the golden age of Muslim civilisation entailed no conflict between the humanities and natural sciences. The power of the language was comfortably capable of adapting to new ways of using it to the benefit of humankind.

Concurrent with the revival of various sciences at that time, a new theme of Arabic poetry flourished with the appearance of a tradition of poems, composed by scientific scholars for use in education like the famous physician Ibn Sina, and the famous sailor Ibn Majid to mention a few. Meanwhile, Arabic poetry also dealt with ethical, social and humanitarian aspects of sciences as in the case of medical care…

avicenna_medical_poem_figure_01_0

5. Arabic as the Language of Literature

Arabs have long considered their language a perfect instrument of precision, clarity and eloquence, as evidenced by the Qur’an itself and by subsequent literary masterpieces. Since the Qur’an was adopted as the fixed standard, a surprisingly vast and rich literature has accumulated over a period of fourteen hundred years.

In addition to poetry, prose flourished under the Abbasides. The genuine of Arabic prose at the time was Al Jahiz (lived in 8th/ 9th century Baghdad). He became one of the period’s leading intellectuals. He was famed for his Book Al Bukhara’a (Book of the Misers) which was a witty and insightful study of human psychology. Countless other writers and poets became very famous and wrote influential works that still strongly stands today like Al Mutannabi, Al Ma’arri, Yaqut Al Hamwi, Badi Al Zaman Al Hamathani, Ibn Hazim Al Andalusi, Ibn Tufail and many others…

Books_printed_Ibrahim_Muteferrika_Pressmedicine-arabic-poetry_banner_0

Advertisement

FAISLA

muslimheritage.com-cats-in-islamic-culture-hassanmusa01-1

HIQAYAT:-
**********
Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Zamane May Ek Yahudi Aur Ek Munafiq May Kisi Baat Per Zhagda Paida Hogaya! Yahudi Chahta Tha Ki Jis Tarah Bhi Ho Main Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ki Khidmat May Le Chalu!

Chunanche, Wo Koshish Karke Use Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ki Bargah-A-Adalat May Le Aaya! Huzoor Ne Waqiya Sunker Faisla Yahudi Ke Haq May De Diya! Wo Munafiq Yahudi Se Kehne Laga Ki Main Umar Ke Paas Chalunga Aur Unka Faisla Manzoor Karunga! Yahudi Bola, Ajab Ulte Aadmi Ho, Koi Badi Adalat Se Hoker Choti Adalat May Bhi Jata Hain? Jab Tumahre Paighamber Mohammad (SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM) Faisla De Chuke Ab Umar Ke Paas Jane Ki Kya Zarurat Hain? Magar Wo Munafiq Na Maana Aur Us Yahudi Ko Leker Hazrat Umar Ke Paas Aaya Aur Hazrat Se Faisla Talab Karne Laga! Yahudi Bola, Janab! Pehle Yeh Baat Soon Lijiye Ki Ham Isse Pehle Mohammad (SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIhI-WASALLAM) Se Faisle Leker Aaye Hain! Unohne Faisla Mere Haq May Diya Hain! Magar Yeh Shaks Us Faisle Per Mutmayin Nahi Aur Ab Yahan Aapke Paas Aa Pahucha Hain! Hazrat Umar Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ne Yeh Baat Suni To Aapne Farmaya, Accha Tehro! Main Abhi Aaya Aur Abhi Tumahra Faisla Karta Hoon!
Yeh Kehker Aap Ander Tashrif Legaye Aur Fir Ek Talwar Leker Nikle Aur Us Munafiq Ki Gardhan Per Yeh Kehte Hue Maar Di Ki Jo Huzoor Ka Faisla Na Maane Uska Faisla Yeh Hain!

Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Tak Yeh Baat Pahuchi To Aapne Farmaya, Wakayi Umar Ki Talwar Kisi Momin Per Nahi Uthti! Uske Baad Fir ALLAH-TA’AALA Ne Bhi Yeh Aayat Naazil Farma Di!

“Tere Rab Ki Kasam! Yeh Log Kabhi Momin Nahi Hosakte Jabtak Tumeh Ya Rasoolallah Apna Haakim Na Maane Aur Tera Faisla Taslim Na Karen!”

(Tarikhul Khulfa, Pg-88)

********************************
SABAK:-
********
Hazrat Umar Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ka Is Baat Per Yakin Tha Ki Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Haakim-A-Aala Hain! Unka Faisla Hi Momin Keliye Wajibul-Amal Hain! Jo Unka Faisla Taslim Na Kare Wo Mujrim Hain!
Yeh Bhi Malum Hua Ki Hazrat Umar Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ke Amal Ki Rasoolallah SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Bhi Taayid Farmate Hain Aur Khuda Bhi Taayid Farmata Hain

DUUSHMAN-A-RASOOL​

lailahailallah-768x576

HIQAYAT:-
*********
Hazrat Zakariya Alaihis Salam Ke Sahab-Zaade Hazrat Yahya Alaihis Salam Ne Kisi Jungal May Shaitaan Ko Rote Hue Dekha, Aapne Pucha Rote Kyon Ho? Shaitaan Bola, Aye ALLAH Ke Nabi! Wo Shaks Kyon Na Roye Jisne Ek Taweel Zamane Tak Khuda Ki Bandagi Ki Aur Uski Ibadat Bekaar Gayi! Hazrat Yahya Alaihis Salam Ne ALLAH-TA’AALA Se Arz Ki, ILAHI! Yeh Mal-uon Ab To Pachtata Aur Rota Hain, Kya Iski Muafi Ki Koi Surat Hain? ALLAH-TA’AALA Ne Farmaya, Aye Yahya! Is Mal-oun Ke Rone Per Mat Jao Yeh Ikhlaas Ke Sath Nahi Rota! Yeh Banawati Aur Munafiqana Rota Hain! Agar Tum Iski Makkaari Ko Malum Karna Chahte Ho To Isse Kaho Ki ALLAH-TA’AALA Farmata Hain Ki Tum Aaj Bhi Agar Aadam Alaihis Salam Ki Qabr Ko Sazda Kerlo To Hum Raazi Hojayege!
Hazrat Yahya Alaihis Salam Ne Shaitaan Se Yeh Baat Keh Di To Wo Mal-oun Khil-khilaker Has Pada! Kehne Laga, Maine Aadam Ko Tab Sazda Nahi Kiya Jab Wo Zinda Tha To Ab Marne Ke Baad Kyon Karoon?

(Nujjahtul Majalis,Jild-2,Pg-60)

*********************************
SABAK:-
*******
Malum Hua Ki Yeh Zaruri Nahi Ki Har Rone Wala Mukhlisana Rota Ho, Balki Baaz Log Zhoota Rona Bhi Rote Hain!
Yeh Bhi Malum Hua Ki Shaitaan Rasool Ka Bada Dushman Hain!
Yeh Bhi Malum Hua Ki Shaitaan Ne Rasool Ki Na To Duniyawi Zindagi May Taazim Ki Aur Na Unke Visaal Ke Baad Unki Qabr Per Jane Keliye Taiyyar Hua!
Yeh Bhi Malum Hua Ki Rasool Per Marne Ka Lafz Shaitaan Bade Khule Hue Mooh Se Keh Diya Tha!

Khateeb e Bagdaadi ne Apni sanad ke sath ye Hadith riwayat ki hai

Medina-HD-salafiaqeedah-Blogspot-com

Khateeb e Bagdaadi ne Apni sanad ke sath ye Hadith riwayat ki hai ke Huzoor sallAllahu Ta’ala Alaihi wasallam ki walida majida Hazrat Bi Bi Aamina ne farmaya ke jab Huzoor e Aqdas sallAllahu Ta’ala Alaihi wasallam paida huye to maine dekha ke 1 bahut badi badly Ayi jis me raoshni ke sath ghodo ke hinhinane ,aur parindon ke udne ki Aawaaz thi , aur kuch insanon ki boliyan bhi sunayi deti thi . phir ek dam Huzoor sallAllahu Alaihi wasallam mere samne se gaib ho gaye aur maine suna ke 1 Aelaan hamak raha tha aur badan se gasht karao aur un ko samandaro ki bhi sair karao take tamaam kaainaat ko un ka naam , un ka Huliya , un ki sifat maloom ho jaye . Aur un ko tamaam jaandar makhlooq Yaani jinn o ins , Malaaika aur charindo aur parindo ke samne pesh karo , aur unhe Hazrat Aadam Alaihissalam ki Soorat , Hazrat Shees Alaihissalam ki Marifat , Hazrat Nooh Alaihissalam ki Shuja,at , Hazrat Ibrahim Alaihissalam ki Khullat , Hazrat Ismail Alaihissalam ki Zubaan , Hazrat Ishaq Alaihissalam ki Raza , Hazrat Saleh Alaihissalam ki Fasaahat , Hazrat Loot Alaihissalam ki Hikmat , Hazrat Yaqoob Alaihissalam ki Basharat , Hazrat Moosa Alaihisalam ki Shiddat , Hazrat Ayyob Alaihissalam ka Sabr , Hazrat Yonus Alaihissalam ki Ta,at Hazrat Yusha Alaihissalam ka Jehaad , Hazrat Da,aod Alaihissalam ki Aawaaz , Hazrat Daniyaal Alaihissalam ki Muhabbat , Hazrat Ilyas Alaihissalam ka waqaar , Hazrat Yahya Alaihissalam ki Ismat , Hazrat Esa Alaihissalam ka Zuhud Ata kar ke un ko tamaam peghambaron ke kamalaat aur Akhlaaq e Hasana se Muzayyan kar do is ke baad wo badal chat gaya , phir maine dekha Aap Resham ke sabz kapde me lipte huye hai , aur us kapde se paani tapak raha hai aur koi Munaadi Aelaan kar raha hai ke wah wah ! kiya khoob MUHAMMAD (sallallahu Alaihi wasallam) ko tamaam duniya par Qabza de diya gaya , aur Kainaat e Aalam ki koi cheez baaqi na rahi jo un ke Qabza e eqtedaar wa Ghalba e Ita,at me na ho , ab maine chehra e Anwar ko dekha to 14 vi ke chand ki tarah chmak raha tha aur badan se pakeeza khushboo Aa rahi thi , phir 3 shakhs nazar Aaye 1 ke hath me chandi ka lota , dusre ke hath me sabz zumurrud ka tasht , tisre ke hath me 1 chamakdaar Angothi thi , Angothi ko 7 martaba dho kar us ne Huzoor (sallAllahu Alaihi wasallam) ke 2 no shano ke darmiyaan Muhre Nubuwwat laga di , phir Huzoor (sallAllahu Alaihi wasallam) ko Reshmin kapde me lapet kar uthaya aur 1 lamha ke baad mujhe supurd kar diya
[hawala SIRATUL MUSTAFA BAAB 1]

******************

Hai kalaam e Ilahi me Shamsuz’zuha, Tere chehre Noore Faza ki qasam
Qasam e Shab e taar me raaz yeh tha, ke Habeeb ki zulfe duta ki qasam
Tere Khulq ko HAQ ne azeem kaha, Teri khilq ko HAQ ne jameel kiya
Koee Tujh sa huwa hai na hoga Shaha, Tere Khaliqe husn o ada ki qasam
Woh Khuda ne hai martaba tujh ko diya, na kisi ko mile na kisi ko mila
Ke Kalaam e majeed ne khaee Shaha, Tere shehro kalamo baqa ki qasam
Tera masnade naaz hai Arshe baree, Tera mehrame raaz hai rooh e ameen
Tu hi Sarware har do jahaan hai shaha, Tera misl nahi hai Khuda ki qasam

 SALLALLAHU TA’ALA ALLAIHI WA SALLAM 

KHATAKAAR KO INAAM

HIQAYAT:-
**********
Ek Din Hazrat Imaam Hasan Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Apne Daulat-Khane Per Kuch Logon Ke Sath Milker Khana Tanawul Farma Rahe The Ki Aapne Apne Gulam Ko Saalan Lane Ke Liye Irshad Farmaya! Wo Saalan Laya To Achanak Uske Hath Se Bartan Gir Pada Aur Tut Gaya! Salan Ka Kuch Hissa Hazrat Imaam Hasan Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Per Bhi Gira! Gulam Yeh Manzar Dekhker Ghabraya! Hazrat Imaam Hasan Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ne Uski Taraf Dekha To Usne Zhatse Yeh Aayat Padh Di!”Gussa Pine Walon”Aapne Farmaya, Maine Gussa Pi Liya! Usne Fir Padha,”Aur Logon Se Darguzar Karne Walon”Aapne Farmaya, Jao Maine Muaf Bhi Kerdiya! Usne Fir Padha,”Aur Ehsaan Karne Wale ALLAH Ke Mehboob Hain”Aapne Farmaya, Jao Maine Tumeh Aazaad Bhi Kerdiya!

(Roohul Bayaan Jild-1,Pg-367)

********************************
SABAK:-
********
Apne Maat-haton Per Rahem Karna Chahiye Aur Gusse Ko Pi Lena Aur Khatakaar Ko Muaf Kerdena Aur Usper Ehsaan Bhi Karna Yeh ALLAH-TA’AALA Ke Mehboobon Ka Kaam Hain! Imaam Hasan Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu ALLAH Ke Mehboob The!