jo shakhs Subhan Allahil Azim, Wa Bihamdeh kahta hai

Beautiful-Muhammad-PBUH-768x432

✦ Hadith: jo shakhs Subhan Allahil Azim, Wa Bihamdeh kahta hai uske liye Jannat mein khajur ka ek darkht laga diya jata hai
———————-
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs Subhan Allahil Azim, Wa Bihamdeh kahta hai uske liye Jannat mein khajur ka ek darkht laga diya jata hai
Sahih Ibn Hibban , 834
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1389-Hasan

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Do Kalme jo Zuban par halke hain aur Meezan (taraju) mein bahut bhari hain aur Rahmaan ko bahut aziz hai
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
Sahih Bukhari, Jild 6, 6406
———-
✦ जाबिर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स
سُبْحَانَ اللَّهِ الْعَظِيمِ وَبِحَمْدِهِ
सुबहान अल्लाहिल अज़ीम वा बिहम्दिह कहता है उसके लिए जन्नत में खजूर का एक दरख़्त लगा दिया जाता है
सही इब्न हिब्बान , 834
जामिया तिरमिज़ी, जिल्द 2, 1389-हसन

✦रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया दो कलमे जो ज़ुबान पर हलके हैं और मीज़ान (तराजू) में बहुत भारी हैं और रहमान को बहुत अज़ीज़ है
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
सुबहान अल्लाहि वा बिहम्दिही सुबहान अल्लाहिल अज़ीम
सही बुखारी, जिल्द 6, 6406

Allah subhanahu ki ata ki gayee naimato ko bachane ki dua


✦ Abdullah bin umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ki dua ye thi :

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ زَوَالِ نِعْمَتِكَ وَتَحَوُّلِ عَافِيَتِكَ وَفُجَاءَةِ نِقْمَتِكَ وَجَمِيعِ سَخَطِكَ

Allahumma innee Auzubika min zawali nimatika, wa tahawwuli Aafiyatik, wa fujaaaati nimatika wa jamee’e sakhatik.

Tarjumah : Ya Allah main Panaah maangta hun teri Naimat ke zawal se, aur teri di huyee Aafiyat aur sehat ke palat janey se ,aur tere naaghani Azab se , aur sab tere ghazab (gussey) waley kaamon se.
Sahih Muslim , 6943