✦ Abdullah bin umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ki dua ye thi :
اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ زَوَالِ نِعْمَتِكَ وَتَحَوُّلِ عَافِيَتِكَ وَفُجَاءَةِ نِقْمَتِكَ وَجَمِيعِ سَخَطِكَ
Allahumma innee Auzubika min zawali nimatika, wa tahawwuli Aafiyatik, wa fujaaaati nimatika wa jamee’e sakhatik.
Tarjumah : Ya Allah main Panaah maangta hun teri Naimat ke zawal se, aur teri di huyee Aafiyat aur sehat ke palat janey se ,aur tere naaghani Azab se , aur sab tere ghazab (gussey) waley kaamon se.
Sahih Muslim , 6943