
“”Dosti Aur Dushmani Sirf Allah Ke liye””
Hazrat Aboo Dhar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Riwayat Karte Hain
Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam
Ne Farmaya : (Allah ‘Azza Wa Jalla Ke Nazdik) Aamaal Me Sab Se Afzal
Amal (Aur Ahmad Kee Riwayat Me Hai Ki Sab Se Pyara Amal Aur Bazzar Kee Riwayat Me Hai Ki Sab Se Afzal ‘Ilm) Allah ‘Azza Wa Jalla Ke Liye
Mahabbat Rakhna Aur Allah ‘Azza Wa Jalla Hee Ke Liye Dushmani Rakhna
Hai.”
[Aboo Dawud Fi As-Sunan, 04/198, Raqam-4599,
Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 05/146, Raqam-21341,
Bazzar Fi Al-Musnad, 09/461, Raqam-4076,
Mundhiri Fi At-Targhibu Wa At-Tarhibu Mina Al-Hadith Ash-Sharif,
04/14, Raqam-4593,
Daylami Fi Musnad-ul-Firdaws, 01/355, Raqam-1429,