
22 Ramzan Yaume Wisal
Rasool Allah Ky Rizai Waleda
fakhre Kabeela Hawazan
DAIE NABI
HAZRAT HALIMA SADIYAH r.z
👉🏻Jinky Ghar Bachpan Me Rasool Allah 4 Saal Rahe
👉🏻Jin ko Rasool Allah meri ammi kah kar Pukarte
👉🏻Jink Baithne K liye Rasool Allah ﷺ Khud Apni Chadar Bicha Diya Karte
👉🏻 jinki RAQABAT ki Buniyad Pe Kabeela Hawazan k Tamam Qaidi Riha Kr Diye Gae..
👉🏻Wo Hasti Jo Rasool Allah ﷺ Ke Bachpan Ke Mojzaat Ki Zaira Bani
HAZRAT HALIMA SADIYA R.Z

