〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Abdullah bin Umar (Raziyallahu ‘Anhuma) riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne Irshaad farmaaya: Teen Cheezon ko radd nahi karna chahiye (yani koi de to inkaar nahi karna chahiye) Takiya, khushbu aur doodh. (Tirmizi: 2790)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰