Hussain (عليه السلام) in Christian Ideology

IMG_20171102_033843-300x254

“No battle in the modern and past history of mankind has earned more sympathy and admiration as well as provided more lessons than the martyrdom of Hussain in the battle of Karbala.”

These are the words of Christian author Antoine Bara whose book “Hussain in Christian Ideology” had evoked both praise and provocation after its publication. Especially his remarks that Jesus Christ had predicted about appearance of Imam Hussain had dropped a bombshell in the Christian world and Bara had defended his contention in these words:

“Before I explain what it means I would like to confirm that the Bible mentions Prophet Muhammad (saww) as well as Imam Hussein (as). This prophesies come in the context of talking about the one true religion which, in my view, is Islam. Christ (as) spoke of the appearance of Imam Hussein (as) in the gospel of John by saying: “But now I go My way to Him that sent Me, and none of you asketh Me, `Whither goest Thou?’ But because I have said these things unto you, sorrow hath filled your heart. Nevertheless I tell you the truth. It is expedient for you that I go away, for if I go not away, the Comforter will not come unto you; but if I depart, I will send Him unto you. And when He is come, He will reprove the world concerning sin, and concerning righteousness, and concerning judgment” (John, 16:5-8).Some Christians have explained the word ‘Comforter’ as the Holy Spirit. But having researched its meaning, I do not think this meaning applies to it at all. So, I looked at the other two explanations; that this is either referring to Prophet Muhammad (saww) or referring to Imam Hussein (as). After more research, I realized that Christ (as) could not have sent a prophet like himself but it was possible that he sent a martyr to humanity which means that it is definitely Imam Hussein (as) who is being referred to in the above quote from the Bible”.

 Bara was not much aware of about Imam Hussain and Karbala. However, he used to visit Great Islamic Scholar Imam Al-Shirazi in Kuwait with his friend Azhar Al Khafagi in 70s.. Upon coming to know that Bara had prepared some notes on Imam Hussain, Al-Shirazi suggested him to write a book based on these notes. The idea fermented in his mind. He   collected the notes but even after preliminary research, he did not intend to write the book. But he felt a special moral inspiration that pushed him to continue researching, editing and writing.

In an interview, he himself reveals “In the beginning, I did not know about the brutal incident of Karbala…… This is because during our education, this incident was referred to without any detail. When I met Imam Al-Shirazi , he gave me some books about Imam  I read these books and discovered they contained a unique heroic story. I was also surprised that such a story did not generate much interest from Muslim scholars. This motivated me to note down remarks about this revolution and the character of Imam Hussain.”

While working on the book, Bara tried to find answers to questions related to the revolution and character of Imam Hussain. He took more than five years to finish his task. Bara sent the manuscript to Al-Shirazi who appreciated the book and asked for its immediate publication. Al Shirazi wrote introduction of the book. With the help of Mr. Baqir Khureibit, Editor of ‘Sawt Al-Khaleej’ magazine where Bara worked, the book was published. It evoked instant reactions. Imamis and pro-Ahle-Bait Muslims considered it to be the best written on Imam Hussain but some Christians objected on the ground “he is Christian, how can he be a supporter of the Prophet’s family? In Beirut, a Muslim writer published a book and tried to prove that Karbala was only a historic incident and Imam Hussain ‘struggled’ for power. On the other hand, a doctoral thesis was written on the book and submitted to a Lebanese university. A Pakistani Scholar Mushtaq Ahmad from Lahore University sought permission to translate the book into Urdu.. An Iraqi doctor, Ridha Rasheed wanted to translate the book into Austrian and Russian. All got consent without any clause of royalty, for Bara his work was an interpretation of a special feeling he developed for Imam during his scholarly research.

 He remarks “In the beginning, writing the book had a scholarly purpose but as I got deeper and expanded on the historicity of the topic, a feeling of the greatness of Imam Hussein grew in me. This character sacrificed himself for religion and principles and to preserve Muslims from deviating from the path of Islam to ensure the continuity of the message and passing it over from one generation to the other. Had he not sacrificed himself in this highly emotional way, this strong effect on people could not have been felt. The proof is what happened when the prisoners of war returned to Damascus; Sunnis, Shia and Christians threw stones at the soldiers because they were emotionally affected. The same also happened in Homs where people beat up the soldiers and deprived them of water because they deprived the pure family of the Prophet of water.”

He further adds “Indeed human principles were generated by the Ashura revolution. This is what pushed me to continue writing the book. The effort only gave me fatigue and troubles without any benefits except for the blessing of Imam. By blessing I mean the fact that the book was printed more than twenty times, only three of them by me…. I do not consider the book to be my personal property. It belongs to all humanity.”Bara never mentions Imam without saying peace be upon him after his name. Bara maintains that Imam Hussein is not exclusive to Imamis or Muslims but belongs to the whole world because he is the “conscience of religions”.( References available on request)

60_Untitled-2(1)

Imam Hussain(a.s) in the Bible:
New Testament Peshitta (the Aramaic Bible) mentions Imam Hussain(a.s) by name in a few places, such as Luke 11:21-22, Matthew 3:11 and Acts 2:7. Jesus, John the Baptist and Simon (Peter) pbut had spoken plainly about Imam Hussain(a.s). The Psalm chapter 19, talks about a man from Hashemite moving toward Kufa. It mentions that this event is not hidden from mê-ḥam-mā-ṯōw (Muhammad). In addition, David(pbuh) mourned for the calamity of Ashura; as he mentions it in Psalm 25:17[p 218-220 ref.]. Nevertheless, the name is lost in the translations, as usual. In all cases, the name is translated to “great”, “greater”, “holy one”, and so on.


Here I just scrutiny the Gospel of Luke[11:21-22] and martyrdom of Imam Hussain (a.s) foretold by Jesus(pbuh). For more information about what John the Baptist and Simon(pbut) have said about Imam Hussain(a.s), please refer to the reference book(p 256-261).

Jesus (pbuh), according to the Gospel of Luke, is explaining that Hussain(a.s) who possess all the pureness, will be brutally attacked and martyred. His belongings will be looted and his body will be cut in pieces. However, the translators have interpreted the entire statement irrelevant to the actual meaning of the verse. This has become more noticeable by translating the word “Hussain” to “ stronger”. In the Peshitta Gospel of Luke, Hussain is written (ḥasīn). (See the figure below)

Luke [11:21, 22]
New Living Translation
For when a strong man like Satan is fully armed and guards his palace, his possessions are safe–until someone even stronger attacks and overpowers him, strips him of his weapons, and carries off his belongings.
Verse 21 is highly suspicious. The NLT had to add “Satan” to come up with a relevantly meaningful statement. However, translating the verse without adding Satan brings a different picture to the scene. Verse 22 has also changed according to the sense of the translator. Below is the rendered translation of the verses.

Rendered translation
21 For when Hussain is armed, guarding his house, his possessions are safe
22 Indeed he who is Hussain shall endure, all the pureness belongs to him, all his armor will be taken, he is confident, his belongings and body to be cut in pieces.
ḥasīn is the cognate of an Arabic word that means “beautiful”. This is indeed حسین / حسن Hasan / Hussain. They were the sons of Imam Ali(a.s).
Below is a picture of the Gospel of Luke [11:21-32] in Aramaic.Note the word ḥasīn in verse 22.[Image location: University of Bonn, Germany at [http://digitale- sammlungen.ulb.uni-bonn.de/image/view/47451w=1000]]

The event of Karbala in the Bible:

Verses 6 to 10 of Jeremiah 46, demonstrate a conflict between Nile-like powers of devilish-Pharoahic people and God’s chosen man who is going to be a sacrifice near Euphrates:
6 “The swift cannot flee nor the strong escape. In the north by the River Euphrates they stumble and fall. 7 “Who is this that rises like the Nile, like rivers of surging waters? 8 Egypt rises like the Nile, like rivers of surging waters. She says, ‘I will rise and cover the earth; I will destroy cities and their people.’ 9 Charge, you horses! Drive furiously, you charioteers! March on, you warriors—men of Cusha and Put who carry shields, men of Lydia who draw the bow. 10 But that day belongs to the Lord, the Lord Almighty— a day of vengeance, for vengeance on his foes.The sword will devour till it is satisfied, till it has quenched its thirst with blood. For the Lord, the Lord Almighty, will offer sacrifice in the land of the north by the River Euphrates.
the statement In the (land of) north by the River Euphrates, in verses 6 and 10, is a clear reference to a location known even today by the very same name, the River Euphrates. The statement is unequivocal and firm. This is a prophecy about an event near the River Euphrates not Palestine, nor Egypt or Ethiopia. The verse 8 confirms the metaphoric use of Egypt:
8 Egypt rises like the Nile, like rivers of surging waters. She says, ‘I will rise and cover the earth; I will destroy cities and their people.’
Historically speaking, the only known event near the River Euphrates where God has offered a sacrifice is the event of Karbala.
This chapter of Jeremiah has changed the way many believers of the Bible used to think. Former Pastor Sachini Strecthen is one of them. As mentioned earlier, she converted to Islam and led her entire family and some of her Church members to Shi’ite Islam.

The day of Ashura in the Bible

Ashura, the 10th of Muharram, first month of Islamic Calendar, is the day the tyrant army of Yazid martyred Imam Hussain(a.s) and his companions. In Jewish tradition, this day is also The Day of Atonement or Yom Kippor (Leviticus 16 and 23:26-32; Num. 29:7-11). It is the holiest day in Jewish history, which is 10th of Tishreia (the seventh month in Jewish calendar). That is the day of mourning and repentance.
Today it is no more the same as it was in traditional Hebrew history. Unlike today’s Jewish ceremonies, the Day of Atonement was no festive event. It was a day of national mourning and repentance. This was a special Sabbath day celebration, which meant that no work could be done (Lev. 23:26-32). Anyone who did not observe this Sabbath was to be cut off from his people (Lev. 23:29), which is a euphemism for being put to death.
Beyond this, it was a day when the people were to “humble their souls” (cf. Lev. 16:31; 23:27; Num. 29:7), which, according to many, included fasting. This would thus be the only religious holiday that was characterized by mourning, fasting, and repentance.
In Islamic traditions, Noah’s Ark landed this day. According to traditions gathered by Al-Biruni, on this day God took compassion on Adam(pbuh); Moses (pbuh) was saved from Pharaoh and Abraham (pbuh) from the fire of Nebuchadnezzar; Jacob (pbuh) regained his eyesight; Joseph(pbuh) was drawn out of the ditch; Solomon(pbuh) was invested with the royal power;and the punishment was taken away from the people of Jonah(pbuh);
Besides the aforementioned events, there are a few numerical symbols about Ashura. For example the Bible directs people to take a lamb for sacrifice on the 10th of Tishrei, the Day of Atonement, it is in Exodus 12:3. (Note the numbers 12 and 3) Imam Hussain is the 3rd of 12 Shi’ite Imams. Also month of Tishrei, although is the 7th month now, used to be the starting month in the ancient Hebrew calendar. It was coherent with Muharam, the first month of Arabic calendar.

Are all these codes and messages of the Bible about Karbala accidental or perhaps the divine hand is being over them? No intellectual mind will accept these facts as accidental coincidents.

शहीदे आज़म

*शहीदे आज़म*

*अल्लाहुम्मा सल्ले वसल्लिम वबारिक अलैहि व अलैहिम व अलल मौलस सय्यदिल इमामे हुसैन रज़ियल्लाहु तआला अन्हु*

नाम —– सय्यदना इमाम *हुसैन* रज़ियल्लाहु तआला अन्हु

लक़ब —- सिब्ते रसूल,रैहानतुर रसूल,सय्यदुश शुहदा

वालिद — मौला अली रज़ियल्लाहु तआला अन्हु

वालिदा — खातूने जन्नत हज़रत फातिमा रज़ियल्लाहु तआला अन्हा

विलादत – 5 शाबान,4 हिजरी

बीवियां – 4,शहर बानो-रुबाब बिन्त इमरा अलक़ैस-लाईला बिन्त अबी मुर्राह अल थक़ाफी,उम्मे इस्हाक़ बिन्त तल्हा बिन उबैदुल्लाह

औलाद — 6,हज़रत ज़ैनुल आबेदीन व हज़रते सकीना शहर बानो से,हज़रत अली अकबर व फातिमा सुग़रा लाईला से,हज़रत अली असगर व सुकैना रुबाब से

विसाल — 10 मुहर्रम,61 हिजरी,जुमा

उम्र — 56 साल 5 महीने 5 दिन

आपके फज़ाइल में बेशुमार हदीसें वारिद हैं हुसूले बरकत के लिए चंद यहां ज़िक्र करता हूं

*हुज़ूर सल्लललाहो तआला अलैहि वसल्लम इरशाद फरमाते हैं कि हुसैन मुझसे है और मैं हुसैन से हूं और फरमाते हैं कि जिसने हुसैन से मोहब्बत की उसने अल्लाह से मोहब्बत की*

📕 मिशकातत,सफह 571

*हुज़ूर सल्लललाहो तआला अलैहि वसल्लम इरशाद फरमाते हैं कि जो चाहता है कि जन्नती जवानों के सरदार को देखे तो वो हुसैन को देख ले*

📕 नूरुल अबसार,सफह 114

*हुज़ूर सल्लललाहो तआला अलैहि वसल्लम ने एक मर्तबा इमाम हुसैन रज़ियल्लाहु तआला अन्हु को देखकर फरमाया कि आज यह आसमान वालों के नज़दीक तमाम ज़मीन वालों से अफज़ल है*

📕 अश्शर्फुल मोअब्बद,सफह 65

*हुज़ूर सल्लललाहो तआला अलैहि वसल्लम ने इमाम हुसैन रज़ियल्लाहु तआला अन्हु पर अपने बेटे हज़रत इब्राहीम रज़ियल्लाहु तआला अन्हु को क़ुर्बान कर दिया*

📕 शवाहिदुन नुबुवत,सफह 305

*हुज़ूर सल्लललाहो तआला अलैहि वसल्लम इरशाद फरमाते हैं कि हसन के लिए मेरी हैबत व सियादत है और हुसैन के लिए मेरी ज़ुर्रत व सखावत है*

📕 अश्शर्फुल मोअब्बद,सफह 72

*इमाम हुसैन रज़ियल्लाहु तआला अन्हु बहुत बड़ी फज़ीलत के मालिक हैं आप कसरत से नमाज़-रोज़ा-हज-सदक़ा व दीग़र उमूरे खैर अदा फरमाते थे,आपने पैदल चलकर 25 हज किये*

📕 बरकाते आले रसूल,सफह 145

*करामात – अबु औन फरमाते हैं कि एक मर्तबा हज़रत इमाम हुसैन रज़ियल्लाहु तआला अन्हु का गुज़र कस्बा इब्ने मुतीअ के पास से हुआ,वहां एक कुंआ था जिसमे पानी बहुत कम रह गया था यहां तक कि डोल भी भरकर ऊपर ना आ पाता था जब लोगों ने आपको देखा तो पानी की किल्लत की शिकायत की तो आपने फरमाया कि एक डोल पानी लाओ जब पानी आ गया तो आपने उसमें थे थोड़ा सा मुंह में लिया और डोल में कुल्ली कर दी और फरमाया कि इसे कुंअे में डाल दो,जैसे ही कुंअे में वो पानी डाला गया कुंआ पानी से लबरेज़ हो गया और पहले से ज़्यादा ज़ायकेदार भी हो गया*

📕 इब्ने सअद,जिल्द 5,सफह 144

ये वही हुसैन बिन अली हैं जिन पर कर्बला में 3 दिन तक पानी बंद कर दिया गया मगर ये रब की रज़ा थी जिस पर आप राज़ी थे वरना कसम खुदा की आप ज़मीन पर एक ठोकर मार देते तो फुरात आपके खेमे से होकर बहती

*मैदाने कर्बला में एक जहन्नमी मालिक बिन उरवा ने आपके खेमो में आग जलती हुई देखी तो बेबाकी से कहा कि ऐ हुसैन तुमने तो जहन्नम से पहले ही आग जला ली इतना सुनना था कि आप जलाल में फरमाते हैं कि ज़ालिम क्या तेरा ये गुमान है कि हुसैन जहन्नम में जायेगा आपने दुआ की कि ऐ मौला इसे जहन्नम से पहले ही दुनिया की आग का मज़ा चखा,अभी ज़बान से ये निकला ही था कि उसका घोड़ा बिदका वो गिरा उसका पैर लगाम में उलझा और घोड़ा उसे घसीटते हुए एक आग की खन्दक में फेंक आया*

📕 रौज़तुश शुहदा,सफह 230

कर्बला की ये करामत भी ज़ाहिर करती है कि आप मजबूर ना थे बल्कि मुखतार थे मगर बस वही कि खुदा की रज़ा में राज़ी थ

*ALLAHUMMA SALLE WASALLIM WABARIK ALAIHI WA ALAIHIM WA ALAL MAULAS SAYYADIL IMAAME HUSAIN RAZIYALLAHU TAALA ANHU*

Naam —– Sayyadna imaam HUSAIN raziyallahu taala anhu

Laqab —- Sibte rasool,raihanatur rasool,sayyadus shuhda

Waalid — Maula ali raziyallahu taala anhu

Walida — Khatune jannat hazrate fatima zohra raziyallahu taala anha

Wiladat – 5 shaaban,4 hijri

Biwiyan – 4,Shahar bano-Rubaab bint imra al qais-Laeela bint abi murrah al thaqafi,Umme ishaq bint talha bin ubaidullah

Aulaad — 6,Hazrat zainul aabedeen wa hazrate sakina shahar baano se,hazrat ali akbar wa fatima sughra layla se,hazrat ali asgar wa sukaina rubaab se

Wisaal — 10 muharram,61 hijri,juma

Umr — 56 saal 5 mahine 5 din

Aapke fazayal me beshumar hadisein waarid hain husule barkat ke liye chund yahan zikr karta hoon

*Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam farmate hain ki husain mujhse hai aur main husain se hoon aur farmate hain ki jisne husain se muhabbat ki usne mujhse muhabbat ki aur jisne mujhse muhabbat ki usne khuda se muhabbat ki*

📕 Mishkat,safah 571

*Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam farmate hain ki jo chahta ho ki jannati jawano ke sardaar ko dekhe to wo husain ko dekh le*

📕 Noorul absaar,safah 114

*Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam ne ek martaba imaam husain ko dekhkar farmaya ki aaj ye aasman waalon ke nazdeek tamam zameen waalo se afzal hai*

📕 Ashsharaful moabbad,safah 65

*Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam ne imaam husain raziyallahu taala anhu par apne bete hazrate ibraheem raziyallahu taala anhu ko qurban kar diya*

📕 Shawahidun nubuwat,safah 305

*Huzoor sallallaho taala alaihi wasallam इरशाद फरमाते हैं कि hasan ke liye meri haibat wa siyadat hai aur husain ke liye meri jurrat wa sakhawat hai*

📕 Ashsharaful moabbad,safah 72

*Imaam husain raziyallahu taala anhu bahut badi fazilat ke maalik hain aap kasrat se namaz roza hajj zakat wa deegar umure khair kiya karter the aapne paidal chalkar 25 hajj kiye hain*

📕 Barkaate aale rasool,safah 145

*KARAMAAT-Abu aun farmate hain ki hazrat imaam husain raziyallahu taala anhu ka guzar kasba ibne mutee ke paas se hua,wahan ek kunwa tha jisme paani bahut kam rah gaya tha yahan tak ki dol bhi bharkar oopar na aa pata tha jab logon ne aapko dekha to paani ki killat ki shikayat ki to aapne farmaya ki ek dol paani lao jab paani aa gaya to aapne usme the thoda sa munh me liya aur dol me kulli kar di aur farmaya ki ise kunwe me daal do,jaise hi kunwe me wo paani daala gaya kunwa paani se labrez ho gaya aur pahle se zyada zaykedaar ho gaya*

📕 Ibne sa’ad,jild 5,safah 144

Ye wahi husain bin ali hain jin par karbala me 3 din tak paani bund kar diya gaya magar ye rub ki raza thi jispar aap raazi the warna kasam khuda ki aap zameen par ek thokar maar dete to furaat aapke kheme se hokar bahti

*Maidane karbala me ek jahannami maailk bin urwa ne aapke khemo me aag jalti huyi dekhi to bebaaki se kaha ki ai husain tumne to jahannam se pahle hi aag jala li itna sunna tha ki aap farmate hain ki zaalim kya tera ye gumaan hai ki husain jahannam me jayega aapne dua ki ki ai maula ise jahannam se pahle duniya ki aag ka maza chakha,abhi zabaan se ye nikla hi tha ki uska ghoda bidka wo gira uska pair lagaam me uljha aur ghoda use ghaseette hue ek aag ki khandak me phenk aaya*

📕 Rauzatus shuhda,safah 230

Karbala ki ye karamat bhi zaahir karti hai ki aap majboor na the balki mukhtar the magar bas wahi ki khuda ki raza me raazi the

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

Fatiha Niyaz

1168550_orig

fatihaniaz-unlocked_Page_01fatihaniaz-unlocked_Page_02fatihaniaz-unlocked_Page_03fatihaniaz-unlocked_Page_04fatihaniaz-unlocked_Page_05fatihaniaz-unlocked_Page_06fatihaniaz-unlocked_Page_07fatihaniaz-unlocked_Page_08fatihaniaz-unlocked_Page_09fatihaniaz-unlocked_Page_10fatihaniaz-unlocked_Page_11

Fatiha Ka Faidah

Farmane Mustafa Peace Be Upon Him:

 Meri Ummat Gunan samit Qabr me Dakhil Hogi aur Jab nikle gi to be Gunaah hogi Kyunki Woh Momin ki Duaaaon se Bakhsh di Jati hai. 

(Ref. Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 6)

Jo koi Tamam Momin Mardon aur Auraton ke liye Dua e Maghfirat karta hai. Allah Ta’aala Uske Har Mard aur Aurat ke Ewaz (Badle) aek Neki Likh deta hai.

 Ay Hamare Rab! Meri aur Har Momin aur Momina ke Maghfirat Farmaa. Ameeen.

(Ref. Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 8)

Jo Ba niyat e Sawaab apne Waliden dono ya Aek Ki Qabr ki Ziyarat kare Hajje Maqbool ke Barabar Sawaab Paye aur jo Ba kasrat Unki qabr ki Ziyarat karta ho. Farishte uski Qabr ki (yani Jab yeh Faut hoga) Ziyarat ko Aayen.

(Ref. Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 3)

“Fatiha Ka Sabut Hadees e Pak Ki Roshni Me”

Gazwa-e-tabuk me sahabaye kiram ka rashan khatm ho gaya bhukh ki shiddat me HUZUR SALLAHU AALEHI WASSALLAM se dua ke liye arz kiya to HUZUR SALLAHU AALEHI WASSALLAM ne farmaya ki jo kuch bhi unke paas bacha ho mere paas le aao chunanche sahabaye kiram thodhi thothi jo bachi khuchi cheeje thee le aaye HUZUR SALLAHU AALEHI WASSALLAM ne un thodhi thothi cheejo par duaye barkat farmai fir farmaya jaao apne bartan le aao aur unme bhar kar lete jaao chunanche sab sahabaye kiram ne bartan bhar liye lashkar me jo bhi bartan thaa koi khali na raha sab bhar liye gaye aur fir sare sahabaye kiram ne pet bharkar khaya khana fir bhi bach gaya..
( mishkat sharif safa 538 )

SABAK— HUZUR SALLAHU AALEHI WASSALLAM ki yeh rahemat wa barkaat hai ki aap thodhe ko Zyada kar dete hai yeh bhi maloom hua ki sahabaye kiram mushkil ke waqt bargahe risalat me hi fariyad karte they yeh bhi maloom hua ki thodhi thothi cheeje samne rakhkar un par duaye khair karni jaise ki khatm wa fatiha me hota hai jayaz hai bidat hargiz nahi ab Agar Koi Najdi Wahabi Fatiha ko Bidat aur Nabi e pak Sallallahu Alaihi Wa Sallam Se Madad Mangne Ko Shirk kehta Hai To Woh Sonche is hadees e pak ki roshni me woh kis tarha Ilm se dur aur Jahil hai

🌺Kya Niyaz ka zikr Quran me hai

Or Hadees me hai

🌺 Quraan Ki Roshni Me …..
Sawaal: Kya Niyaz(Fateha) Karna Jaiz Hai?,
Aur Kya Sahaba Niyaz Karte The?

Jawaab: Ji Haan! Jaiz Hai Aur Sahaba Niyaz Karte The.

»Hazrat Ali (Radi Allaho Anho)

Ne Kiya Sarkar
(Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam) Ke Naam Se Ek Mendha Zibah Kia Kerte The Allah Ki Bargaah Me.

-:(Jamay Tirmizi, Jild#1,Pg#538.
Sunan Abu-Dawood, Jild#2,Pg#29)

🌺Quraan:“

Tera Rab Khub Jaanta Hai Koun Behaqa Uski Raah Se,
Aur Woh Khub Jaanta Hai Hidaayat Walon Ko Toh Khaao Usme Se Jis Par Allah ka Naam Liya Gayaa Agar Tum Uski Aayate Maante Ho.
Aur Tumhe Kya Hua Ke Unme Se Na Khao Jispar Allah Ka Naam Liya Gaya”.

-:(Surah Ana’am : Ayat 117-119)

Sabak: Beshaq Niyaz Karna Jaiz Hai , Sahaba Ne Bhi Niyaz Kiya. aur Jo In Baato par Emaan Rakhne Se Katrate hai, Wo Apne Aqeede Ke Pukhtagi Ke liye Kalamullah
(Quraan-e-Paak) Ki Daleelo par Gour Jaroor Kare.

🌺Ek or daleel
🌺Kya Fateha krna or Fateha ka khana peena jayaz hai aye dekhte hai
🍀 Fateha matlab Islale~Sawaab
FATEHA Isliye kehte hy k isme Sure~Fatiha padte Hai
Or chand ayat padte hai or khane pine ki chiz rakhte hai
or kehte hai
Ye tamam ka sawab
fala buzurg ko mile
Meri ammi ko mile unko mile
Fala marhoom ko mile
Toh ise kehte hy Fateha

🍀Sahabiye~Rasool Hazrate~Saad bin Ubaada
RADIALLAHU TAALA ANHU
ne Arz ki YAA~RASOOLALLAH
SALLALLAHU ALAHI WASALLAM
meri Maa inteqaal kar gai hain. (me unki taraf se sadqa krna chahta hu)
Kaunsa sadqa afzal hai
Sarkar SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne farmaya Paani
Fir unhone ek koovva khudwaya or kaha ye umme Saad k liye hai
(Ye kuvva Saad ki maa k isaale sawab k liye hai)

(Sunan Abu Dawood jild 2 safa53 Hadees1281)
🍀ye kuvva samne tha jabhi aapne Lafze *YEH* kaha
🌺Ab koi Sunni samne khana ya kuch mithi chiz ya Sharbat rakh kar kahe
Iska sawab Imame~Husain ko mile Imame~Hasan ko mile
Gause~Paak ko mile
Khwaja~Gareeb Nawaz ko mile

Toh batao kese Nayajaz Haram hogaya
Balke jis khane me sirf BISMILLAH sharif padi jaati hai wo khana shaitan nahi khaa pata toh zara sochiye Quraane~paak ki chand Ayate or padli jaye jis khane pe wo kitna Barkat wala hojaye
.🌺 ye toh Ahle~Sunnat ka tareeqa hai
Aao unki kitab bhi dekhte hy jo is barkat wali chiz ko najayaz Haram kehte”Holi, Diwali, ki Poori khana Durust hai”

📕(Fatawa E Rasheediya, PAGE# 561,
Molvi Rashid Ahmed Gangoii
Madrase : DEOBAND…

 

Isaale Sawab Kiske Liye Kiya Jaye :

 

🌠ALLAH Tabarak Wa Ta’ala Quran-E-Kareem Me Farmata Hai….

“Aur Wo Jo Unke Baad Aaye Arz Karte Hai. Aye Hamare Rab…!

Hume Baksh De Aur Hamare Bhaiyo Ko Jo Hum Se Pehle Imaan Laaye Aur Hamare Imaanwaalo Ki Taraf Se Keena Na Rakh, Aye Hamare Rab…!
Beshaq Tu Hi Bahot Meharbaan Rahem waala Hai”

📚(Surah Al Hashr, Para 28, Ayat 10, Tarzuma Kanzul Imaan)

“Aye Hamare Rab Mujhe Baksh De Aur Mere Maa Baap Ko Aur Sab Musalmaan Ko Jis Din Hisab Kayam Hoga”

📚(Surah Ibrahim, Para13, Ayat 41,Tarzuma Kanzul Imaan)

✒In Aayato Me ALLAH Ne Musalmano Ke Is Dua Ko Bataur-E-Tareef Bayan Farama Raha Jo Musalman Apne Guzre Hue Musalman Bhaiyo Ke Liye Dua-E-Bakshish-O-Magfirat Maag Rahe Hai Agar Wisal Ho Chuke Logo Ko Zindo Se Koi Nafa Na Pahuchta To Quran Hargeez Usko Bataur Tareef-O-Istehsan Bayan Na Karta Dua To Ek Shaks Ne Maanga Par Iska Faida Sabko Pahucha Khwah Wo Zindo Ho Ya Murda.”Tera Rab Khoob Janta Hai Kaun Bahka Hai Uski Raah Se Aur Wo Khoob Janta Hai Hidayatwalo Ko To Khao Us Me Se Jis Par ALLAH Ka Naam Liya Gaya Agar Tum Uski Aayate Mante HoAur Tumhe Kya Hua Ki Tum Unme Se Na Khao Jis Par ALLAH Ka Naam Liya Gaya”

📚(SureAn’aam, Para-7,Aayat 117,118,119, Ruku 14, Tarzuma Kanzul Imaan)

🌌Ye Aayat Se Khoob Roshan Hao Gaya Ki Fatiha Jaiz Hai. ALLAH TA’ALA Khud Quran-E-Kareem Me Farma Raha Hai Ki Khao Jis Par ALLAH Ka Naam Liya Gaya. Ab Aap Hi Faisla Karle. Hum Fatiha Me Kya Padhte Hai..? Sure Fatiha, Sure Ikhlas, Sure Kousar, Sure Qadr, Sure Naas, Aayatul Qursi, Sure Lahab, Durood Shareef Aur Bhi Kai Sure Ki Tilawat Karte Hai. Ab Koi Agar Kehde Ke Fatiha Ka Khana HARAAM Hai.

Mazallah To Kya Wo Musalman Raha..?

Kise Haraam Bol Raha Hai.  Jis Par Kalaam-E-Ilaahi Ki Tilawat Ki Gayi Ho Wo Kaise Haraam Ho Sakta Hai…?

HadeesNo : 2⃣

✒Hazrat  Abdullah ibn Abbas Radiallahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Kabeela Juhayna Ki Ek Khatoon Ne Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Bargaah Me Haajir Hokar Arz Kiya :

🌠Meri Walida Ne Hajj Ki Mannat Maani Thi Lekin Wo Hajj Na Kar Saki Yaha Tak Ki Faut Ho Gayi.
Kya Mai Unki Taraf se Hajj Karo’on..?

✅Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya…

Ha’n Tum Uski Taraf Se Hajj Karo.  Bhala Batao Kya Tumhari Walida Par Qarz Hota To Kya Tum Ada Na Karti…?

🌌Phir ALLAH AJWAZAL Ka Haq Ada Karo Wo Zyada Haqdaar Hai Ke Uska Haq Ada Kiya Jaaye.

📚(Sunan Nasai, Volume : 05, Kitab 24 Kitab ul Hajj, Baab No 07 -Faut Shuda Logo Ke Badle Hajj Ka Bayan Jo Hajj Ki Mannat Rakhte The, Page: 116, Hadees : 2632)

(Sunan Al Kubra Volume : 02, Page : 322, Hadees: 3612)

(Imam Tabrani Al Muajam ul Kabir, Volume : 12, Page : 50,Hadees: 12443)

HadeesNo: 3⃣

✒Hazrat Abu Hurairah Radiallahu Anhu Se Marwi Hai Ki Huzoor Nabi-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya…

🌌Jab Insan Mar Jaata Hai To Us Ke Aamaal Ka Silsila Khatm Ho Jaata Hai Siwaye Teen Cheezon Ke (Unka Ajr Use Barabar Milta Rahta Hai) EkWoh Saqda Jiska Nafa Jaari Rahe, Dusra Woh Ilm Jisse Faayda Uthaaya Jaaye, Teesra Woh Nek Awlaad Jo Us Ke Liye Duaa Kare.

📚(Sahi Muslim Volume : 03, Kitab No 25 -Kitab ul Wasaya, Page : 1255, Hadees : 1631)

(Sunan Abu Dawood, Volume : 03,Kitab No 18 – Kitab Al Wasaya, Page: 117, Hadees: 2880)

(Imam Bukharine Al Adab Ul Mufrad, Volume : 01, Page : 28,Baab No 19 -Barril Walidain Baadl Mautameen, Hadees: 38)

HadeesNo: 4⃣

✒Hazrat Abu Hurrairah Radiallahu Anhu Riwayat Karte Hain Ki Huzoor Nabi-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Khidmat Me Ek Shakhs Ne Arz Kiya…

Ya Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam…!

🌠Mera Baap Faut Ho Gaya Hai Aur Us Ne Maal Chhoda Hai Aur Waseeyat Bhi Nahi Ki Agar Mein Uske Taraf Se Sadqa Karoo’n To Kya Yah (Sadqa) Us Ke Gunaahon Ka Qaffara Ho Jaayega..?

✅Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya :

Haa’n.

📚(Sahi Muslim Volume : 03, Page : 1254, Kitab No 25 – Al Wasayiat, Baab No 02 -Sadakat Ke Sawab Ka Shudagan Tak Pahuchna, Hadees : 1630)

(Sunan Nasai, Volume : 06, Page : 251,Kitab 30,Kitab ul Wasaya, Baab No 02,Shudagan Ke Badle Sadkat KarneKe Fazail, Hadees: 3625)

(Sunan Ibn Majah, Volume : 02, Page : 206,Kitab No 22 -Kitab Al Wasaya, Hadees: 2716)

HadeesNo:  5⃣

✒Umool Momineen Hazrat Ayesha Siddiqua Tahira ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻬﺎ Se Rivayat Hai Ke Ek Shaks Nabi-E-Karim ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ki Bargaah Me Haajir Huwa Aur Arz Kiya….

Meri Walida Achanak Faut Hogyi Hai Aur Mera Khayal Hai Ki Agar Wo (Bawakte Naz’a) Guftgoo Kar Sakti To Sadke (Ki Adaygi Ka Hukm) Karti, Agar Mein Uske Taraf Se Khairat Karoo’n To Kya Use Sawab pahuchega….?

✅Nabi-E-Karim ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ne Farmaya ‘Haan’…

📚(Sahih Bukhari Volume : 03, Kitab 55 -Kitab ul Wasaya, Baab No 19 -Sadakat Ke Sawab ka Shudagan Tak Pahuchne, Hadees: 2760)

(Sahih Muslim Volume : 02, Kitab 12 :  Al Zakat , Baab No 15 : Sadakat Ke Sawab Ka Shudagn Tak Pahuchna, Hadees :1004)

(Sunan Abu Dawood, Volume : 03, Kitab No 18 :Kitab ul Wasaya, Baab No : 1068 Page : 118, Hadees: 2881)

Al bani Ne Bhi Isko Sahi Likha Hai…

(Sunan Nasai, Volume : 06,Kitab No 30 :Kitab ul Wasaya, Baab No :7

Kisi Shaks Ki Maut Par Uske Gharwaalo Ke Sadke Karne Ka Bayan, Page : 250,
Hadees: 3649)

(Imam Nasai Sunan Al Kubra, Volume 04, Pg: 109, Hadees- 6476)

✳In Hadeese Pak Se Ye Khoob Saabit Hua Ki Isaale Sawab Jaiz Hai Aur Fatiha To 1000% Jaiz Hai.

Ab In Hadeese Pak Par Badmazhab Ye Kehte Hai Ke Fautshuda Ko Wo 3 Hi Chize Jinka Upar Zikr Hai Wahi Nafa De Sakti Hai Tum To Khaane Pine Ki Chizo Par Isaale Sawab Karte Ho.

Humne Upar Ek Hadees Pesh Ki Jis me Garden Isaale Sawab Kiya Gaya. Aage Ki Daleelo Ko Gour Se Padhe.

Hadees No : 7⃣

✒Hazrat Anas رضی الله عنہ  Farmate Hai…

✳Jab Nabi-E-Paak ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ne Hazrat Zainab رضی الله عنہ  Se Nikah Kiya To Meri Walda Hazrat Umme Sulaim رضی الله عنہ  Ne Hais (Sattu, Ghee, Or Khazoor Se Bana Huwa Khana) Bana Kar Ek Tabaq Me Rakha Or Mujhe Kaha Ise Nabi-E-Karim ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ  Ki Khidmat-E-Aqdas Me Le Jao Main Khidmat-E-Aqdas ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Me Hazir Huwa To Nabi-E-Karim ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ  Ne Farmaya Jao Or Musalmano Me Se Tumhe Jo Mile Usse Bula Lao Mujhe Jo Mila Bula Laaya Or Nabi-E-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Dua Padha Or Jo Kuch Rab Ko Manzoor Tha Wo Aapne Dua Me Padha Phir Log Ghar Me Dakhil Hote Khana Khate Aur Nikal Jaate Sab Ne Sair Hokar Khaya Or Chale Gaye Kuch Log Baithe Rahe Unho Ne Lambi Baatein Shuru Kardi Nabi-E-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam Unhe Kuch Kehne Se Haya Karte The Nabi-E-Paak Sallallahu Alaihi Wasallam Ghar Se Bahar Tashrif Le Gaye Magar Woh Log Wahin Bethe Rahe. Us Wakt ALLAH Ta’ala Ne Ye Aayat Nazil Farmaya.

💐Aye Imaanwaalo Nabi-E-Pak Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Ghar Me Begair Izazat Dakhil Na Huwa Karo, Na Khane Ke Wakt Taktey Raha Karo. Haa Agar Tumhe Khane Pe Bulaya Jao To Jarur Aao Lekin Khana Khane Ke Baad Chale Jaya Karo. Baatein Karne Me Na Lage Raho Tumhari Ye Harkatein Nabi-E-Karim Sallallahu Alaihi Wasallam KoTaklif Deti Hai Magar Wo Sharm Ki Wajah Se Tumhe Kuch Nahi Kehte Or ALLAH Ta’ala Haq Baat Kehne Me Sharm Nahi Karta.

📚(Surah Ahzaab, Para21,Ayat 53,Tarzuma Kanzul Imaan)

(Sahih Muslim Volume : 02 , Kitab No 16 Kitab un Nikah, Baab: Ummul Momineen Zainab Bint Jahsh Ke Nikah Ka Bayan Aur Hizab Ke Mutaalik Nuzool-E-Wahi Ka Bayan,Hadees: 1428)

(Jamai Tirmizi Kitab No 47 Kitabut Tafseer, Hadees: 3524)

👹Kaum-E-Wahabiya Ko Halwe Se Badi Nafrat Hai Ab Kyu Hai Ye To Wohi Jaane Lekin Hum Ahle Sunnat Ko Halwa kyu Pasand Hai Aaiye Hadees-E-Paak Se Dikhate Hai…

Hadees No:  8⃣

✒Umool Momineen Hazrat Ayesha Siddiqua Tahira رضی الله عنہ Se Rivayat Hai Ke Nabi-E-Karim ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ  Halwa (Sheerni) Aur Shahed (Honey) Pasand Farmate The.

📚(Sahih Bukhari, Volume : 02,Kitab No 76 Al Tibb, Hadees : 5682)

(Sahi Bukhari, Volume : 02 , Kitab No 74 AL Taam’at(Food), Hadees : 5431/5599)

(Sunan Ibn Majah, Kitab No 29 AL Taam’at(Food), Hadees : 3448 )

(Imam Tirmizi Ne Shama’il-E-Muhammadiya Kitab No 26, Hadees :163)

🎆Pata Chala Halwa To Khud Huzoor Nabi-E-Karim ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ko Pasand Tha Is liye Ahle Sunnat Khoob Khate Hai Ab Khud Faisla Karlo Jo Cheez Aaqa ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ko Pasand Hai Tum Uska Mazaak Udhaao To Tum Kaun Ho..?