


Hazrat Hassan Basri Rehmatullah up ka Maviya Bin Abu Sufiyan ke liye Fatwa
*Hassan basri ne kaha…Muaviya Bin AbuSufiyan me Char Esi Khaslatey thi…ki Agar Aik Bhi Kisi Me hoti to Uski Halaqat ke Liye Kaafi Hoti*
1) Muaviya ka Ummat par Talwar le kar Nikalna aur Zor Zabardasti Ummat par kabu kar lena.. Sahabaao Ki Behurmati Bil Khusus Hzt. Abdullah Bin Umar aur Hzt. Umar Bin Khattab Toheen ((Bukhari Hadis 4108))
2) Maviya ka Apne baad Fazir, Fasiq, Nashabaz..Sharabi.. Bete ko Khalifa banana
3) Ziad Bin Namaloom se Rishta Qayam karna (Abu Sufian ka beta Maan lena) Jab k Rasool s.a.w ne farmaya…Ladka Sahib e Farash k liye hai Aur Zaani Badkar k lye Saza he
4) Maviya l.a ka Sahabiye Rasul aur Sahabi e Mola Ali …..Hzt.Huzar bin Adi raziallahu taala anha aur inke Sathiyo ko Bekhata Bedardi Se Qatl karna