
Rasoolallah ﷺ ne farmaya:
Ay auraton ki jama-at! Tum sadqa Kiya Karo aur sadqe se zyada aztaghfar Kiya Karo kyun ki maine dozakhiyon me aksariyat tumhari dekhi hai! Ekaurat ne jab is ki wajah daryaft ki to rasoolallah ﷺ ne farmaya, tum lanat bahot bhejti ho aur shohar ( husband) ki nashukri karti ho.
Sahih Muslim: 24179