Hadith:Aazmaish/musibat se gunaho’n ka khatma.

Aazmaish/musibat se gunaho’n ka khatma

Hazrat Abu Huraira RadiAllahu Anhu se marwi hai ki Nabi e Akram ﷺ ne farmaya : *Momin mard aur aurat ko jaan, maal aur Aulad me musalsal aazmaya jata hai yaha’n tak ki woh ALLAH Ta’ala se is tarah mulaqat karta hai ki us par koi gunah nahi hota.*

Sunan Tirmizi – 2399, Sahih Ibne Hibban – 2924, Mustadrak Hakim – 7879

Leave a comment