Hadeeth Bukhari: 647

🌷 ▫ Hadeeth 🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu ‘anhu riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Aadmi ka jamaat se namaaz padhna apne ghar aur baazar mein namaaz padhne se pachees (25) darje zyaada sawaab rakhta hai.
(Bukhari: 647)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

Leave a comment