क्या हुआ था कर्बला में? Hindi

मुसलमानों के मुताबिक हुसैन कर्बला अपना एक छोटा सा लश्कर लेकर पहुंचे थे, उनके काफिले में औरतें भी थीं. बच्चे भी थे. बूढ़े भी थे. इस्लामी कैलेंडर के मुताबिक 2 मोहर्रम को कर्बला पहुंचे थे. 7 मोहर्रम को उनके लिए यजीद ने पानी बंद कर दिया था. और वो हर हाल में उनसे अपनी स्वाधीनता स्वीकार कराना चाहता था. हुसैन किसी भी तरह उसकी बात मानने को राज़ी नहीं थे.
9 मोहर्रम की रात इमाम हुसैन ने रोशनी बुझा दी और अपने सभी साथियों से कहा कि मैं किसी के साथियो को अपने साथियो से ज़्यादा वफादार और बेहतर नहीं समझता. कल के दिन हमारा दुश्मनों से मुकाबला है. उधर लाखों की तादाद वाली फ़ौज है. तीर हैं. तलवार हैं और जंग के सभी हथियार हैं. उनसे मुकाबला मतलब जान का बचना बहुत ही मुश्किल है. मैं तुम सब को बखुशी इजाज़त देता हूं कि तुम यहां से चले जाओ, मुझे तुमसे कोई शिकायत नहीं होगी, अंधेरा इसलिए कर दिया है कभी तुम्हारी जाने की हिम्मत न हो. यह लोग सिर्फ मेरे खून के प्यासे हैं. यजीद की फ़ौज उसे कुछ नहीं कहेगी, जो मेरा साथ छोड़ के जाना चाहेगा. कुछ देर बाद रोशनी फिर से कर दी गई, लेकिन एक भी साथी इमाम हुसैन का साथ छोड़ के नहीं गया.
इसके बाद दिन छिपने से पहले तक हुसैन की तरफ से 72 शहीद हो गए. इन 72 में हुसैन के अलावा उनके छह माह के बेटे अली असगर, 18 साल के अली अकबर और 7 साल के उनके भतीजे कासिम (हसन के बेटे) भी शामिल थे. इनके अलावा शहीद होने वालों में उनके दोस्त और रिश्तेदार भी शामिल रहे. हुसैन का मकसद था, खुद मिट जाएं लेकिन वो इस्लाम जिंदा रहे जिसको उनके नाना मोहम्मद साहब लेकर आए.


हुसैन ने फ़ौज से मुखातिब होकर कहा कि अगर तुम्हारी नजर में हुसैन गुनाहगार है तो इस मासूम ने तुम्हारा क्या बिगाड़ा है. इसको अगर दो बूंद पानी मिल जाए तो शायद इसकी जान बच जाए. उनकी इस फरियाद का फ़ौज पर कोई असर नहीं हुआ. बल्कि यजीद तो किसी भी हालत में हुसैन को अपने अधीन करना चाहता था. यजीद ने हुर्मला नाम के शख्स को हुक्म दिया कि देखता क्या है? हुसैन के बच्चे को ख़त्म कर दे. हुर्मला ने कमान को संभाला. तीन धार का तीर कमान से चला और हुसैन की गोद में अली असगर की गर्दन पर लगा. छह महीने के बच्चे का वजूद ही क्या होता है. तीर गर्दन से पार होकर हुसैन के बाजू में लगा. बच्चा बाप की गोद में दम तोड़ गया.
71 शहीद हो जाने के बाद यजीद ने शिम्र नाम के शख्स से हुसैन की गर्दन को भी कटवा दिया. बताया जाता है कि जिस खंजर से इमाम हुसैन के सिर को जिस्म से जुदा किया, वो खंजर कुंद धार का था. और ये सब उनकी बहन ज़ैनब के सामने हुआ. जब शिम्र ने उनकी गर्दन पर खंजर चलाया तो हुसैन का सिर सजदे में बताया जाता है, यानी नमाज़ की हालत में.
मौलाना मोहम्मद अली जौहर ने लिखा है,
क़त्ले हुसैन असल में मरगे यज़ीद है
इस्लाम जिंदा होता है हर कर्बला के बाद
मुसलमान मानते हैं कि हुसैन ने हर ज़ुल्म पर सब्र करके ज़माने को दिखाया कि किस तरह ज़ुल्म को हराया जाता है. हुसैन की मौत के बाद अली की बेटी ज़ैनब ने ही बाकी बचे लोगों को संभाला था, क्योंकि मर्दों में जो हुसैन के बेटे जैनुल आबेदीन जिंदा बचे थे. वो बेहद बीमार थे. यजीद ने सभी को अपना कैदी बनाकर जेल में डलवा दिया था. मुस्लिम मानते हैं कि यज़ीद ने अपनी सत्ता को कायम करने के लिए हुसैन पर ज़ुल्म किए. इन्हीं की याद में शिया मुस्लिम मोहर्रम में मातम करते हैं और अश्क बहाते हैं. हुसैन ने कहा था, ‘ज़िल्लत की जिंदगी से इज्ज़त की मौत बेहतर है.’
ये भी पढ़िए : 
उस अज़ीम हस्ती की कहानी, जिसने इस्लाम को बचाया
क्या अल्लाह और मुहम्मद सिर्फ सुन्नी मुसलमानों के हैं?
दुनियाभर के शिया-सुन्नी एक दूसरे से नफरत क्यों करते हैं

Maah e Muharram me khushiyaa.n kyun nahi manani chahiye…

BISMILLAH HIR RAHMANIR RAHEEM

QULLA AS’ALOKUM ALAIHE AJRAN ILLAL MAWADDATA FIL QURBA

Surah Shura 23

Tarjuma:
(Aye MAHBOOB) Aap farma di jiye ke main tum se koi ajr (yaani badla kaar e risalat ka) nahi chahta siwaye meri Qarabat ki mawaddat o muhabbat

Imam e Ahlesunnat mufassir e azam Hazrat Imam Fakhruddin Raazi ne Tafseer e Kabeer me farmaya hai ke ye ayat mubarka PANJATAN PAK aur AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM ki shan me nazil hui hai, isi tarha jamhoor e mufassireen ka qaul bhi yahi qaul hai.

Is Ayat e Kareema, jise ayat e mawaddat bhi kehte hain, par ham gaur karein to ALLAH ye farma raha hai ke jo kuch RASOOL e PAK SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ne kaar e risalat anjaam diya hai yaani namaaz sikhai, roza sikhaya, zakaat ke ehkaam samjhaye, tableeg o isha’at e deen ki aur jahalat ke andhere se nikal kar ilm ke noor se munawwar kiya, al garz ISLAM ke ehkamaat ki mukammal taleem de kar ham sab ko insaan e kamil aur namuna e amal banaya. Us dauraan jo kuch musibatein RASOOL ALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ne bardaasht ki aur jin-jin pareshaaniyon se guzare maslan faqe kiye, logo ki dush-naamiyo par tahammul kiya, logo ne patthar maare phir bhi sabr kiya.

Mash’hoor Hadees Pak me hai ke RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ne irshad farmaya ke jitni musibat raah e KHUDA me mujh par aayi hai utni kisi pe nahi aayi. Maslan kisi nabi ki AHLE BAYT zibah nahi kiya gaya, qaidi nahi banaya gaya aur na hi kisi NABI ki betiyo.n ko bazaar me be-parda phiraya gaya, aur is tarah ki kayi musibat se do-chaar huwe. Phir bhi har haal me Tableeg e Islam farmate rahe aur ehkaam e KHUDA ko ashaab tak unke waseele se ham tak pahunchaya.

ALLAH isi taraf ishara karte huwe mazkoora Ayat me farma raha hai ke in tamaam qurbaniyo ke badle me kuch nahi chahiye bas ye ke RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ke AHLE BAYT se muhabbat karna aur mawaddat rakhna.
To pata ye chala ki Ajr e RISALAT RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ki AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM se be inteha aur shadeed muhabbat karne ka naam hai.

Ab ek sawaal uth’ta hai ki Mawaddat kya hai?
Muhabbat ki inteha ke baad jis kaifiyat wa ehsaas o jazbaat ki ibteda hoti hai use mawaddat kehte hain. Muhabbat kehte hain us ehsaas ko jiske sabab kisi dusre shakhs ko itna pasand kare ke khud apni zaat par usko bartari dene lage aur us ke hukm ko baja laaye. Jab ke Mawaddat isse ek darja aage ki chiz hai ke jab insaan kisi se inti muhabbat karne lage ke uske liye apna sab kuch lutane par amadah ho jaaye aur uske liye apni jaan dene se bhi gurez na kare.

ALLAH TA’AALA momineen ko AHLE BAYT se is tarha ki muhabbat karne ka hukm de raha hai aur is ayat me diye gaye hukm ki buniyaad par aap aur ham aksar kaha karte hain RASOOLLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM aur unke AHLE BAYT ke liye apni jaan tak luta denge.

Apni AHLE BAYT se muhabbat ka hukm RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ne bohat se muqamaat par diye hain. Abhi ye mauqa nahi hai ke un tamaam riwayaat ka zikr karu.n albatta ishara kiye deta hoon ke muta’ala ka shok rakhne wale Hadees e Saqlain, Hadees e Kisa, Hadees e Noor jaisi riwayatein padh sakte hain. Bas barkat ki niyat se us Hadees ko mafhooman darj kar hoon jisko Al Sawaiq ul Muharriqa me Imam ibne Hajar Makki Al Shafe’i Al Qadri ne naql kiya hai ke RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ne irshad farmaya ke koi shakhs musalmaan nahi ho sakta jab tak Mujhe se muhabbat na kare aur koi shakhs Mujhse muhabbat nahi kar sakta jab tak ke meri AHLE BAYT ko apni AHLE BAYT par bartari na de de.

Bas Muhabbat wa Mawaddat e RASOOLALLAH aur AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM ka yahi taqaza hai ke jin tareekho.n me unpar koi khushi ka muamla pesh aaya ho to unki khushi me sharik ho kar khushiyaan manaye aur apne imaan ka saboot pesh karein. Maslan RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ki wiladat ka mauqa ho ya HAZRAT ALI ya HAZRAT SYEDA FATIMA ya IMAM HASAN ya IMAM HUSAIN ya jumla AHLE BAYT me se kisi ki wiladat ya shaadmani ki tareekh aaye to us din momin ko chahiye ke khushi manaye.

To bas isi tarha AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM se muhabbat wa mawaddat ka taqaaza ye hai ke agar inhi AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM me se kisi ki wisaal ya shahadat ka mauqa ho to gham ka izhar kare khaas taur par Syed ush Shohada HAZRAT IMAAM HUSAIN ALAIHIS SALAM ne jis tarha se Islam ko bachane ke liye yaani kalma, roza, namaz garz ki jumla ehkaam e ILAHI aur insaani qadro.n(values) ko bachane ke liye jis tarha se maidaan e karbala me qurbaani pesh ki hai uski nazeer milna mushkil hai.

Aaj imaan ke saaye me saans lene wale har musalmaan kalme go par HAZRAT IMAAM HUSAIN ALAIHIS SALAM ka ehsaan hai aur is ehsaan ka badla koi shakhs jitna bhi chahe chuka nahi sakta aaj agar koi shakhs namaaz ada karta hai aur ehkaam e ilahi baja lata hai to us par HAZRAT IMAAM HUSAIN ALAIHIS SALAM aur digar Shohda e Karbala ka ehsaan e azeem hai.

Is baat ko ek shayar ne ba khubi kaha hai:

Namaziyo par hai farz ye khuda ki qasam
Bicha ke musalla kahe HUSAIN zindabaad!

To hukm e ILAHI ke tahet isi muhabbat ka ye taqaaza hai ke ham maah e muharram me Gham e IMAAM HUSAIN ALAIHIS SALAM ka lihaaz karte hue apni khushiyo par inke gham ko tarjeeh dete hain aur isi wajeh se kisi khushi ki mehfil wa taqreeb se door rehte hain. Ye to common sense ki baat hai ki jab insaan kisi se muhabbat karta hai aur us par koi gham ya dardnaak haadsa pesh aa jaaye to woh is gham ko apna gham bana leta hai. Isliye maah e muharram me RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM aur unki AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM ki Arwaah e Pak beshak ghamgeen hoti hai. Lihaza momin hone ka taqaaza ye hai ke RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM aur Unki AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM ko pursa wa taziyat pesh karein aur dil se ye kahein ki YA RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ham aapke gham me sharik hain.

Saheeh muslim me jo Hadees e Saqlain hai yaani Quran aur AHLE BAYT wali uska aakhiri jumla ye hai ki RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ne irshad farmaaya ki m1ain tumhe darata hoon ALLAH se apni AHLE BAYT ke maamle me aur ye jumla HUZOOR PAK SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ne teen (3) baar irshaad farmaya.

Kya ham HUZOOR PAK SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM aur AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM ke gham ki wajah se apni khushiyo ko mauqoof wa multvi (postpone) nahi kar sakta? Naye saal ki Mubarak baad dene baaz nahi aa sakte? Kya ye bid!’at nahi hai? Jab ke yahi muhabbat ka taqaaza hai aur Quran Kareem ki zikr karda aayat se sabit bhi ho chuka hai.

Mera ye sawal apne momin bhaiyon aur behno se hai ke roz e qayamat agar HUZOOR PAK SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM aap se sawaal kare lenge ke tum hamare gham me sharik kyun nahi ho sake to aap kya jawaab denge? Agar RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ne ye puch liya ke milaad ki khushi me jalsa to khoob karte the, kya Mere Nawaase ke gham me bhi sharik hue? To iska kya jawab ban payega? Agar RASOOL ALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ne ye sawal kar liya ke duniya me tumne hamare gham ki tarikho me khushiyo ki mehfil sajaayi aur naye saal ki mubarak baad di, tafreeh wagaira ka ehtamaam kiya, kya tujhe hamara gham yaad na raha to kya jawaab banega?
Momineen zara hosh me aayein aur thande dimagh se sochein……

Ye baat to hadees se sabit hai ke RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ummat se apni AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM ke baare sawaal zaroor karenge. Kyunki chand riwayato me ye alfaaz aaye hain ke main dekhunga ki tum meri AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM ke saath kya sulook karte ho. Is riwayat me jo lafz hai dekhunga is se yahi matlab nikalta hai ke RASOOLALLAH SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM sawaal karenge ab jis kisi ke paas himmat ho jawab dene ki to woh phir jo chahe kare.

Karbala me isi ayat mawaddat par amal karte hue SYEDA ZAINAB ne apne bachcho ko aur dostaan e ha4zrat IMAAM HUSAIN ALAIHIS SALAM ne unke gham sharik hone aur unki madad karne ke liye unke upar aayi musibat se ladte huwe apni jaano ki qurbani ka nazrana diya aur mawaddat ka haq ada kiya.
Imaan ka taqaaza yahi hai ke duniya me apna sab kuch IMAAM HUSSAIN ALAIHIS SALAM ke gham me luta dein aur unke gham me sharik ho kar upar pesh ki gayi Ayat Qur’ani ke hukm pe amal karte hue imaan ka saboot deñ aur ajr e risalat ada kare. ALLAH mujhe aur doosro ko iski taufeeq ata kare.

Note: Lafz Ahle Bayt ka matlab ghar wale hota hai lekin jab is lafz ko HUZOOR PUR NOOR HAZRAT MUHAMMAD SALLALLAHO ALAIHE WA ALEHI WASALLAM ki taraf nisbat di jaati hai to isse muraad khaas taur par HAZRAT ALI HAZRAT, SYEDA FATMA ZAHRA, HAZRAT IMAAM HASAN, HAZRAT IMAAM HUSAIN aur unki Aulaad e Pak jo AHLE BAYT ALAIHIMUS SALAM me IMAAM GUZRE hain.

WasSalamo Alaikum
talib e Shifa’at e IMAAM HUSAIN
Syed Faizan Warsi
Khanqah Warsiya Zaidiya Alviya

Ali AlahisSalam THE MIRACLE OF Nabi Pakﷺ part 14

img_20210804_1113287837408404759551993.jpgTHE BATTLE OF KHANDAQ
The externed Jews of Madina and its outskirts had now openly joined hands with Abu Sufian to attack
the Muslims again. While fleeing from Ohad, Abu Sufian had vowed to come back to take revenge.
Prominent leaders of Bani Nazeer like Hai Bin Akhtab, Salam Bin Mushkam and Kinana Bin Alhaqiq
came to Mecca, and met Abu Sufian who was already preparing for another war. With the help of Bani
Guffan, Bani Asad and other mighty clans from the neighbouring areas, they raised an army of four
thousand soldiers. The flag was decorated at Darun Nadva and given to Asma son of Talha Bin Talha.
The general command was with Abu Sufian. As the army was marching towards Madina other tribes too
joined them making an unformidable force of ten thousand soldiers. Four men of Bani Khaza-a
immediately rushed to Madina and informed the Prophet (S.A.W) about the coming attack. The Prophet
(S.A.W) could collect only three thousand people in this short-period and came out of the city to face
them. He pitched his tents at the foot of Mount Sara. The women and children were put in safer places
inside the city.
When the Muslims in the battlefield learned that Abu Sufian is coming with a force of ten thousand
soldiers they became panicky and wanted to leave the battlefield. Many of them wanted to go home to
protect their wives and children knowing fully well that they are not in danger. The Prophet (S.A.W)
unmoved by these desertions ordered his men to dig trenches, and himself led the digging, and within
seven days completed the entire task. The army of Abu Sufian on seeing the trenches were shocked.
Because the idea of digging trenches was unheard of in Arabia. Unable to attack the Muslims, he
ordered to lay a siege and wait.
The Muslims who were over tired with digging of trenches in extremely cold weather and cold wind
blowing and without proper food, shelter and sleep had to stand in the open to face the showers of
arrows from the enemies. Then the fear of attack at any moment by ten thousand well-equipped and
much superior soldiers loomed large on their heads. A whole month passed in this atmosphere making
the Muslims more demoralized. On that they got the news from Madina that Bani Quraiza (a Jewish
tribe) with whom the Muslims had a peace pact had joined the forces of Abu Sufian. This endangered
the lives of the families of the Muslims, who were left behind with no male to look after them.
The Prophet (S.A.W) in the mid of the night came to his people and asked as to who can go to the
enemies and bring some news of their movements. But none came forward. The Prophet (S.A.W) then
asked Abu Bakr directly to get some news of the enemies, but Abu Bakr excusing himself refused. The
Prophet (S.A.W) then asked Umar to do the needful but he too refused. The Prophet (S.A.W) then asked
Hozaifah who immediately went. [Tafseer Durrul Mansur Vol 5 page 185]. Suddenly Amr Ibne Abdawood
along with Akrama son of Abu Jahal, Abdulla Ibne Abu Mogheera, Zarrar Ibne Khattab, Nofil Ibne
Abdulla with two others crossed the trenches and stood before the Muslims challenging them.
Amr Ibne Abdawood was so famous for his bravery, valour and courage that his strength was
compared to the strength of one thousand people. The terror of his personality had so frightened some
of the Muslims that according to Quran, “Their hearts were petrified and were beating so violently that
they were thinking of running away.” They were so shocked and stunned by his presence that they
became motionless as if birds were sitting on their heads. From the entire Muslim army Ali (A.S.) was
the only person to accept their challenge. But the Prophet (S.A.W) did not allow Ali (A.S.) to have a bout
with Amr and ordered him to go back to his position, reminding Ali (A.S.) that he was Amr Ibne
Abdawood. Amr again repeated his challenge and again it was only Ali (A.S.) to answer his challenge.
The Prophet (S.A.W) again ordered Ali (A.S.) back to his position. When Amr challenged the Muslims
for the third time and again no Muslim went forward to accept the challenge, Ali (A.S.) came out from
his position to face him. The Prophet (S.A.W) again reminded Ali (A.S.) that he is Amr Ibne Abdawood.
Ali (A.S.) in reply said, “Yes I know he is Amr Ibne Abdawood.” The Prophet (S.A.W) then granting
permission to fight Amr tied a turban on Ali (A.S.)’s head (Ali (A.S.) generally went to fight bareheaded)
and gave the famous sword Zulfiqar. As Ali (A.S.) proceeded towards Amr the Prophet (S.A.W) raised
his hands and prayed, “O Allah you took away Obaida Bin Harris from me on the day of Badr, Hamza on
file:///D|/books/Ali/chap18.htm (1 of 3) [8/8/2000 4:14:36 AM]
alimir
the day of Ohad, and now it is Ali (A.S.), my brother and my uncle’s son who is left with me. Protect him
O Lord as I have given him under your protection. O Allah don’t leave me alone as You are The Best
Protector.” Then pointing his finger towards Ali (A.S.) he said, “Here goes the embodiment of faith to
face the infidel.” Some of the Muslims were so sure of Ali (A.S.)’s death that they came down some
distance near Ali (A.S.) to have a last view. Ali (A.S.) walked upto Amr and stood in front of him.
Amr : Who are you?
Ali (A.S.) : I am Ali.
Amr : Who’s son?
Ali (A.S.) : Grandson of Abde Munaf, son of Abu Talib.
Amr : Nephew, you better go back and send some of your uncles who are stronger than you. I
don’t want to shed your blood as your father was my friend.
Ali (A.S.) : But By Allah I will not be sorry to shed your blood. Therefore I request you to embrace
Islam.
Amr : This is not possible.
Ali (A.S.) : Then go away from here.
Amr : I will not be able to bear the taunts of the ladies of Quraish.
Ali (A.S.) : Then fight with me.
Amr laughed and said, “I never expected anyone under the sky who would challenge me.”
Then getting down from his horse, as Ali (A.S.) was on foot, he cut the legs of his horse in anger and
attacked Ali (A.S.) with a quick blow of his sword. Ali (A.S.) took the blow on his shield, but it was so
severe that he got a cut on his forehead. Then Ali (A.S.)’s attack was so instant and so quick that his
sword cut Amr’s shoulders and went right down. Amr fell dead and Ali (A.S.) cried Allah-o-Akbar (God
is Greatest). Then severing his head Ali (A.S.) brought it before the Prophet (S.A.W) and laid it on his
feet. The Prophet (S.A.W) received Ali (A.S.) with joy and said, “Ali (A.S.)’s one stroke at Khandaq is
superior to the devotional prayers of both the worlds.”
Abu Bakr and Umar were so happy to see Amr killed that both of them rushed to receive Ali (A.S.) and
kissed his forehead. Ali (A.S.) then returned to finish the remaining members of Amr’s gang, but by
then they had fled and were crossing the trenches. Ali (A.S.) caught them and finished them.
Shah Abdul Haq Muhaddis Dehlavi writing on the fight of Ali (A.S.) at Khandaq has quoted a tradition of
the Prophet (S.A.W), “Ali (A.S.)’s fight at Khandaq is equal to the sacrifices my entire nation will do till
the Day of Judgement.”
The death of Amr shocked the enemies and shattered their hopes of wiping out the Muslims. They were
now a miserable lot not knowing what to do. Then suddenly the weather changed and a fierce cold wind
started blowing from the sea. For three days and nights nobody could hold their shelters nor light a
fire. Abu Sufian was so disgusted with the whole atmosphere that he raised the siege and went away.
Seeing the Quraish retreating the members of Bani Guftan too went away. When Amr’s sister came to
the battlefield to see her brother’s corpse she was surprised to see that Ali (A.S.) had not removed a
single thing from Amr’s body (it was a custom among Arabs to take away all the belongings of the
deceased including the clothes) praising Ali (A.S.) she said, “Whoever has killed my brother belongs to
a noble family.” Then she composed a verse in praise of Ali (A.S.) which says, “If anyone other than Ali
had killed my brother I would have wept my whole life over the infamy. But now I will not cry.”
In all the three wars of Badr, Ohad and Khandaq, Ali (A.S.) alone had killed seventy persons, all of
file:///D|/books/Ali/chap18.htm (2 of 3) [8/8/2000 4:14:36 AM]
alimir
whom were either the heads of some clan or a famous warrior of Arabia.
After returning from the battlefield the Prophet (S.A.W) sent some three thousand men under the
command of Ali (A.S.) to punish the tribe of Bani Quraiza who had broken the pledge with the Muslims
and had supported Abu Sufian, just when the Muslims were besieged by him. Ali (A.S.) went straight to
their fort and fixed his flag on their gate. An observer from their fort who recognized Ali (A.S.) cried,
“The killer of Amr Ibne Abdawood has come”, another voice answered, “He has not killed Amr but
broken our backs” and some were cursing the Prophet (S.A.W). Ali (A.S.) in answer to their curses and
cries said, “By Allah either will I conquer your fort or die and meet my uncle Hamza.” The Jews then
came out of the fort to fight with Ali (A.S.) and his men. Ali (A.S.) fought and killed all their leaders. The
Prophet (S.A.W) ordered to kill Hai Ibne Akhtab also who had instigated the Jews not to leave Madina.
When Ali (A.S.) went near Hai he said, “I am happy to be killed by a noble man like you.” Ali (A.S.)
replied,”Yes only noble people kill bad men and bad men harass noble people.”
The fate of the Jewish tribes of Bani Nazeer and Bani Quraiza had dampened the hopes of the Jewish
tribes of Khaiber who were nursing the idea of regaining the hold of Madina. Finding themselves unable
to achieve this goal they instigated Bani Saad to Fadak near Khaiber to challenge the Muslims. The
Prophet (S.A.W) on getting the news sent Ali (A.S.) with a hundred people to probe the situation. Ali
(A.S.) travelled only during the night and hiding himself during the day reached a homage a place
between Fadak and Khaiber. There he met an emissary of Bani Saad who was going to deliver some
message to the Jews of Khaiber. On questioning, he confessed that he was going to inform them that
two hundred men were ready with their arms to attack the Muslims. Ali (A.S.) immediately rushed to
finish those people but they had received the news of Ali (A.S.)’s coming and had fled, leaving behind
fifty camels and two thousand goats. Ali (A.S.) brought them and presented them to the Prophet
(S.A.W).

SATAN AND SEEKING REFUGE

In the Quran, we are told that Satan (Iblis) is the enemy of mankind.
Muslims should seek refuge (euzu) in God in order to be protected
from the evil of Satan. The relationship between these two words is
crystal clear for the people who know the Quran. These two words are
used in equal numbers, i.e., 11 times each. Examples are given below:
50- …they fell prostrate, except Satan. He was one of the
jinns and rebelled against His Lord’s command…
18-The Cave, 50
1- Say “I seek refuge in the Lord of the people.”
114-People, 1