Month: May 2021
Hadith Aye Ali ! Tu Duniya Wa Aakhirat Me Sardaar Hai.

RasoolAllah (صلى الله عليه وآله وسلم) Ne Mawla Ali Kee Taraf Dekh Kar Farmaya :
Aye Ali ! Tu Duniya Wa Aakhirat Me Sardaar Hai.
Tera Mehboob Mera Mehboob Hai Aur Mera Mehboob Allah ﷻ Ka Mehboob Hai Aur Tera Dushman Mera Dushman Hai Aur Mera Dushman Allah ﷻ Ka Dushman Hai Aur Us Ke Liye Barbaadi Hai Jo Mere Baa’d Tumhaare Saath Bughz Rakhe.
References
📗 Hakim Fi Al-Mustadrak, 03/138, Raqam-4640,
📗 Daylami Fi Musnad-ul-Firdaws, 05/325, Raqam-8325.
Manqabat on Shahdat e Imam Ali AlaihisSalam (hindi)

शहादतें इमाम अली अल्हिस्सलाम 😭😭😭
हाय रमज़ान कैसे गुज़ारे
आज ज़ख़्मी हैं मौला हमारे
सर के ख़ू से है दाढ़ी भी रंगीं
खून को बंद कर करके हारे…
है शहादत इमामे अली की
पेशगोई थी मेरे नबी की
बद तरीं मेरी उम्मत का शैतां
आके मस्जिद मैं लेगा तेरी जां
सब्र करना वो जब तुझको मारे
आज ज़ख़्मी हैं मौला हमारे
बेक़रारी की शब थी अली पर
हाथ रख्खा तो ज़ेनब का था सर
ग़म की बदली भी ये छा गई है
अब शहादत क़रीब आ गई है
आंख मैं आँसुओ के थे धारे ।
आज ज़ख्मी हैं मौला हमारे।
अपनी बेटी को वसीयत सुनाई
कर्बला तक अली ने दिखाई
सब्र से काम लेना पड़ेगा
इम्तिहां तुझको देना पड़ेगा
चाहै कोड़े भी ज़ालिम वो मारे।
आज ज़ख़्मी……
जाके मस्जिद अजां से भी पेहले
अपने क़ातिल से जाकर ये बोले
उठ अज़ा हो रही हैं वुज़ू कर
जब मैं सजदे रक्खूँगा ये सर
पूरे अरमान करले तू सारे
आज ज़ख़्मी हैं…..
अब मुसल्ले पे मौला अली हैं
और पीछे शियाने अली हैं
इब्ने मुलजिम ने ज़रबत लगाई
अपने इमां की कीमत लगाई
सर से फूटे लहू के फवारे
देखो ज़ख़्मी हैं मॉल हमारे….
रब्बे काबा की मुझको क़सम है
कामयाबी पे मेरा क़दम है
है ये आग़ाज़ क़ुर्बानियों का
कर्बला तक कि वीरानियों का
दीन हसनैन के अब सहारे
आज ज़ख़्मी हैं मौला हमारे।
रोक मुराद तू अश्कों को अपने
अब तो दिल भी लगा है तड़पने
देख दरबार है ये नजफ़ का
ये मक़ामे करम है शरफ़ का
तू खड़ा है अलीع के दुवारे
अब मुक़ाबिल हैं मौला तुम्हारे…..
Kaun hain hamare Ali?

Kaun hain hamare Ali?
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Aadam Alaihissalam ki takhleeq se 14 hazaar saal pehle Mai aur Ali Allah ki Bargah me Ek Noor they.”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Ali ko Meri Mitti se banaya gaya.”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Mai aur Ali Ek He Nasab se Hain!”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Mai aur Ali Ek He Darakht se Paida Hue Hain! (yaani Ek He Shajra, Ek He Nasab)”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Ali ka Gosh Mera Gosh hai aur Ali ka Khoon Mera Khoon hai.”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Ali Mujhse hai aur Mai Ali se Hun.”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Ali Mere liye aise hai jaise Harun Alaihissalam Musa Alaihissalam keliye.”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Mai Ilm ka Shehar hun Ali Uska Darwaza hai, jisko is Shehar me aana ho wo darwaze se aaye.”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Jiska Mai Maula Hun uska Ali Maula Hai.”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Tum dono jahan me Mere Bhai ho.”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Ali Mere Jaisa Hai (ka Nafsi)”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Ali Mere liye aise hai Jaise Mera Sar Mere Jism keliye!”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Ay Allah! Jo Ali se Muhabbat karey Tu usse Muhabbat kar aur jo Is se bugz rakhe Tu us se bugz rakh.”
Ab bhi aankh khuli ya aur batayen “Kaun Hain hamare Maula Ali?”
Alaihim Afdalus Salawatu was Salaam
- Imam Ahmad ibn Hanbal, al-Fada’il al-sahaba, vol.2, pg.663 H#1130 from Abdur-Razzak, from Mu’amar, from al-Zuhri, from Khalid ibn Mu’dan, from Zadan, from Salman al-Farsi. (RadiAllahu Anhum)
Imam-al Tabari, al Riyad al Nadirah, vol.2, pg.163- 164 and vol.3 pg.154
Mustadrak al-Hakim, vol.2 pg.609
Imam-al Jawzi in Tadhkirat Al-ashy khawass, pg.46
Musnad al-Firdaus, H#4176 (its mentions 4000 years instead of 14000 years)
Tarikh Damishq ibn Asakir, Vol.3, Pg.154
Imam Dhahabi Mizan al-itidal, vol.1 pg.235
Imam al-Razi in Zayn al Fata fi tafsir Surat Hal ata
Imam Ahmad ibn Hanbal in Zawaid manaqib Amir al Muminin, manuscript.
This tradition has also been narrated by also Ibn Mardawayh, Ibn Abd al Barr, al Khatib al Baghdadi, Ibn al Maghazili, al-Asimi, Shiruyah al Daylami and others from Imam Ali Alaihissalam, Hazrat Salman , Abu Dharr , Anas ibn Malik, Jabir ibn Abd Allah and other companions (RadiAllahu Anhum Ajmaeen) Musnad Ahmad bin Hanbal, vol.4 pg.66 - Tabrani, Mujam al Awsat, 6/162,163 #6085
Haysami, Majma uz Zawaid, 9/168 - Imam Alusi in Tafsir Ruh al-Ma’ani, Vol.6 pg.186
Imam Tabarani in Mujam al awsat, vol.3 - Tirmidhi, vol.13 pg.178
Mujam al awsat Tabarani, vol.3
Manaqib al-Maghazili, pg.122
Asad Al-Ghaba ibn Atheer, vol.4 pg.26
Riyadh Al-Nadhira Tabari, vol.2 pg.216
Manaqib Khawarizmi, ch.14, pg.87 - Tabrani Mujam al Kabir, 12/18, #12341
Haysami, Majma uz Zawaid, 9/111 - Sahih Bukhari (Baab)
Tirmizi, Jaame al Sahih, 5/632, #3712
Ibne Hibban, Sahih, 15/373, #6929
Hakim, Mustadrak, 3/119, #4579
Nasayi, Sunan al Kubra, 5/132, #8484
Ibne Abi Shaibah, Musannaf, 6/372,373, #32121
Abu Ya’ala, Musnad, 1/293, #355
Tabrani, Mujam al Kabir, 18/128, #265 - Sahih Bukhari, 4/1602, #4154
Sahih Muslim, 4/1870, 1871, #2404 - Tirmzi, Jaame as Sahih
Hakim, Mustadrak - Ye Hadees-e-Pak 150 se zyada alag alag sanado se riwayat hui hai hamari Ahle Sunnat ki kitabo me. Batao kitne refence chahiye.
- Tirmizi, Jaame as Sahih, 5/636, #3720
Hakim, Mustadrak, 3/15, #4288 - Sunan al-kubra Nasai, vol.7 #8403
Fazail e sahaba Ahmad, vol.2 #966
Khasais e Ali Nasai, pg.63 #71
Musnad ibn abi Shaybah, vol.6 #32077 - Mustadrak Hakim, vol.3 pg.141
Al-Jami Suyuti, vol.1 pg.583
Sawaiq al-muharriqa Haythami, pg.125
Tarikh Baghdad Al-Baghdadi, vol.1 pg.51
Hilyat ul-Awliya Asfahani, vol.1 pg.182
Al-Riyadh Al-Nadihra Tabari, vol.2 pg.219
Manaqib, Khawarizmi, ch.14, pg.91 - Tabrani, Mujam al Kabir, 2/357, #6505
Haysami, Majma uz Zawaid, 9/106
Hisamuddin Hindi, Kanzul Ummal, 13/138,139, #36437
Ibne Asakir, Tarikh e Damishq al Kabir, 45/179
Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammad wa Ala Sayyedina Aliyyuw wa Sayyedatina Fatimah wa Sayyedatina Zainab wa Sayyedina Hasan wa Sayyedina Hussain wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim.
Hadith Al Qaul ul Jaliyy fee Fazaeel-e-Ali Alaihissalam, Hadees no. 27

Hazrat Abdullah ibne Umar RadiAllahu Anhuma riwyata karte hain ke RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
“Ay Allah! Gawah rehna! Ay Allah! Kya Maine (Tera Hukm) nahi pahunchaya? Ye! Farmakar Maula Ali Alaihissalam ki taraf ishara kiya aur farmaya – Ye Mera Bhai, Mera Chachazaad, Mera Daamad, Mere Nawason ka Baap.
Jo is se lade Allah usko dozakh ki aag me dalde.”
Shirazi ne Alqab me aur Ibne Najjar ne riwayat kiya hai.
Imam Suyuti, Al Qaul ul Jaliyy fee Fazaeel-e-Ali Alaihissalam, Hadees no. 27

