The-creation-of-the-Universe PART-2

The-creation-of-the-Universe_Page_001The-creation-of-the-Universe_Page_046The-creation-of-the-Universe_Page_047The-creation-of-the-Universe_Page_048The-creation-of-the-Universe_Page_049The-creation-of-the-Universe_Page_050The-creation-of-the-Universe_Page_051The-creation-of-the-Universe_Page_052The-creation-of-the-Universe_Page_053The-creation-of-the-Universe_Page_054The-creation-of-the-Universe_Page_055The-creation-of-the-Universe_Page_056The-creation-of-the-Universe_Page_057The-creation-of-the-Universe_Page_058The-creation-of-the-Universe_Page_059The-creation-of-the-Universe_Page_060The-creation-of-the-Universe_Page_061The-creation-of-the-Universe_Page_062The-creation-of-the-Universe_Page_063The-creation-of-the-Universe_Page_064The-creation-of-the-Universe_Page_065The-creation-of-the-Universe_Page_066The-creation-of-the-Universe_Page_067The-creation-of-the-Universe_Page_068The-creation-of-the-Universe_Page_069The-creation-of-the-Universe_Page_070The-creation-of-the-Universe_Page_071The-creation-of-the-Universe_Page_072The-creation-of-the-Universe_Page_073The-creation-of-the-Universe_Page_074The-creation-of-the-Universe_Page_075The-creation-of-the-Universe_Page_076The-creation-of-the-Universe_Page_077The-creation-of-the-Universe_Page_078The-creation-of-the-Universe_Page_079The-creation-of-the-Universe_Page_080The-creation-of-the-Universe_Page_081The-creation-of-the-Universe_Page_082The-creation-of-the-Universe_Page_083The-creation-of-the-Universe_Page_084The-creation-of-the-Universe_Page_085The-creation-of-the-Universe_Page_086The-creation-of-the-Universe_Page_087The-creation-of-the-Universe_Page_088The-creation-of-the-Universe_Page_089The-creation-of-the-Universe_Page_090The-creation-of-the-Universe_Page_091The-creation-of-the-Universe_Page_092The-creation-of-the-Universe_Page_093The-creation-of-the-Universe_Page_094The-creation-of-the-Universe_Page_095The-creation-of-the-Universe_Page_096The-creation-of-the-Universe_Page_097The-creation-of-the-Universe_Page_098The-creation-of-the-Universe_Page_099The-creation-of-the-Universe_Page_100The-creation-of-the-Universe_Page_101The-creation-of-the-Universe_Page_102The-creation-of-the-Universe_Page_103The-creation-of-the-Universe_Page_104The-creation-of-the-Universe_Page_105

Advertisement

ISLAM EK KHOOBSURAT MAZHAB

14064120_595015900703001_8552438530017172774_n-200x300allah-wallpaper

Dunya mai mukhtalif mazahib hain jnpar croron log imaan rkhtay ain. Mazhab kici be insaan ki zindage ka sub sy aham hissa hai, jskay lye insaan agr jaan ly skta hai tau dy be skta hai. Kaha jata hai k kum o baish har larai ki bunyaadi waja mazhab hai. Hindu, Isaai, budh, musalmaan aur bht saray mazhab aur akaiid par mushtamil hazaron log ye samajhtay hain kay unka mazhab sucha aur khara hai, baqi mazahib mai kuch na kuch kami hai. Har mazhab kay pairokaar mukhtalif dalayl sy apnay mazhab ka difaa krtay hain, bht saray adeeb aur musanif apnay mazhab kay baray mai kitaabein likhtay hain jsmay unk mazhab kay baray mai likha hota hai. Kaen dafa kuch log apna mazhab tabdel krk dusra mazab ikhtiyaar krtay hain, unky mutabiq unka mazhab kamzor hai, jub kay haqeeqat mai unka aqeeda kamzor hota hai. Bht saray log es dunya mai aisay be hain jo khuda par emaan ni rkhtay jnka koi mazhab nahe hai. Kyun kay mazhab unki zindage mai khaas ehmiyat nahe rkhta

Hindu, Isaai, en ka shummar dunya kay sub sy puranay mazahib mai hota hai, jb k Islam nisbatan naya mazhab shumaar kiya jata hai. Islam ek bht he waseeh mazhab hai, jsmay zindage kay har mamlay, zaroorat k mutabiq insaan ki rehnumaai ki gae hai. Islam kya hai? Es baat ko samjhnay kay lye Islam ka mutaalaya zaroori ai. ALLAH Kareem ny apnay mehboob Nabi S.A.W.W kay zariyay ek kaamil namoona paish kiya. Nabi S.A.W.W nay aisa kaamil aur aalaa namoona paish kiya jski misaal nahe milti. Islam mai har cheez ka hul hai, chahay mazhab ka koi mamla ho, tijaarat ho, siyasat ho, hakoomati nizaam sy mutaliq koi masla ho, muaasharti zindage ho, azdawaji zindage ho Islam mukamal Zaabtaye Hayyat hai. Hazaron logon ny esay rehnumaai hasil ki aur tahayaat haasil krtay rhein gay. Islam amun ka mazhab hai, jsmay tashadud ya larai k lye koi gunjaaish nahe.

Islam apnay pairokaron ko taleem daita hai kay wo ALLAH ka paigham dusray logon ko puhnchaye magar unhe zabardasti qa’ail krnay ki koshish na krein. Ek survey kay mutabiq dunya mai sub sy zyada qabool kiyay jana wala mazhab Islam hai. Aur dunya mai sub sy zyada Isaai hain phir Musalmaan. Islam bht saada mazhab hai jsmay ek ALLAH, usk Nabi aakhruzamaan Hazrat Muhammad S.A.W.W , akhri ilhaami kitaab Quran, aur Qayamat par pukhta imaan hai

Islam har kisam ki farsooda riwayat sy paak hai. Islam mai har cheez kay haqooq wazay tarikay sy bayan kiyay gaye hain. Islam tmaam mazahib sy mukhtalif hai kay ALLAH ny apnay maan’any walon aur raazi bandon ko Jannat ki khushkhabri di ha. Dunya mai bht saray logon ny sirf esi lye Islam ko apnaya kay ye dusray mazahib ki tarah tarameem sy paak aur waisa he hai jaisa Nabi S.A.W.W. k zariyay ALLAH Rabul Izzat nay utaara tha. 

Main madine mein marne wale ke haq mein gawahi dunga

allah-wallpaper3

Bismillahirrahmanirrahim

*✦ Hadith: Main madine mein marne wale ke haq mein gawahi dunga*
——————-

✦ Ibn Umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jis se ho sake ki wo madina mein aakar mare to wahi par mare kyunki jo madina mein marega uski main shafaat karunga
Jamia Tirmidhi , Jild 2, 1849-Hasan

✦ Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs madine ki bhookh aur sakhti bardasht karega Qayamat ke din main uska shafee ya gawah banunga
Jamia Tirmidhi , Jild 2, 1856-Hasan

✦ Ibn Umar Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya tum mein se jo ye kar sake ki wo madine mein aakar mare to wo aisa jarur kare isliye ki main madine mein marne wale ke haq mein gawahi dunga
Sunan Ibn majah, Jild 2, 1269-Hasan

✦ Hadith: Zaid bin Aslam Radhi Allahu Anhu ne apne walid se suna ki Hazrat umar Radhi Allahu Anhu ye kaha karte they Ya ALLAH mujhe tere raaste mein Shahadat naseeb farma aur tere Rasool Sallallahu Alalihi Wasallam ke shahar (Madina) mein maut naseeb farma
Sahih Bukhari, Vol 3 , 1890
——————-
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جو مدینہ میں مر سکتا ہو تو اسے چاہیئے کہ وہیں مرے کیونکہ جو وہاں مرے گا میں اس کے حق میں سفارش کروں گا“
جامع ترمذی جلد ۲ ۱۸۴۹ حسن

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”مدینہ کی تنگی معیشت اور اس کی سختیوں پر جو صبر کرے گا میں قیامت کے دن اس کے لیے گواہ اور سفارشی ہوں گا“
جامع ترمذی جلد ۲ ۱۸۵۶

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم میں سے جو مدینہ میں مر سکے تو وہ ایسا ہی کرے، کیونکہ جو وہاں مرے گا میں اس کے لیے گواہی دوں گا ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۲ ۱۲۶۹ حسن

حضرت عمر رضی اللہ عنہ یہ دعا کیا کرتے تھے اے اللہ! مجھے اپنے راستے میں شہادت عطا کر اور میری موت اپنے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے شہر میں مقدر کر دے۔ ا
صحیح بخاری جلد ۳ ۱۸۹۰
_______________________

✦ इब्न उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस से हो सके की वो मदीना में आकर मरे तो वही पर मरे क्यूंकी जो मदीना में मरेगा उसकी मैं शफाअत करूँगा
जामिया तिरमिज़ी , जिल्द 2, 1849-हसन

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स मदीने की भूख और सख्ती बर्दाश्त करेगा क़यामत के दिन मैं उसका शफ़ी या गवाह बनूँगा
जामिया तिरमिज़ी , जिल्द 2, 1856-हसन

✦ इब्न उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम में से जो ये कर सके की वो मदीने में आकर मरे तो वो ऐसा ज़रूर करे इसलिए की मैं मदीने में मरने वाले के हक़ में गवाही दूँगा
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 2, 1269-हसन

✦ हदीस: ज़ैद बिन असलम रदी अल्लाहू अन्हु ने अपने वालिद से सुना की हज़रत उमर रदी अल्लाहू अन्हु ये कहा करते थे या अल्लाह मुझे तेरे रास्ते में शहादत नसीब फरमा और तेरे रसूल सललल्लाहू अलैही वसल्लम के शहर (मदीना) में मौत नसीब फरमा
सही बुखारी, जिल्द 3, 1890

Buland aawaz se Quran padhne wala aisa hai jaise ki elaniya taur se sadqa dene wala

muhammad-s-a-w-768x549

Bismillahirrahmanirrahim

*✦ Buland aawaz se Quran padhne wala aisa hai jaise ki elaniya taur se sadqa dene wala*
————
✦ Uqbah ibn Amir Al-Juhani radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Buland aawaz se Quran padhne wala aisa hai jaise ki elaniya taur se sadqa dene wala aur ahista aawaz se Quran padhne wala aisa hai jaise ki chupke se sadqa dene wala
Sunan Abu Dawud, Jild 1,1320-Sahih

✦ Abu Musa radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya us momeen ki misal jo Quran padhta hai aur us par amal bhi
karta hai meethe leemu (citron) ki tarah hai jiska maza bhi bahut achcha aur khushbu bhi achchi hoti, Aur wo momeen jo Quran nahi padhta lekin us par amal karta hai uski misal khajur(date) ki tarah hai jiska maza to bahut achcha hota hai lekin khushbu nahi
hoti, Aur us munafiq ki misal jo Quran padhta hai Raihana (sweet basil) ke jaisee hai jiski khushboo to achchi hoti hai lekin maza kadwa hota hai
Aur us munafiq ki misal jo Quran bhi nahi padhta andrayeen(colocynth) ke phal ki tarah hai jiska maza bhi kadwa aur boo bhi kharab hoti hai
Sahih Bukhari, Jild 6, 5059
———–
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا
بلند آواز سے قرآن پڑھنے والا ایسے ہے جیسے اعلانیہ طور سے خیرات کرنے والا اور آہستہ قرآن پڑھنے والا ایسے ہے جیسے چپکے سے خیرات کرنے والا ۔
سنن ابو داوود جلد ١ ، ١٣٢٠ -صحیح

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اس مومن کی مثال جو قرآن مجید پڑھتا ہے اور اس پر عمل بھی کرتا ہے میٹھے لیموں کی سی ہے جس کا مزا بھی لذت دار اور خوشبو بھی اچھی اور وہ مومن جو قرآن پڑھتا تو نہیں لیکن اس پر عمل کرتا ہے اس کی مثال کھجور کی ہے جس کا مزہ تو عمدہ ہے لیکن خوشبو کے بغیر اور اس منافق کی مثال جو قرآن پڑھتا ہے ریحان کی سی ہے جس کی خوشبو تو اچھی ہوتی ہے لیکن مزا کڑوا ہوتا ہے اور اس منافق کی مثال جو قرآن بھی نہیں پڑھتا اندرائن کے پھل کی سی ہے جس کا مزہ بھی کڑوا ہوتا ہے ( راوی کو شک ہے ) کہ لفظ ” مر “ ہے یا ” خبیث “ اور
اس کی بو بھی خراب ہوتی ہے ۔
صحیح بخاری جلد ٦ ٥٠٥٩

Ek martaba kahne se 10 nekiya likhi jayengei

wallpaper-allah-20-768x576

Bismilahirrahmanirrahim

✦ Hadith : Ek martaba kahne se 10 nekiya likhi jayengei , 10 burayeeya mita di jayegi, aur uske 10 darjat buland honge
—————
✦ Abu Ayyub Ansari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jis shakhs ne subah ke waqt 10 martaba ye kalimat padhe to Allah subhanahu ek martaba kahne se 10 nekiya likh dega , 10 burayeeya mita dega , aur uske 10 darjat buland kiye jayenge , aur ye kalimat uske liye 10 gardane aazad karne ke barabar hoga (10 baar kahne se ye ajar 10 guna ho jayega) aur din ke shuru se lekar aakhir tak ye uska hathyar honge aur us din koi shakhs aisa amal nahi karega jo un kalimat se badh kar ho agar wo sham ke waqt ye kalimat padhe to bhi utna
hi sawab hai

لَا إِلَهَ إِلَّا اللهُ وَحْدَهُ لَا شَرِيكَ لَهُ، لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ

✦ La ilaha illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa huwa Ala kulli shayin qadir

✦ Tarjumah : Allah ke siwa koi sachch mabud nahi hai wo akela hai aur uska koi sharik nahi , uske liye baadshahat hai aur usee ke liye tarif hai wo zinda
karta hai aur wa hi maarta hai aur wo har cheez par qadir hai
Al-Silsila-tus-Sahiha-2967-Hasan

Note : Ye sawab har ek martaba kahne se milega isliye jo 10 martaba kahega uska ajar 10 guna ho jayega
——————
ابو ایوب انصاری سے مروی ہے کہ نبی ﷺ نے فرمایا جس شخص نے صبح کے وقت دس مرتبہ یہ کلمات کہے
لَا إِلَهَ إِلَّا اللهُ وَحْدَهُ لَا شَرِيكَ لَهُ، لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
اللہ کے علاوہ کوئی سچا معبود نہیں، وہ اکیلا ہے اس کا کوئی شریک نہیں، اسی کے لئے بادشاہت ہے
اور اسی کے لئے تعریف ہے وہ زندہ کرتا ہے اور وہ مارتا ہے اور وہ ہر چیز پر قادر ہے۔
۔ اللہ تعالیٰ ایک مرتبہ کہنے سے دس نیکیاں لکھے گا، دس برائیاں مٹائے گا اور اللہ تعالیٰ دس درجات بلند کرے گا
، اور یہ کلمات اس کے لئے دس گردنیں آزاد کرنے کے برابر ہونے ے، اور دن کی ابتدا سے لے کر انتہا تک اس کا ہتھیار ہوں گے
۔اور اس دن کوئی شخص ایساعمل نہیں کرے گا جو ان کلمات سے بڑھ کر ہو۔ اگر وہ شام کے وقت یہ کلمات کہے تو بھی اسی طرح ہے

✦ Abu Ayyub Ansari Radi Allahu Anhu narrated that: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said: Whoever says these words ten times in the morning
, for every one time Allah subhanahu will write 10 good deeds for him , Will wipe away 10 evil deeds and will raise 10 degrees for him, and these words will
be equal for him as he has freed 10 captives ( if anybody say 10 times then this rewards will be ten fold) and it will be his weaopan from the beginning of
the day untill the end of the day. and that day nobody will be able to do any deeds which is more better than this and if he say same words in the evening
will get same rewards

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
✦ La ilaha illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa huwa Ala kulli shayin qadir
Al-Silsila-tus-Sahiha-2967-Hasan