
Ali AS ka Chehra dekhna Ibaadat hai
Hazrat Abu Saeed Khudri RA se Riwayat hai ke Rasulallah SAWS ne Farmaya:-
النظُرُ إِلَى وَجْهِ عَلِي بْنِ طَالِبِ عِبَادَةٌ
Ali ibne Abi Talib AS ka Chehra dekhna Ibaadat hai
Hazrat So’abaan RA se Riwayat hai Rasulallah SAWS ne Farmaya:-
النظُرُ إِلَى الْبَيْتِ عِبَادَةٌ وَالنِّظُرُ إِلَى وَجْهِ عَلِي عِبَادَةٌ
Baytullah ki Taraf dekhna Ibaadat hai, Aur Ali AS ka Chehra dekhna Ibaadat hai
📚
Page no:- 121
Topic – 144 – 145
Fraid ul Simtain fi Fazayil al Murtaza wal Batool wal Sibtain by Imam ibrahim bin muhammad al jwaini r.a ( Arabi )
Writer :- Shaikh e Khurasan, Mohaddis e Kabeer, Ibrahim bin Muhammad bin Al Maveed Abi Bakr Jovaini 822 Hijri
Noor us Saqalain ( Urdu Translation )