Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam par jhoot bolney wala jahannam mein jayega

 

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam par jhoot bolney wala jahannam mein jayega

Salama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki jo shaksh mere naam se wo baat bayan karey jo mainey nahi ki to wo Apna thikana Jahannam mein bana le
{Sahih Bukhari , Vol 1 , 109}

Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya mujh par jhoot na bolo kyunki jo mujh par jhoot bolega wo Jahannam mein dakhil hoga
{Sahih Bukhari , Vol 1 , 107}
———————————–
सलामा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया की जो शख्स मेरे नाम से वो बात बयान करे जो मैने नही की तो वो अपना ठिकाना जहन्नम में बना ले
{सही बुखारी , जिल्द 1 , 109}

अली रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मुझ पर झूठ ना बोलो क्यूंकी जो मुझ पर झूठ बोलेगा वो जहन्नम में दाखिल होगा

{सही बुखारी , जिल्द 1 , 107}

—————————
English Translation:

Narrated Salama Radi Allahu Anhu: I heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, “Whoever (intentionally) ascribes to me what I have not said then (surely) let him occupy his seat in Hell-fire.”
{Sahih Bukhari, Volume 1, Book 3, Number 109}

Narrated ‘Ali Radi Allahu Anhu :The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, “Do not tell a lie against me for whoever tells a lie against me (intentionally) then he will surely enter the Hell-fire.”

{Sahih Bukhari, Volume 1, Book 3, Number 106}

jis shaksh ne kadpa pahanne ke baad ye dua padhi uske agle aur pichle gunah maaf kar diye jate hain

ya-allah-768x461

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith: jis shaksh ne kadpa pahanne ke baad ye dua padhi uske agle aur pichle gunah maaf kar diye jate hain
———-
★ الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي كَسَانِي هَذَا الثَّوْبَ وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلاَ قُوَّةٍ
★ Alhamdulillahil-lazi Kasani Haza As-saub, Wa Razaqanihi min gairi hawlin minni wa la quwwah
———-
★ Muadh bin Anas radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis shaksh ne kadpa pahanne ke baad ye kaha ki
Alhamdulillahil-lazi kasani haza as-saub, wa razaqanihi min gayri hawlin minni wa la quwwah
( Tamam taarifein Allah ke liye hai jisney mujhe ye kapda pahnaya, meri kisi taqat aur Quwwat ke baghair )
uske agle aur pichle gunah maaf kar diye jate hain
Sunan Abu Dawud, Jild 3, 623-Hasan
———
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا
جس نے کپڑا پہنا پھر یہ دعا پڑھی: «الحمد لله الذي كساني هذا الثوب ورزقنيه من غير حول مني ولا قوة» تمام تعریفیں اللہ کے لیے ہیں جس نے مجھے یہ کپڑا پہنایا اور میری طاقت و قوت کے بغیر مجھے یہ عنایت فرمایا تو اس کے اگلے اور پچھلے سارے گناہ بخش دئیے جائیں گے
سنن داوود – جلد ٣-٦٢٣
———
★ मुआज़ बिन अनस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जिस शख्स ने कपडा पहनने के बाद ये कहा की
अल्हम्दुलिल्लहिल-लज़ी कसानी हाज़ा अस-सौब, वा रज़क़नीही मीन गयरि हौवलिन मिन्नी वा ला क़ुव्वाह
( तमाम तारीफें अल्लाह के लिए है जिसने मुझे ये कपड़ा पहनाया, मेरी किसी ताक़त और क़ुव्वत के बगैर)
उसके अगले और पिछले गुनाह माफ़ कर दिए जाते हैं
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3, 623-हसन

Halaqat ka bhawar jismein girney ke baad phir nikalney ki Ummed nahi hai wo Nahaq khoon karna hai

allh-wallpaper-768x576

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Halaqat ka bhawar jismein girney ke baad phir nikalney ki Ummed nahi hai wo Nahaq khoon karna hai

Al Quran: Aur jo koi kisi Momeen ko Jaan boojh kar (intentionaly) Qatl karey uski saza Dojakh hai jismein wo hamesha rahega us par Allah ka ghazab aur uski laanat hai aur Allah ne uskey liye bada Azab tayyar kiya hai
{Al Quran Surah An Nisa (4), 93}

Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Halaqat ka bhawar jismein girney ke baad phir nikalney ki Ummed nahi hai wo Nahaq khoon karna hai jisko Allah subhanahu ne haram qarar diya hai
{Sahih Bukhari, Vol8, 6863}

Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sabse pahle logon ke darmiyan(Qayamat ke din) khoon-kharabey ka faisla kiya jayega
{Sahih Bukhari, Vol8, 6864}
———————————————————–
English Translation:

Al Quran: And whoever kills a believer intentionally, his recompense is Hell to abide therein; and the Wrath and the Curse of Allah are upon him, and a great punishment is prepared for him.
{Al Quran Surah An Nisa (4) :93}

Narrated ‘Abdullah bin ‘Umar Radi Allahu Anhu : One of the evil deeds with bad consequence from which there is no escape for the one who is involved in it is to kill someone unlawfully.
{Sahih Bukhari, Vol9, Book 83, #3}

Narrated ‘Abdullah Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, “The first cases to be decided among the people (on the Day of Resurrection) will be those of blood-shed.”
{Sahih Bukhari,Vol9, Book 83, Num

Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye

Beautiful-Muhammad-PBUH-768x432

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith: Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye
———
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Momeen ki rooh (maut ke baad bhi) Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye
Sunan ibn majah, Jild 2, 570 –Sahih

✦ Amr bin Al-As Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Allah ki raah mein qatl ho jane par sabhi gunah mita diye jate hain siwaye Qarz ke.
Sahih Muslim, Vol 5, 4884
———-
نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا
حدیث : مومن کی روح (موت کے بعد بھی)قرض سے تب تک جڑھی رہتی ہے
جب تک کیاس کو ادا نہ کر دیا جائے
سنن ابن ماجہ -جلد ٢-٥٧٠٠ -صحیح

عبداللہ بن عمرو بن عاص رضی اللہ عنہ سے روایت کی کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ کی راہ میں قتل کیے جانے سے قرض کے سوا باقی تمام گناہ مٹا دیے جاتے ہیں۔
صحیح مسلم جلد ٥ ٤٨٨٤
———-
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मोमीन की रूह (मौत के बाद भी)क़र्ज़ से तब तक जुड़ी रहती है जब तक की उसको अदा ना कर दिया जाए
सुनन ईब्न माजा, जिल्द 2, 570–सही

✦ अम्र बिन अल आस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह की राह में क़त्ल हो जाने पर सभी गुनाह मिटा दिए जाते हैं सिवाए क़र्ज़ के
सही मुस्लिम, जिल्द 5, 4884

Allah Subhanahu apney bando par

allh-wallpaper-768x576

Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith: Allah Subhanahu apney bando par is se bhi ziyada mehrbaan hai jitni ek Maa apne bacche par meharban hai
——————
Hazrat Umar radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasool-AllahSal-Allahu Alaihi Wasallam ke paas Qaidi aye ek aurat unmein se (kisi ko) dhundhti huyee aayee, jab usne un qaidiyon mein seek bachche ko paya to usko utha liya aur seene se lagaya aur doodh pilaya Rasool-AllahSal-Allahu Alaihi Wasallam ne humse farmaya kya ye Aurat apne bachche ko angar mein dal sakti hai humne kaha nahi kasam Allah ki wo kabhi nahi dal sakti
Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu apne bando par is se bhi ziyada mehrbaan hai jitni ye aurat is bacche par meharban hai
Sahih Muslim ,Vol6, 6978
—————————

۔حضرت عمر بن خطاب رضی اللہ عنہ سے روایت ہے، انہوں نے کہا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے پاس کچھ قیدی آئے، ان قیدیوں میں سے ایک عورت کسی کو تلاش کر رہی تھی، اچانک قیدیوں میں سے اس ایک کو بچہ مل گیا، اس نے بچے کو اٹھا کر پیٹ سے چمتا لیا اور اس کو دودھ پلانے لگی، تب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ہم سے فرمایا: کیا تم سمجھتے ہو کہ یہ عورت اپنے بچے کو آگ میں ڈال دے گی؟ ہم نے کہا: اللہ کی قسم! اگر اس کے بس میں ہو کہ اسے نہ پھینکے (تو ہرگز نہیں پھینکے گی۔) تو رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ تعالیٰ اپنے بندوں پر اس سے بھی زیادہ رحم کرنے والا ہے جتنا اس عورت کو اپنے بچے کے ساتھ ہے۔
——————–
हज़रत उमर रदी अल्लाहुअन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्ललाहु अलैहि वस्सलम के पास कैदी आये ,एक औरत उनमें से (किसी को ) ढूंढ़ती हुयी आयी , जब उसने उन कैदियों में से एक बच्चे को पाया तो उसको उठा लिया और सीने से लगाया और ढूध पिलाया। रसूल अल्लाह सल्ललाहु अलैहि वस्सलम ने हमसे फ़रमाया क्या ये औरत अपने बच्चे को अंगार में डाल सकती है ,हमने कहा नहीं ,कसम अल्लाह की वो कभी नही डाल सकती।आप रसूल अल्लाह सल्ललाहु अलैहि वस्सलम ने फ़रमाया अल्लाह सुब्हानहु अपने बन्दों पर इस से भी ज़ियादा मेहरबान है जितनी औरत इस बच्चे पर मेहरबान है।
सही मुस्लिम , जिल्द 6 ,हदीस 6978