मौला ईमाम अ़ली अ़लेहिस्सलाम ने फरमाया

मौला ईमाम अ़ली अ़लेहिस्सलाम ने फरमाया- दुनिया मुर्दार है,और मुर्दार पर कुत्ते ही झ़पटते हैं,जो शख्स दुनिया हासिल करना चाहता है उसे अपने आप को कुत्तों में शुमार करना चाहिये

Hadith ::Daylami, Musnad al Firdaus, 1/344, 1384Zahabi, Mizan ul Aitadal, 2/251

“Hazrat Abdullah ibne Abbas RadiAllahu Anhuma bayan karte hain ke Allah Ta’ala ne Bani Israel se unki badshahat Ambiya-e-Kiram Alaihi-mussalam ke saath unke burey sulook ki wajah se cheen li.

Aur beshak Allah Tabarak
Ta’ala is ummat se iski badshahat ko Ali [Alaihissalam] ke saath bugz (jalan, nafrat) ki wajah se cheen lega!”

Daylami, Musnad al Firdaus, 1/344, 1384
Zahabi, Mizan ul Aitadal, 2/251