Qaul e Imam Ali AlaihisSalam

Imam Ali (as)
Jab insaan mar jaata hai to uske tamaam amaal ka silsila toot jaata hai siwaaye 3 amaal ke – 1) Sadqa e jaariya, 2) Wo Ilm jiski wo logo’n ko taalim diya karta tha aur logo’n ne oos se faayda uthhaya aur 3) Wo nek beta jo uske liye Dua karta ho.
Tajalliyat e Hikmat, Sadqa

Leave a comment