Surah Al-Baqarah

wallpaper-allah-20-768x576

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: jisne surah Al-Baqarah ki do aakhri aayatein raat mein parh li wo uskeliye kaafi ho jayegi
————————
Abdullah ibn masood Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisne surah Al-Baqarah ki do aakhri aayatein raat mein parh li wo uske liye kaafi ho jayegi (aafat se bachne ke liye).
Sahih Bukhari, Vol 6, 5009

Abu hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya apne gharo ko Qabre na banao aur jis ghar mein Surah Al-Baqarah padhi jati hai wahan shaitan dakhil nahi hota.
Jamia Tiirmidhi , Vol 2, 784-Sahih
————————

Narrated Abu Masud Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, “If somebody recited the last two Verses of Surat Al-Baqara at night, that will be sufficient for him.
Sahih Bukhari, Vol. 6, Book 61, 530

Narrated Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu that the Messenger of ALLAH Sallallahu-Alaihi-Wasallam said: Do not turn your houses into graves. Indeed Ash-Shaitan does not enter the house in which Surah Al-Baqarah is recited.
Jamia Tiirmidhi , Vol. 1, Book 42, 2877-Sahih

Momeen ki rooh

muhammed-s.a.w-768x576

Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith: Momeen ki rooh Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye
———
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Momeen ki rooh (maut ke baad bhi) Qarz se tab tak judi rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye
Sunan ibn majah, Jild 2, 570 –Sahih

✦ Amr bin Al-As Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Allah ki raah mein qatl ho jane par sabhi gunah mita diye jate hain siwaye Qarz ke.
Sahih Muslim, Vol 5, 4884
————–
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मोमीन की रूह (मौत के बाद भी)क़र्ज़ से तब तक जुड़ी रहती है जब तक की उसको अदा ना कर दिया जाए
सुनन ईब्न माजा, जिल्द 2, 570–सही

✦ अम्र बिन अल आस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह की राह में क़त्ल हो जाने पर सभी गुनाह मिटा दिए जाते हैं सिवाए क़र्ज़ के
सही मुस्लिम, जिल्द 5, 4884
—————-
✦ It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said The soul of the believer is attached to his debt until it is paid off.
Sunan ibn majah, Book 15, 2413-Sahih

✦ Narrated By Amr bin Al-As Radhi allahu anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Death in the way of Allah blots out everything except debt.
Sahih Muslim, Book 20, 4650

Quran majeed ko padhte raha karo

quran-e-kareem-768x461

Bismilahirrahmanirrahim

✦ Hadith : Quran majeed ko padhte raha karo kyunki insaano ke dilo se dur ho jane mein wo oont ke bhagne se bhi badh kar hai
———
✦ Ibn Umar radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam ne farmaya Hafiz e Quran ki misal rassi se bandhe huye oont ke malik ki tarah hai agar wo uski nigrani rakhega (yani padhta rahega) to wo usey rok sakega warna wo rassi tod kar bhag jayega
Sahih Bukari, Jild 6, 5031

✦ Abdullah bin masood Radi allahu anhu ne bayan kiya ki Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam ne farmaya kisi shakhs ka ye kahna bahut bura hai ki main falah falah aayat bhul gaya bulki yu (kahna chahiye) ki mujhe falah aayat bhula di gayee, aur Quran majeed ko padhte raha karo kyunki insaano ke dilo se dur ho jane mein wo oont ke bhagne se bhi badh kar hai
Sahih Bukari, Jild 6, 5032
———
✦ इब्न उमर रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया हाफ़िज़ ए क़ुरान की मिसाल रस्सी से बँधे हुए ऊँट के मालिक की तरह है अगर वो उसकी निगरानी रखेगा (यानी पढ़ता रहेगा) तो वो उसे रोक सकेगा वरना वो रस्सी तोड़ कर भाग जाएगा
सही बुखारी , जिल्द 6, 5031

✦ अब्दुल्लाह बिन मसूद रदी अल्लाहू अन्हु ने बयान किया की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया किसी शख्स का ये कहना बहुत बुरा है की मैं फ़लाह फ़लाह आयत भूल गया बल्कि यूँ (कहना चाहिए) की मुझे फ़लाह आयत भुला दी गयी, और क़ुरान मजीद को पढ़ते रहा करो क्यूंकी इंसानो के दिलों से दूर हो जाने में वो ऊँट के भागने से भी बढ़ कर है
सही बुखारी , जिल्द 6, 5032
———–
✦ Narrated Abdullah Radi Allahu anhu The Prophet (ﷺ) said, “It is a bad thing that some of you say, ‘I have forgotten such-and-such verse of the Qur’an,’ for indeed, he has been caused (by Allah) to forget it. So you must keep on reciting the Qur’an because it escapes from the hearts of men faster than camel do.”
Sahih Bukhari,Book 61, 550

✦ Narrated Ibn Umar radi allahu anhu Allah’s Messenger (ﷺ) said, “The example of the person who knows the Qur’an by heart is like the owner of tied camels. If he keeps them tied, he will control them, but if he releases them, they will run away.”
Sahih Bukhari, Book 61, 549