
Ahle Sunnat hone ki Alamat!
Imam Zainul Aabideen Alaihissalam farmate hain Unke Walid Hazrat Sayyeduna Imam Hussain Alaihissalam ne farmaya:
“Ahle Sunnat ki Alamat ye hai ke sirf wohi Ahle Sunnat hai jo Mustafa par kasrat se Durood aur Salam padhta hai.”
SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam
Ibne Hajar Haytami Makki, Ad Durral Manzood, Page 81
Allahumma Salli wa Sallim Ala Sayyedina Muhammadiw wa Ala Aali Sayyedina Muhammadin Ala Qadree Muhabbatika Feeh.
Salawatullahi Ta’ala wa Malaikatihi wa Ambiyaihi wa Rasoolihi wa Jamiyi Khalqihi Ala Sayyedina Muhammadiw wa Ala Aali Sayyedina Muhammadin Alaihi wa Alaihi-Mussalamu wa Rehmatullahi wa Barakatuhu.

