*Hazrat Abdullah ibn Akim Riwayat Farmate hai ke Meraj ki Raat Allah tala Aur Huzoor ﷺ ke Darmiyaan Jis Mauzu per Guftagu hui wo Ali hai Ali ki Sifat Bayan Hui ke,*
*1) Ali Momino Ka Sardar hai* *2) Muttakin ka Imam hai* *3) Aur Nurani Chahere Walo ka Qaaid hai*
Hazrat e Abdullah ibne Umar ر se Manqul hai ke “Maine Muhammad ﷺ Se Suna…. ___________________________ Logo’n Ne Huzoor ﷺ Se Poonchha… _ Ya RasoolAllah ﷺ Shab_e_Meraj Me Allah Ne Aapse Kis’ki Aawaz ke Sath Kalam kiya tha…??? _ Huzoor ﷺ Ne Farmaya :: Ali ۴ ki Aawaz ke Sath… 💕
Huzoor ﷺ Ne Jab Arsh_e_Ilaahi Par Ali ۴ ki Aawaz Suni tou Arz kiya…. _ “Aye Mere Parwardigaar Tu Mujse Baat’en Kar Raha hai Ya Fir Ali ۴ ?” _ Allah Azzawajal Ne Farmaya :: Aye Ahmed ﷺ Mai Ek Aisi Cheez hun ke kisi ke Sath Mera Qayas Nahi kiya Ja Sakta… Or Mai Logo’n Jaisa Nahi or Koi Shay Mere Mushabeh Nahi…. _ Maine Tujhe Apne Noor Se Paida kiya or Ali ko Tere Noor se Paida kiya Hai….💚 Mai Tere Dil ke Bhed Par Waqif Huñ, Ke Tere Qalb Me Ali ۴ se Zyada kisi ki Mohabbat Nahi… Pas Mai Ali ۴ ki Awaaz Se Tere Sath Hum’Kalaam Huva ke Tere Dil ko Tasalli Rahe 💚