
#Ali AS #Duniya Va #Aakhirat Main #Madadgar Hain.
Hazrat #Abdullah Ibne #Abbas RA Se Riwayat H Oe Nabi E Kareem SAWS Ne Puchha Ke Tumme Se Kon Hai Jo Duniya Va Aakhirat Main Mera Madadgar Hai…?
Aapne Vaha Moujood Har #Shakhs Se ( Pakad Pakad kar ) Puchha, Kya Tu #Duniya Va #Aakhirat Main Mera #Madadgar Hoga?
To Vo kehta Nahi, Yha Tak Ke Aap SAWS Is Majme Ke Aakhri Shakhs Ke Paas Pohnche,
To Hazrat #Ali AS Ne Arz kiya : Main Duniya va Aakhirat Main Aap SAWS Ka #Madadgar Rahunga.
Page no:- 73
Fraid ul Simtain fi Fazayil al Murtaza wal Batool wal Sibtain by Imam ibrahim bin muhammad al jwaini r.a ( Arabi )
Writer :- Shaikh e Khurasan, Mohaddis e Kabeer, Ibrahim bin Muhammad bin Al Maveed Abi Bakr Jovaini 822 Hijri
Noor us Saqalain ( Urdu Translation )
Translator:- Allama Safdar Raza Qadri
