
*Manaqib e Maula e Kaynat (Part 2*
*1. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya :-*
Ali Mere Liye Aesa Hain Jaise Mera Sar Mere Jism Ke Liye.
📚 *Reference* 📚
*1.* Mustadrak Hakim, Jild 3, Safa 141.
*2.* Al Jami, Suyuti, Jild 1, Safa 583.
*3.* Sawaiq Al Muhriqah, Haythami, Safa 125.
*4.* Tarikh Baghdad, Al Baghdadi, Jild 1, Safa 51.
*5.* Hilyat ul Auliya, Asfahani, Jild 1, Safa 182.
*6.* Al Riyaz un Nazra, Tabri, Jild 2, Safa 219.
*2. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya :-*
Aye Allah! Jo Ali Se Muhabbat Kare Tu Usse Muhabbat Kar Aur Jo Isse Bughz Rakhe Tu Usse Bughz Rakh.
📚 *Reference* 📚
*1.* Tabrani, Muajjam Al Kabeer, Jild 2, Safa 357, Hadees No 6505.
*2.* Haythami, Majma uz Zawa’id, Jild 9, Safa 106.
*3.* Hisamuddin Hindi, Kanzul Ummal, Jild 13, Safa 138-139, Hadees No 36437.
*4.* Ibne Asakir, Tarik e Damishq Al Kabeer, Jild 45, Safa 179.
*3.* *Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya :-*
Ali Mujhse Hain Aur Me Ali Se Hun.
📚 *Reference* 📚
*1.* Sahih Bukhari.
*2.* Tirmizi, Jaame As Sahih, Jild 5, Safa 632, Hadees No 3712.
*3.* Ibne Hibban, Sahih, Jild 15, Safa 373, Hadees No 6929.
*4.* Hakim, Al Mustadrak, Jild 3, Safa 119, Hadees No 4579.
*5.* Nasai, Sunan Al Kubra, Jild 5, Safa 132, Raqam 8484.
*6.* Ibne Abi Shaiba, Musannaf, Jild 6, Safa 372-373, Hadees No 32121.
*7.* Abu Ya’ala, Musnad, Jild 1, Safa 293, Hadees No 355.
*8.* Tabrani, Muajjam Al Kabeer, Jild 18, Safa 128, Hadees No 265.

