

Hazrat Abdullah ibne Masud RadiAllahu Anhu farmate hai ke Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Zamana-e-Aqdas me hum Surah Maida ki Aayat 67 ko yun padha karte:
“Ya Ayyuhar Rasool Balligh Ma Unzila Ilaika Mir Rabbika Anna Aliyyam Maulal Mu’mineen”
“Ay (Barguzeedah) Rasool! Jo kuch Aapki Taraf Aapke Rab ki Janib se nazil kiya hai usey (logo tak) pahuncha dijiye ke Ali tamam Mominon ke Maula hai.
Ad Durrul Mansoor, Imam Jalaluddin Suyuti Rehmatullah Alaih

