
*1. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Ka Chehra Dekhna Ibadat Hain.
📚 *Reference* 📚
Mustadrak, Al Hakim, Jild 3, Safa 11.
*2. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Ka Zikr Ibadat Hain.
📚 *Reference* 📚
Kanzul Ummal, Jild 11, Safa 601.
*3. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Yaume Khaibar – Kal Alam Usko Dunga Jo Allah Uske Rasool Ka Mehboob Tareen Hoga.
📚 *Reference* 📚
Sahih Muslim, Jild 31, Safa 5917.
*4. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Tumhare Darmiyaan Behtareen Hakim Hain.
📚 *Reference* 📚
Kanzul Ummal, Jild 13, Safa 120.
*5. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Me Sardar Farzandan e Aadam Hun, Ali Sarwar e Arab Hain.
📚 *Reference* 📚
Mustadrak, Al Hakim, Jild 3, Safa 123.
*6. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Yaume Khandak Zarbat e Ali Saqlain Ki Ibadat Se Afzal Hain.
📚 *Reference* 📚
Mustadrak, Al Hakim, Jild 3, Safa 34.
*7. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Ke Ghar Ke Alawa Masjid e Nabwi Ke Andar Khulne Wale Tamaam Darwaze Band Kar Diya Jaye.
📚 *Reference* 📚
Mustadrak, Al Hakim, Jild 3, Safa 125.
*8. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Haq Ke Sath Hain Aur Haq Ali Ke Saath Hain.
📚 *Reference* 📚
Tirmizi, Jild 31, Safa 166.
*9. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Jisne Ali Ko Sataya Usne Mujhe Sataya.
📚 *Reference* 📚
Musnad, Imaam Ahmad Ibn Hanbal, Jild 4, Safa 534.
*10. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Ki Dosti Buraiyo Ko Yun Khati Hain Jese Aag Lakdi Ko.
📚 *Reference* 📚
Kanzul Ummal, Jild 11, Safa 125.