Hadith :Raqs Karna

“Hazrat ‘Aaishah رَضِىَ اللهُ تَعَالىٰ عَنْهَا Bayan Karti Hain Ki Rasool Allah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Baahar Tashreef Laa’e Dar Hala’n Ki Habashi Khel Rahe They, Mein Ne Apne Hujra Ke Darwaza Se Baahar Jhaanka To Rasool Allahصَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Mere Qareeb Hu’e, Pas Mein Ne Apna Haath Rasool Allah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ke Mubaarak Kandhe Par Rakkha Aur (Un Habashiyo’n Ko Khelte Hu’e) Dekhne Lagi, To Rasool Allah صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Farmaya : Banaate Arfidah. Pas Mein Unhe’n Dekhti Rahi Dar Hala’n Ki Woh Khel Aur Naach Rahe They (Aur Ek Riwayat Me Hai : Woh Raqs Kar Rahe They,) Yaha’n Tak Ki Mein Ne Khud Hee Dekhna Khatm Kar Diya (Huzoor Nabiyye Akram صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم Ne Mujhe Man’a Nahin Farmaya).”

Is Hadith Ko Imam Nasa’i Aur Tabarani Ne Riwayat Kiya Hai. ‘Asqalani Ne Farmaya : Woh Khel Rahe They Aur Raqs Kar Rahe They. Zufn Ka Matlab ‘Raqs Karna’ Hai.

[Nasa’i Fi As-Sunan-ul-Kubra, 05/309, Raqm-8958,

Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 09/121, Raqm-9303,

‘Asqalani Fi Talkhis-ul-Habir Fi Takhrij Ahadith Al-Rafi’iy Al-Kabir, 04/202, Raqm-2125,

Ibn Mulaqqin Fi Khulasat-ul-Badr-ul-Munir Fi Takhrij-il-Ahadith Wa Al-Athar Al-Waqi’ah Fi Ash-Sharh Al-Kabir, 02/443, Raqm-2917,

Farhat-ul-Quloob Fi Mawlid-in-Nabiyy-il-Mahboob SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam,/56_57, Raqm-19.]
〰〰

हदीस :सहीह मुस्लिम:6574



रसूल अल्लाह ने फ़रमाया: जिस घर के दरवाज़े रिश्तेदारों के लिए बंद हों और जिस घर में रात देर तक जागने और सुबह देर से उठने का रवाज होजाए तो वहां रिज़्क़ की तंगी और बे बरकती को कोई नहीं सकता।

(सहीह मुस्लिम:6574)

Hadith: Mishkat Sharif, Safa : 517

“Hazrate Ammar Bin Yaasir (رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه) ke Pote Hazrate Abu Ubaida se Marvi Hai Ki, Mainey Rubay’ia Binte Muabwah Bin Afra’a Se Guzarish Ki Ke, HUZOOR (صلى الله عليه وآله وسلم) ki Shaan Bayan Ki Jiye. To Unhone Farmaya Agar Tum Rasool ALLAH (صلى الله عليه وآله وسلم) Ko Dekhte to Aisa lagta Hai Jaise Tum Suraj ko Nikalte Huye Dekh Rahe Ho. . Reference: 📙 (Mishkat Sharif, Safa : 517) . اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ

WHICH LIFE IS BEST ONE

*بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ*

*WHICH LIFE IS BEST ONE*

*IMAM ALI (AS)*
Behtareen zindagi os shaks ki zindagi hai jo dusro ke liye Ahesan mand aur madadgar ho.

*IMAM ALI (AS)*
The best life is the life of a person who is benevolent and helpful towards others.

(Ref: Mizan al Hikmah V5 pg 345)

हज़रत अली का कौल हैं।

हज़रत अली

अगर कोई तुमको सिर्फ अपनी ज़रूरत पर याद करता हैं तो नाराज़ मत होना

बल्कि इस बात पर फख्र करना कि उसे अँधेरे मैं रौशनी कि ज़रूरत हैं

और वो रौशनी तुम हो