
Shab-E-Zarbat-E- Ameer-ul-Momineen علیہ السلام
Yeh Woh Dardnaak Raat Hai Jab Ameer-ul-Momineen Maula Ali Ibn Abi Talib علیه السلام Ko Masjid-e Kufa Ke Mehrab Mein Haalat-E-Namaz Mein Talwar Se Zakhmi Kiya Gaya.
19 Ramzan Ki Fajr Ke Waqt Jab Maula Ali عليه السلام Namaz -E-Fajr Ki Imamat Farma Rahe The Abdur Rahman Ibn Muljim Al Muradi Ne Zehr Alood Talwar Se Waar Kiya, Jis Se Mehrab-E-Masjid Khoon-e Ali علیه السلام Se Rangeen Ho Gayi.
Us Waqt Maula Ali عليه السلام Ki Zaban-E-Mubarak Se Yeh Alfaaz Jari Hue:
*“Fuztu Wa Rabbil Kaaba”*
*(Rabb-e Kaaba Ki Qasam! Main Kamyab Ho Gaya)* 😢
Yeh Raat Tareekh-E- Islam Ki Sab Se Ghamgeen Raaton Mein Se Ek Hai, Jab Adl O Shujaat Ka Paikar, Maulal Momineen, Rasool Allah ﷺ Ke Bhai, vassi O Wazir Aur RasoolAllah ﷺ Ke Janasheen Zakhmi Howey.

19 रमजान सब ए ज़रबत अखी ए रसूल ﷺ मौला ए कायनात अली इब्ने अबी तालिब (अलैहिस्सलाम)..😥😥
रसूलल्लाह ﷺ ने हजरत अमीरूल मोमिनिन अली इब्ने अबी तालिब (अलैहिस्सलाम) से इरशाद फरमाया : ए अबू तुरब ! कायेनात के दो2 सबसे बदबख्त तरीन शख्स मैसे 1पहला वो था जिसने हजरत सालेह (अलैहिस्सलाम) कि उटनी की कोची काटी थी, और दूसरा वो होगा जो तेरे सर पर वार करेगा और तेरी दाढ़ी तेरे खून से रंगीन हो जाएगी,,😢😢
📚 मुसनद इमाम अहमद इब्न हंबल, जिल्द:11 सफाह:668
📚 अल मुस्तद्रक हाकिम, जिल्द:4 हदीस नं: 4662
📚 अल मजमुअल कबीर, जिल्द :1 हदीस नं:171
Note”: मौला अली (अलैहिस्सलाम) मस्जिद ए क़ुफ़ा मै हालत ए नमाज और हालत ए रोजा मै थे और लानती मलून इब्ने मुलजिम ने जेहर आलूदा तलवार से वार किया था
#imamali #yahussain #ramzanmubarak #fatima
https://www.instagram.com/reel/DVpE_6QE3d0/?igsh=bTB2eXM2Zmtnam9x

