🔰 Taqwa walon ke Imam — Imam-ul-Muttaqeen Aliؑ ibn Abi Talibؑ
(هُدًى لِلْمُتَّقِينَ) — (Surah Baqarah: 2) “Yeh hidayat hai parhezgaaron ke liye”
✨ Hazrat Abdullah bin Abbasؓ ne Allah ke is farman ke bare mein farmaya: “Yeh kitaab jisme koi shak nahi” — yani bilkul yaqeen hai ke yeh Allah ki taraf se nazil hui. “Zaroor hidayat milti hai” — yani wazeh bayan aur noor hai. “Parhezgaaron ke liye” — yani Aliؑ ibn Abi Talibؑ, jinhon ne palak jhapakne ke barabar bhi Allah ke sath kisi ko shareek nahi kiya, shirk aur but-parasti se bache rahe, aur sirf Allah ke liye ikhlas ke sath ibadat ki. Aapؑ aur aapؑ ki jamaat ko bina hisaab jannat mein dakhil kiya jayega — !!
*शबे बरात* *________________________________________* *हदीस* – *_मौला अली रज़ियल्लाहु तआला अन्हु से मरवी है कि हुज़ूर सल्लल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम इरशाद फरमाते हैं कि “जब शाबान की 15वीं रात आये तो तुम लोग रात को इबादत करो और दिन को रोज़ा रखो,बेशक इस रात में खुदाये तआला आसमाने दुनिया पर तजल्ली फरमाता है और ऐलान करता है कि है कोई मगफिरत का तलबगार कि मैं उसे बख्श दूं है कोई रोज़ी मांगने वाला कि मैं उसे रोज़ी दूं है कोई बला व मुसीबत से छुटकारा मांगने वाला कि मैं उसे रिहाई दूं रात भर ये ऐलान होता रहता है यहां तक कि फज्र तुलु हो जाती है_*

*Shaban Ki 15wi Raat Ya’ani Shab e Bara’at Ko Qabarustan Jana*
Ummul Momineen Hazrat Aaisha Siddeeqa Salamullah Alaiha Farmati Hain :- Ek Raat Mene Huzoor Nabi e Kareem ﷺ Ko Apne Paas Na Paya To Me Aapko Dhunde Nikli To Jab Me Baqi (Jannat ul Baqi) Pouchi To Aap ﷺ Baqi Ke Qabarustan Me Aasman Ki Taraf Sar Uthaye Hue The To Aap ﷺ Ne Farmaya :- Beshak 15 Shaban (Shab e Bara’at) Ki Raat Allah Azzawajal Duniya Ke Aasman Par Khas Rehmat Ka Nuzool Farmata Hain Aur Banu Kalb (Ek Qabila) Ki Bakriyo Ke Baalo Ke Barabar Bhut Logo Ki Maghfirat Farma Deta Hain.
📚 *References* 📚 *1.* Sunan Ibne Majah, Hadees No 1389. *2.* Sunan Tirmizi, Hadees No 739. *3.* Shoibul Imaan, Hadees No 3545. *4.* Sharah us Sunnah, Hadees No 992, 1299. *5.* Al Jamius Sageer, Hadees 1667. *6.* Kanzul Ummal, 35176.
*15 Shaban Ya’ani Shab e Bara’at Se Agle Din Ka Roza*
Maula Ali Sher e Khuda Karam Allahu Tala Wajhul Kareem Se Riwayat Hain Ke Huzoor Nabi e Kareem ﷺ Ne Farmaya :- Jab Shaban Ki 15wi Raat (Shab e Bara’at) Aaye To Us Raat Me Qayaam (Ibadat) Karo Aur Uske Din Me Roza Rakho Kyu Ke Allah Pak Is Raat Aasman e Duniya Par Rehmat Ka Nuzool Farmata Hain Aur Irshad Farmata Hain :- Hain Koi Mujhse Maghfirat Chahne Wala Ke Me Use Baksh Du, Hain Koi Rizq Mangne Wala Ke Me Use Rizq Ata Karu, Hain Koi Kisi Musibat Me Mubtala ? Ke Me Uski Musibat Door Kardu ? Hain Koi Aesa ? Hain Koi Aesa ? Yahan Tak Ke Fajar Ka Waqt Ho Jata Hain.
📚 *References* 📚 *1.* Sunan Ibne Majah, Hadees No 1388. *2.* Mishkat Sharif, Hadees No 1308. *3.* Umdatul Qari, Jild 11, Safa 82. *4.* Al Mawahibul Ladunniyah, Jild 3, Safa 300. *4.* Mirqat, Hadees No 1308.