
Hazrat Ali (as) se rivayat hai ki Hazrat Muhammad (saw) ne farmaya:
Main, Ali (as), Fatima (sa), Hasan (as) aur Hussain (as), aur humse mohabbat karne wale sab, roz-e-qiyamat ek hi jagah ikatthe honge. Qiyamat ke din humara khana peena bhi ikattha hoga, yahaan tak ki logon mein faisale kar diye jayenge.
Is hadith ko Imam Tabrani ne rivayat kiya hai.
Hadith number 39:
- Al-Tabrani ne Mu’jam al-Kabeer, 3/41, hadith number 2623 mein rivayat kiya hai.
- Al-Haithami ne Majma’ al-Zawa’id, 9/…

