
*Shan e Hazrat Usman e Ghani Part 1*
Huzoor Alahis Salam Ke Dost Kon ?
Hazrat Abdullah Bin Umar Razi Allahu Tala Anhu Se Riwayat Hain Ke Huzoor Nabi e Kareem ﷺ Ne Farmaya :- Har Nabi Ka Uski Ummat Me Koi Na Ki Dost Hota Hai Aur Beshak Mera Dost Usman Bin Affan Hai.
📚 *Reference* 📚
*1.* Daylami, Al Firdous, Jild 3, Safa 335, Hadees No 5008.
*2.* Abu Nu’aym, Hilyat ul Auliya, Jild 5, Safa 202.

