




#Shahadat_e_Maula_Ali۴ 😭
Zameeñ Pe Shor Hai Barpaa, Ali۴ Shaheed Huye..
Yateem Karte Hai Giryaa, Ali۴ Shaheed Huye..
Adu Ne Teg Se Maari Hai Zarb Haider۴ ko,
Lahu Me Tar Hai Musalla, Ali۴ Shaheed Huye..
Udaas Ho Ke Ye Kehte Hai Masjid-o-Mimbar,
“Salooni” Kaun Kahega, Ali۴ Shaheed Huye..
Jahaan Se Hote Hai Rukhsat Khuda Ke Sher Ali۴,
Ye Ro ke Kehta Hai Kaaba, Ali۴ Shaheed Huye..
Yateemi Aayegi Sar Par Janab-e-Zainabس Ke,
Khabar Jo Degi Ye Fizzaس, Ali۴ Shaheed Huye..
Sunayi Deti Hai Kufe Me Aah Yateemo Ki,
Sisak Ke Kehte Hai Baba, Ali۴ Shaheed Huye..
Ali۴ Ke Gham Me Yu Magmuum Saara Aalam Hai,
Malak Bhi Padhte Hai Nauha, Ali۴ Shaheed Huye..
Tamam Aal-e-Muhammad۴ Ko, Ali۴ Waalo Ko,
Shahi Deta Hai Pursaa, Ali۴ Shaheed Huye..
—————————————————————
Is Pur’dard Mauqe Par Imam e Zamanaعج Aur Tamaam Saadat-e-Kiraam-o-Muhibban e Ahlebait۴ ko Maula-e-Qayenaat Imam Ali Ibne Abi Taalib۴ Ki Shahadat Ka Pursa Pesh Karta Hu 😭🙏🏻
—————————————————————
Assalam_o_Alaika Ya Ameerul Momineen
Syedna Imam Ali ibne Abi Taalib۴ 🙏🏻
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ سَيِّدِنَا مُحَمَّد🙏🏻

*_मेहराब ख़ून में तर है तो मेंबर लहू लहू_*
*_मस्जिद में है रसूल का बिरादर लहू लहू_*
_क़ुरआन का हर व्रक भी_
_हुआ पाश पाश आज_
_ज़ख्मी है हल अता तो है कौसर लहू लहू_
*_हाए शिकस्ता सर है पड़ा नफ़्स-ए-मुस्तफाﷺ_*
*_यानी हुआ है क़ल्ब-ए-पयम्बरﷺ लहू लहू_*
_अब्बासع का है क़िब्लाह व का’बा लहू लुहान_
_जै़नब हुइं हैं ज़र्ब का सुनकर लहू लहू_
*_का’बा दुहाई देता है किस ने ये कर दिया_*
*_शब्बीर का जिगर_*
*_दिल-ए-शब्बरع लहू लहू_*
_देखा फलक ने मंज़र-ए-ज़रबत_
_तो चीख उठा_
_नौहा-ब-लब क़मर था तो अख़्तर लहू लहू_
*_दस्तार तार तार है_* *_दीन-ए-मतीन की_*
*_ईमान-ए-कुल है_* *_अल्लाहु-अकबर लहू लहू_*
_रखे है सर-बुलंद जिसे दोशे अहमदी_
_इस बुत-शिकन अमीरع का है सर लहू लहू_
*_मर्क़ूम किस तरह हो शहादत की दास्तां_*
*_सतरें लहू लहू हैं तो मुस्तर लहू लहू_*
_कूफा ज़हन में उतरे तो लगता हर तरफ_
_मंज़र लहू लहू पस-ए-मंज़र लहू लहू_
*_सूरह अंबिया की हैं आयात ख़ून में तर*
*_जिब्रीलع ने कहा हुए हैदरع लहू लहू

Shan-E-Maula-E-Kainat Syedna Ali Karram Allahu wajha-ul-Karim [1] Tabrani aur Hakim ne Hazrat Ibne Masood se bayan kiya hai ki Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Hazrat Maula Ali ki taraf dekhna ibadat hai Hadees ki isnad Hasan(Sahi) Hai. [2] Tabrani aur Hakim ne Bayan kiya hai aur isey Umme Salma RaziAllahu Anha se sahi qarar diya hai wo Farmati Hai ki jab Rasool-e-Akram Sallallahu Alaihi Wasallam gusse mein hote toh Hazrat Maula Ali ke siwa aapse guftugu karne ki Koi shakhs jurrat Na Karta. Reference-(Al Sawaiq Al Muhriqah) “Khadim-e-Ahle Bait Muhammad Rao Anjum

*BADR*
Mein Aaya Toh
Fateh – E – Badar Kehlaya,
*OHAD*
Mein Aaya Toh
Nasir-e-Rasool Kehlaya,
*KHAYBAR*
Mein Aaya Toh
Shahe-La-fatah Kehlaya
*KHANDAQ*
Mein Aaya Toh
Kull-e-Emaan Kehlaya,
*MUBAHILA*
Mein Gaya Toh
Nafs-e-Rasool Kehlaya,
*TATHEER Ki CHADAR*
Mein Aaya Toh
Warise-Tatheer Kehlaya,
*QURAN*
Padha Toh
NUQTA -E – BISMILLAH
Kehlaya
*MEHRAB*
Mein Aaya Toh
IMAM-E-DO-JAHAN
Kehlaya,
*BUTON*
Ko Baher Nikala Toh
BUTSHIKAN
Kehlya,
*AANKH Kholi Toh*
AINULLAH
Kehlaya,
*HATH Uthaya Toh*
YADULLAH
Kehlaya
*CHEHRA Dikhaya Toh*
WAJHULLAH
Kehlaya,
*GUFTUGU Ki Toh*
LISANULLAH
Kehlaya,
*TAKHT*
Par Aaya Toh
AMIR-UL-MUMINEEN
Kehlaya,
*TAKHT*
Thukra Kar
Khak Par Baitha Toh
ABU TURAB
Kehlaya,
*ASHDHA KA MUH CHEERA*
Toh Haider kehlaya,
*Zaban Ke Sath Dil Bola*
Ali Maula Ali Maula a.s

*इरशाद ए मुस्तफ़ा ﷺ शान ए अली ए मुर्तज़ा कर्रम अल्लाहु वजहुल करीम*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖
*मौला मुर्तज़ा सय्यदना अली इब्ने अबु तालिब कर्रम अल्लाहु वजहुल करीम का मक़ाम ओ मर्तबा शान ओ अज़मत इतनी आला है*
*हुज़ूर नबी ए करीम सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने इरशाद फ़रमाया*
👇👇👇👇👇
*ऐ अली !*
*तेरा ख़ून मेरा ख़ून है*
*तेरा गोश्त मेरा गोश्त है*
*तेरा जिस्म मेरा जिस्म है*
*तेरे बाल मेरे बाल हैं*
*तेरी औलाद मेरी औलाद है*
*तेरा दादा और मेरा दादा एक है*
*तेरी और मेरी नस्ल एक है*
*तेरा और मेरा नूर एक है*
*हुज़ूर नबी ए करीम सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने इरशाद फ़रमाया* 👇👇👇👇👇
*जिसने अली की मदद की उसने मेरी मदद की*
*अली का हक़ इस उम्मत पर ऐसा है जैसे बाप का बेटे पर*
*अली से मोमिन ही मोहब्बत करेगा*
*अली से मुनाफ़िक़ ही दुश्मनी करेगा*
*अली मुझसे है और मैं अली से हूँ*
*अली का चेहरा देखना इबादत है*
*अली का ज़िक्र भी इबादत है*
*अली की मुहब्बत गुनाहों को ऐसे खा जाती है जैसे आग लकड़ी को*
*मेरा क़र्ज़ अली अदा करने वाला है*
*जिसका मैं मौला हूँ उसका ये अली मौला है*
*हक़ अली के साथ है और अली हक़ के साथ*
*मैं और अली इस उम्मत के बाप हैं*
*मैं इल्म का शहर हूँ और अली उसका दरवाज़ा*
*अली इमामुल मुबीन है*
*अली का रास्ता सीधा रास्ता है*
*अली का दुश्मन मेरा दुश्मन है*
*अगर एक तरफ़ सारे बनी आदम हों और दूसरी तरफ़ सिर्फ़ अली हो तो अली का साथ देना*
*मैं और अली एक ही नूर से है*
*अली जन्नत और दोज़ख़ तख़सीम करने (बाटने) वाला है*
*अली दुनिया और आख़िरत में मेरा भाई है*
*अली हिदायत का चिराग़ है*
*अली को मुझसे ऐसी मन्ज़िलत हासिल है जैसा हारून को मूसा से*
*ऐ अली तू बा मन्ज़िले काबा है*
*अली अरब का सरदार है*
*ऐ अली तेरा मुहिब मेरा मुहिब है और तेरा दुश्मन मेरा दुश्मन है*
*जिसका मैं वली हूँ उसका अली वली है*
*अली क़यामत के दिन मेरे हौज़ का मालिक है*
*अली की मुहब्बत निफ़ाक़ से दूर रखती है*
*मैं और अली एक शजर से हैं बाक़ी इंसान मुख़्तलिफ़ दरख़्त से हैं*
*मेरे बाद अली मेरी उम्मत का आलिम है*
*अली मेरे इल्म की तिजोरी है*
*अली मेरा राज़दार है*
*अली का गोशा गोशा ईमान से भरा हुआ है*
*जिसने अली को तकलीफ़ दी उसने मुझे तकलीफ़ दी*
🌹🌹🌹🌹🌹

रब्ब-ए-काबा की क़सम मैं कामयाब हो गया!”
19 रमजान की वो रात थी तहज्जिद का वक्त और ये जगह थी जहां इब्ने मुल्जिम लानाती पर अमीर उल मोमिनीन मौला-ए-कायनात सैय्यदुना मौला अली अल मुर्तजा कर्रमअल्लाहु वज्हहुल करीम के सर-ए-अकदस पे जहर पे दुबी तलवार से वार किया। इस वार के ज़ख़म और ज़हर के असर से 21 रमज़ान को मौला अली अलैहिस्सलाम इस दुनिया ए फानी से पर्दा फरमा गए।
जब उस लाइन की तलवार आपके सर-ए-अकदस पे लगी, आपकी जुबान-ए-पाक से अल्फाज निकले “रब्ब-ए-काबा की कसम मैं कामयाब हो गया!” 19 रमज़ान की रात को इसीलिये “शब-ए-ज़रबत” कहते हैं…..

*जरब खाकर जो कातिल को पिलाएं शरबत*
*जेब देता है उसे साकी ए कौशर होना*
मोहम्मद हनफीया बिन ईमाम अली अलैहिस्लाम ने बयां किया जरबत ए अमीरुल मोमीनीन के बाद जब इब्ने मुलजिम को कैद कर लिया गया और उसे मौला अली के सामने पेश किया गया तो अमीरुल मोमीनीन सैयदना अली अलैहिस्सलाम ने उसे देखकर फ़रमाया मेरा कातिल घबराया हुआ लगता है उसको शरबत पीलाओ जब तक ये तुम्हारे पास असीर है उसके साथ हुस्न सुलूक से पेश आओ, उसको आला खाना और बेहतरीन बिस्तर दो।
अगर मैं हयात रहा तो मुझे इख्तियार है कि उसे सजा दु या माफ करु और अगर मैं तुम में ना रहा तोह फिर खुदा का हुक्म पूरा करना लेकिन इसकी लाश को ना जलाना ना ही इसकी अजा काटना क्योंकि ए मेरे बच्चों अल्लाह हद से बढ़ जाने वालों को पसंद नहीं करता।
📚 मनाकिब ए अली बिन अबी तालिब लाबिन असाकिर, सफा 314

Abu Aswad al-Duali jinhe “father of Arabic Grammer” kaha jata hai, jo Maula-e-Kainat Sayyeduna Maula Ali Alaihissalam ke shagird they, unhone Maula-e-Kainat ki Shahadat ke baad ye marsiya padha jisko Imam Jalaluddin Siyuti ne apni mashhoor kitab “Tarikh ul Khulafa” me riwayat kiya hai
Tarjuma:
Ay aankh tujhe kharabi ho, kya tu hamari madad na karegi aur Amir ul Momineen par nahi royegi?
Halanke Umme Kulsum Unpar roti aur Apni Aankhe bahati hai aur Unhone yaqeen yaani maut ko dekhliya.
Ay mukhatib! kharji jahan kahi bhi ho unko kehde ke (Khuda kare) hamare haasidon ki aankhe kabhi thandi na ho.
(O kumbakhton!) Kya tum ne Maah-e-Ramzan me aise Shakhs ko Shaheed karke Jo sab logo se behtar tha, hame taklif pahunchaani thi?
Tum ne Aise Shakhs ko qatl kardiya hai jo tamam un logo se jo kashtiyon ya ghodon wagaira par sawaar hue, behtar tha
Aur tamam un logo se behtar they jinhone joota pehna aur Masaani (Surah Fatiha) wal Mubeen (Kitab) ko padha
Tamam khoobiya Unme maujud thi aur Wo Rasool-e-Rabbul Aalameen ke Dost they
Quraish jahan kahi ho unhe maalum rahe ke Aap un sabse Hasab wa Deen me behtar they
Ay mukhtaib! Jab tu Abul Hussain (yaani Maula Ali Alaihissalam) ke samne aaye to dekhna ke goya naazirin par Maah-e-Kaamil nikal aaya hai
Hum Unke Shaheed hone se pehle khush they ke RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ke Dost ko apne darmiyan dekhte they
Aap Haq ko qaayam karte they aur usme zara bhi shaq na karte they, aur dushmao aur aqraba me ek jaisa adal kiya karte they
Aap Apne Ilm ko kabhi na chupaate aur na he Aap mutakabbiro se they
Aur log Maula Ali Alaiissalam ka gum karke aise hogaye hain jaise shaturmurg kahet saali me maidan me maara maara firta hai
Muawiya ko khush nahi hona chahiye kyunki Kulafa ka Baqiyyah (yaani Imam Hasan Alaihissalam) ab bhi Hum me maujud hain.

منقبت حضور پر نور مولائے کائنات نفسِ رسول و زوجِ بتول ، ابو ریحانتین علیہم السلام ، سیدنا و مولانا #مرتضیٰ #پاک صلوات اللّہ علیہ و سلامہٗ 💛
نام و نسب قبیلہ ہمارا علی علی
ایمان و دین اپنا عقیدہ علی علی
مرشد، امام، ہادی و رہبر ، صراطِ حق
مشرب ، مزاج ، اپنا طریقہ علی علی
باب العلوم ، شیرِ خدا ، شاہِ مشرقین
مشکل کشا ، امامِ یگانہ علی علی
ارض و سما غبارِ قدم میں ہیں جسکی گُم
وہ بو تراب ، نورِ سراپا علی علی
دیدار اُنکا کیوں نا عبادت ہو مومنو
اللّٰہ کا ، نبی کا نظارہ علی علی
سیراب ہوگا حشر میں کوثر کے جام سے
جس نے بھی تشنگی میں پکارا علی علی
نادِ علی ہے وردِ زباں خوف کس لیئے
کیونکر گروں مَیں جب ہے سہارا علی علی
منزل طواف کرتی ہے صبح و مسا مِرا
زادِ سفر ہے ذکر تمہارا علی علی
غم کے اندھیرے مٹتے ہیں ذکرِ حبیب سے
پڑھتے چلو مدام وظیفہ علی علی
رہتی ہے “یادگار” سرِ طُور کی ضیا
دل میں ہمارے جب سے سمایا علی علی
خاکپائے سگانِ نجفِ اشرف :—
🖋️سید یادگار شاہ وارثی

*_ 21 रमज़ान उल् करीम _*
_🥹😭 योमे शहादत 😭🥹_
*_अमीरुल मोमिनीन मौला इमाम अली इब्ने अबितालिब अलैहिस्सलाम_*
_नबी ए करीमﷺ ने फरमाया_
_जो कोई अल्लाहﷻ और मेरा कुर्ब चाहता है_
_उसे चाहिए के अलीع के करीब हो जाये_
*_Reference :-_*
*_📚Dhakhair UL Uqba,_*
*_Tabari Pg 📖 No.92_*

*_21 Ramazan ul Kareem _*
_😭 Yaum-e-Shahadat 😭_
*_Ameerul Momineen_*
*_Imam Ali Ibne Abi Talib عليه السلام_*
_Huzoor Muhammad صلى الله عليه وآله وسلم_
_Imam Ali عليه السلام Ke Liye Farmate Hai :-_
*_Jo Koi Allahﷻ Aur Mera Qurb Chahta Hai,_*
*_Ushe Chahiye Ke Aliع_*
*_Ke Kareeb Ho Jaye.._*
_Reference :-_
*_📚Dhakhair Ul Uqba,_*
*_Tabari, Page 📖 No. 92_*
*___________________________*
_Hubbe Nabiﷺ Hai Mehre Aliع_
_Mehre Aliع Hai Hubbe Nabiﷺ_
*_Nabiﷺ Ki Muhabbat_*
*_Aliع Ki Muhabbat_*
*_Aliع Ki Muhabbat_*
*_Nabiﷺ Ki Muhabbat_*
*_____________________________*
*_اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ سَيِّدِنَا مُحَمَّدﷺ_*
_Rᴀsᴏᴏʟᴀʟʟᴀʜ ﷺ ɴᴇ Fᴀʀᴍᴀʏᴀ Hᴀᴅᴇᴇs Pᴀᴋ “Mᴀɴ Kᴜɴᴛᴏ Mᴀᴜʟᴀ Fᴀ Hᴀᴢᴀᴀ Aʟɪ-ᴜɴ Mᴀᴡʟᴀ”_
*_Jɪsᴋᴀ Mᴀɪɴ Mᴀᴜʟᴀ Hᴏᴏɴ Usᴋᴀ Aʟɪ Mᴀᴜʟᴀ Hᴀɪ._*
_Wʜᴏᴍᴇᴠᴇʀ I ᴀᴍ ʜɪs ᴍᴀsᴛᴇʀ (ᴍᴀᴜʟᴀ), ᴛʜɪs Aʟɪ ɪs ʜɪs ᴍᴀsᴛᴇʀ (ᴍᴀᴜʟᴀ)_

* Shahadat e Maula Aliع 😭_*
_Zameeñ Pe Shor Hai Barpaa, Aliع Shaheed Huye.._
_Yateem Karte Hai Giryaa, Aliع Shaheed Huye.._
*_Aduu Ne TeG Se Maari Hai Zarb Haiderع ko,_*
*_Lahu Me Tar Hai Musalla, Aliع Shaheed Huye.._*
_Udaas Ho ke Ye Kehte Hai Masjid-o-Mimbar,_
_“Salooni” Kaun Kahega, Aliع Shaheed Huye.._
*_Jahaañ Se Hote Hai Rukhsat Khuda ke Sher Aliع,_*
*_Ye Ro ke Kehta Hai Kaaba, Aliع Shaheed Huye.._*
_Yateemi Aayegi Sar Par Janab-e-Zainabس ke,_
_Khabar Jo Degi Ye Fizzaس, Aliع Shaheed Huye.._
*_Sunayi Deti Hai Kufe Me Aah Yateemoñ ki,_*
*_Sisak ke Kehte Hai Baba, Aliع Shaheed Huye.._*
_Aliع ke Gham Me Yuñ Magmuum Saara Aalam Hai_
_Malak bhi Padhte Hai Nauha, Aliع Shaheed Huye.._
*_Tamam Aal-e-Muhammadﷺ ko, Aliع Waaloñ ko,_*
*_Ibrahim Deta Hai Pursaa, Aliع Shaheed Huye.._*

*_21 Ramzan ul Kareem
Yaum-e-Shahadat
*_Wasi e Rasoolﷺ_*
*_Nafs e Rasoolﷺ_*
*_Biradar e Rasoolﷺ_*
*_Janasheen e Rasoolﷺ_*
*_Damad e Rasoolﷺ_* _Haider e Karrar Sher e Khuda Sher e Yazda Maulud e Kabah Imam ul Aulia Imam ul Muttaqin Syed ul Asfiya Taj ul Aarifeen Ameer ul Momineen Khalifat ul Muslimeen Shah e Zaman Khaibar Shikan Abu Turab Maula e Kaynat Huzoor Syedna Maula Imaam Ali Murtuza Ibne Abu Talib Alaihis Salam_
*_Aapki Wiladat 13 Rajab ul Marjab Hijrat Se 23 Saal Pehle 23 October 600 Esvi Baroz Juma Kabah Sharif Ke Andar Hui, Aapki Shahadat 21 Ramzan 40 Hijri Mutabik 27 January 661 Esvi Baroz Peer Hui, Aap Shehansha e Qull Aalam Huzoor Ahmad Mujtuba Muhammad Mustufa Sallallahu Alaihi wa Aala Aalehi wa Sallam Ke Bhai Damad wa Khalifa Hai,_*
_Aap Syyeda e Kaynat Syyeda Fatima Zehra Salamullahi Alaiha Ke Shohar Aur Huzoor Syedna Maula Imaam Hasan wa Huzoor Syedna Maula Imaam Hussain Alaihimus Salam Ke Walid e Majid Hai, Huzoor Sallallahu Alaihi wa Aala Aalehi wa Sallam Aapki Shan Me Farmate Hain:-_ *_Aliع Ka Chehra Dekhna Ibadat Hai, Aliع Ka Zikr Karna Ibadat Hai, Aliع Ko Mujhse Wohi Nisbat Hai Jo Musaع Ko Haroonع Se Thi Siwai Iske Ke Mere Bad Koi Nabi Nahi, Junge Khairbar Ke Moqa Par Farmaya:-_* _Kal Alam Usko Dunga Jo Allahﷻ Uske Rasoolﷺ Ka Mehboob Tareen Hoga, Huzoorﷺ Ne Farmaya:-_ *_Mere Bad Jo Cheeze Bais e Ikhtalaf Hogi Unme Aliع Ki Adalat Sabse Behtareen Hai, Aliع Tumhare Darmiyan Behtareen Hakim Hai, Me Sardar Farzandan e Adamع Hu, Aliع Sarwar e Arab Hai, Yaume Khandak Zarbat e Aliع Saqalain Ki Ibadat Se Afzal Hai, Aliع Ke Ghar Ke Alawa Masjid e Nabawi Ke Andar Khulne Wale Tamaam Darwaze Band Kar Diye Jaye, Aliع Mujh Se Hai Aur Me Aliع Se Hu, Aliع Haq Ke Sath Hai Aur Haq Aliع Ke Sath Hai, Jisne Aliع Ko Sataya Usne Mujhe Sataya, Jisne Aliع Se Dushmani Ki Usne Mujh Se Dushmani Ki, Aliع Ki Dosti Buraiyo Ko Yu Khati Hai Jese Aag Lakriyo Ko, Me Ilm Ka Shehar Hu Aur Aliع Uska Darwaza Hai, Jisko Is Shehar Me Aana Ho Wo Darwaze Se Aaye,_* _Hazrat Adam Alaihis Salam Ki Takhleeq Se 14 Hazaar Sal Pehle Me Aur Aliع Allahﷻ Ki Bargah Me Ek Noor The,_ *_Aliع Ko Meri Mitti Se Banaya Gaya, Me Aur Aliع Ek Hi Nasab Se Hai, Me Aur Aliع Ek Hi Darakht Se Paida Hue Hai Yani Ek Hi Shajra Ak Hi Nasab, Aliع Ka Ghos Mera Gosh Hai Aur Aliع Ka Khoon Mera Khoon Hai, Jiska Me Maula Hu Uska Aliع Maula Hai, Aliع Tum Dono Jahan Me Mere Bhai Ho, Aliع Mere Liye Aesa Hai Jaise Mera Sar Mere Jism Ke Liye, Ay Allahﷻ! Jo Aliع Se Muhabbat Kare Tu Usse Muhabbat Kar Jo Isse Bugz Rakhe Tu Usse Bugz Rakh,_* _Lashkar Rawana Karte Waqt Farmaya:-_ *_Khudaya Mujhe Us Waqt Tak Mout Na Dena Jab Tak Aliع Ko Dubara Dekh Na Lu, Mera Parwardigar Mujhe Raat Ko Aasman Le Gaya Aur Aliع Ke Bare Me Mujhe 3 Cheezo Ki Wahi Ki:-_* _Aliع Parhezgaro Ka Peshwa, Momino Ka Wali Aur Noorani Chehro Ke Rehbar Hain, Aap Panjetan Pak, Khulfa e Rashideen, Ashra e Mubashara Me Shamil Hai, Aap Aaimma e Ahle Baith Ke Pehle Imaam Hai, Aap Faatih e Wilayat Aur Wali e Awwal Hai Yani Ummate Mustufaﷺ Me Auliya Allah Ke Silsile Ki Shuruat Aapse Hui, Aapka Mazar Mubarak Najaf ul Ashraf, Iraq Me Marjai Khaliak Hain…_