
#Wilayat e Ali AS Ka Sawal…,,
Hazrat #AbuSaeed RA Ke Is Qoul
وَقِفُوهُمْ إِنَّهُمْ مَسْعُو لُونَ (Surah Saffat : 2)
(Unko Roko, Unse Sawal Baaki hai)
Ke Muta’alik Nabi Kareem SAWS Se Riwayat ki,
Aap SAWS Ne Farmaya :-
وِلَايَةِ عَلِي بْنِ انيطالب
Ke Ye Sawal #Ali ibne #AbiTalib AS Ka Hoga..,,
Imam Vahdi RA Ne Kaha, Iske Ma’ani Ye Hai Ke Moula e Kayenaat Ki #Mohabbat Va Vila’a Ka Sawal Hoga,
Jis Tarah Uski Wasiyat #Rasulullah SAWS Ne Farmayi.
Page no:- 70
Fraid ul Simtain fi Fazayil al Murtaza wal Batool wal Sibtain by Imam ibrahim bin muhammad al jwaini r.a ( Arabi )
📚Writer :- Shaikh e Khurasan, Mohaddis e Kabeer, Ibrahim bin Muhammad bin Al Maveed Abi Bakr Jovaini 822 Hijri
Noor us Saqalain ( Urdu Translation )
Translator:- Allama Safdar Raza Qadri
