
Imam Jafar us Sadiq (A.S.) apne waalid Imam Muhammad al Baqir (A.S.) se, woh apne waalid Imam Zain ul Abideen (A.S.) se, woh apne waalid Imam Hussain (A.S.) se, aur woh apne waalid Imam Ali (A.S.) se riwayat naqal karte hain ki Hazrat Rasool-e-Khuda (S.A.W.W.) ne Janab-e-Sayyeda-e-Tahira Fatima Zahra (S.A.) se farmaya:
Aye beti Fatima! Beshak tu jisse naraaz ho uss se Allah Rabb ul Aalameen naraaz ho jaata hai, aur tu jisse raazi ho uss se Allah raazi ho jaata

