Muawiya ka kirdaar



Ameer-e-Sham Muawiya ka zahreela kirdaar Imam Ahle-Sunnat Abdul Shakoor Farooqi Lakhnowi ke qalam se,
Sahabi Abdulrahman bin Khalid bin Walid R.A ko kyon zeher diya gaya?




Abdulrahman bin Khalid bin Walid ne Rasool Allah ﷺ ka zamana paya aur aap ﷺ ko dekha bhi tha.
Magar Syedna Maula Ali A.S aur Banu Hashim se kadorat rakhte the.

Jab Jang-e-Siffin hui to Abdulrahman, Ameer-e-Sham Muawiya bin Abi Sufyan ke lashkar mein shamil the.

Abdulrahman bin Khalid nihayat sharif, bardaar aur awaam dost shakhsiyat ke haamil the. Ahl-e-Sham unse bepanah mohabbat karte the kyunki woh unke darmiyan baithte, unki shikayatein sunte, mazloomon ko insaaf dilwate aur aam logon ke janaazon mein shamil hote the. Isi khuloos aur awaami raabte ki bunyaad par log Abdulrahman ko bohot pasand karte the.

Abdulrahman ki Muawiya se wafadari ka sila:
Jab Muawiya ne Yazid ko apna jaanashin banane ka mansooba banaya aur Ahl-e-Sham ko jama kar ke khitaab kiya:

“Logo! Main boodha ho chuka hoon aur meri maut qareeb hai. Main tumhare liye aisa jaanashin muqarar karna chahta hoon jo tumhare nizaam ko qaim rakhe, aakhir mein bhi to tum mein se hoon!”

To haazireen mein se aksar ne yak zubaan ho kar Abdulrahman bin Khalid ka naam liya.

Muawiya ke dil mein aag lag gayi. Use yeh andesha haalaq ho gaya ke agar Abdulrahman zinda raha to Yazid ki baiyat mein rukawat banega.

Jab Abdulrahman bimaar hua, Muawiya ne shahi tabeeb Othal ko hukm diya ke dawa ke bahaane zeher de kar use khatam kar diya jaye.

Chunanche aisa hi hua. Abdulrahman ko dawa ki jagah zeher diya gaya aur isi zeher ke asar se Abdulrahman mar gaya.

Hawala: Tarjuma Asad al-Ghaba, Imam Ahle-Sunnat Abdul Shakoor Farooqi Lakhnowi, Jild 6, Safha 87, Bab al-Ain wa al-Ba, Syedna Abdulrahman ibn Khalid
Mazid hawala: Kitab Asad al-Ghaba fi Ma’rifat al-Sahaba, Jild 3, Safha 436,

मौला अली अकबरعको सबीह-ए-मुस्तफा صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم क्यों बनाया गया?

मौला अली अकबरعको सबीह-ए-मुस्तफा صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم क्यों बनाया गया?

_हुज़ूर सय्यदुना मौला अलीع फ़रमाते हैं कि इमाम हसनع सर-ए-अकदस से सीना मुबारक तक आक़ाصَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم की कामिल सबिह थे और इमाम हुसैनعसीना मुबारक से कदमेंन शरीफ़ेंन तक आकाصَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم की कामिल सबीह थे._

*_तो जब सहाबा को प्यारे आक़ा صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم की याद सताती तो वोह मौला अलीع के घर आते और हसनैन करीमेंनع का इकट्ठा दीदार कर लेते तो उन्हें राहत मिलती._*

_लेकिन जब हसनैन करीमेंनع को अपने नानाजान की याद सताती तो वह मौला अली अकबरعका दीदार करते कि वोह सर-ए-अकदस से कदमेंन शरीफ़ेंन तक उनके नानाजान صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم की कामिल सबीह थे!_

*_आशमांन में सिर्फ एक सूरज और एक चाँद हैं, मगर अहलेबैतع के घर का एक एक बच्चा दोपहर का चमकता सूरज और अंधेरी रात का चौदवीं का चाँद हैं_*

_صَلَّى اللهُ تَعَالىٰ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّم_
*_अल्लाहुम्मा सल्ले अला सैयदना व मौलाना मुहम्मदिव व आला आलैहि व बारीक व सल्लिम._*

Khidmate Khalq

Allah sent our Beloved Prophet ﷺ as Rahmat-ul-lil-‘Alameen — mercy for all worlds, not for one group, one nation, or one time. His life was a living lesson in compassion: how to speak gently, how to forgive easily, how to protect dignity, and how to stand for humanity even when it was difficult.

If this was his way, then why should we walk away from it?

In today’s world, mercy is often mistaken for weakness. Loud opinions get more attention than gentle hearts. Winning arguments feels more important than saving relationships. But the Prophet ﷺ taught us the opposite — that real strength lies in patience, real leadership in humility, and real faith in how we treat people who can give us nothing in return.

Being “modern” does not mean being harsh. Being aware does not mean being cruel. Following the Prophet ﷺ today means choosing kindness in a divided world, fairness in a biased system, and mercy in an angry timeline. It means letting humanity come before hatred, and character come before labels.

The message hasn’t changed.
Only our distance from it has.

If you believe Islam was sent to heal hearts, not harden them —
like this post, share it forward, save it for reflection, and speak mercy into the world.
👉 Follow for more @dargah_hamza_pir

सरगोशी की है

रसूलुल्लाह ﷺ ने ग़ज़वाए-ताइफ़ के दिन अली علیہ السلام को बुलाया और उनसे सरगोशी के अन्दाज़ में कुछ बातें कीं लोग कहने लगे : आपने अपने चचा ज़ाद भाई के साथ बड़ी देर तक सरगोशी की है। रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया : मैंने उनसे सरगोशी नहीं की है बल्कि ﷲ ने उनसे सरगोशी की है
तीरमीजी सरीफ : 3726