
Imam Ibn-a-Hatim,Huzrat Ubaidul maktab r.a. aur hazrat Ibrahim al nakhai r.a. se rivayat he ke
Jab se Qaynat Takhlikh hui hai AASHMAN AUR ZAMEEN SIVAY DO AFRAD KE KISI KE LIYE NAHI ROYE..
Farmaya kya tujhe pata hai Aashman ke rone se kya murad hai?
Ibrahim Nakhai r.a. ne farmaya woh surkh (Laal) ho jata hai aur uska rang Range huwe chamde ki trah surkh ho jata hai..
DO AFRAD JINKE UPER ZAMEEN AUR ASHMAN ROYE:-
1 – Hazrat Yahya bin zakariya ko jab qatl kar diya gaya tab Aashman surkh (laal) ho gaya aur usne khun barsaya
2 – Jab IMAM HUSSAIN A.S. KO SHAEED KAR DIYA GAYA TAB AASHMAN SURKH HO GAYA.
Dusri rivayat me Imam ibn abi Hatim r.a. rivayat karte he ke jab IMAM HUSSAIN A.S. KO SAHEED KAR DIYA GAYA TO 4 DIN TAK ASHMAN KE KANARE SURKH RAHE..
Imam Jalaluddin Suyuti
Tafseer-Durre mansur
Jild-5
Safa-1112 & 1113

