Abu Sufyan Ka Hazrat Ameer Hamza (علیہ السلام) Ki Qabr E Mubarak Ki Be-Hurmati Karna

Abu Sufyan Ka Hazrat Ameer Hamza (علیہ السلام) Ki Qabr E Mubarak Ki Be-Hurmati Karna

Hazrat Usman (رضی اللہ عنہ) Ki Khilafat Ke Daur Mein, Abu Sufyan Hazrat Hamza (R.A) Ki Qabr Ke Paas Se Guzra. Jab Us Ki Nazar Qabr Mubarak Par Padi To Us Ne Paon Se Qabr Ko Thokar Maari Aur Kaha:

“ﻳﺎ ﺃﺑﺎ ﻋﻤﺎﺭﺓ؛ ﺇﻥّ ﺍﻷﻣﺮ ﺍﻟّﺬﻱ ﺍﺟﺘﻠﺪﻧﺎ ﻋﻠﻴﻪ ﺑﺎﻟﺴﻴﻒ ﺃﻣﺴﻰ ﻓﻲ ﻳﺪ ﻏﻠﻤﺎﻧﻨﺎ ﺍﻟﻴﻮﻡ ﻳﺘﻠﻌّﺒﻮﻥ ﺑﻪ”

“Ae Aba ‘Ammarah! (Hamza) Apna Sar Qabr Se Bahar Nikalo, Aur Dekho Jis Hukoomat Par Hum Tumse Talwaron Ke Zariye Lad Rahe Thay, Aaj Woh Hamare Jawano Ke Haathon Ka Khilona Aur Tamasha Ban Chuki Hai!”

Allama Ibn Abi Al-Hadeed Al-Shafi‘i (Wafaat 650 Hijri)
Sharh Nahj Al-Balagha, Jild 16, Safha 136