Hazrat Syed Peer Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

Bahawala Kitab  Tareekh Aaine Awadh 

iss khandan ke jadamjad Hazrat Mir Syed Peer (رحمتہ اللہ علیہ) the’n. Aap kade shareef se uth kar mauza Rajupur pargana dalmau zila Raibarelli mein jakar aabad hue’n.Inka Shajra nasab is tarah hai.Mir Syed Peer ibn Syed Ruqnuddin ibn Syed Musa ibn Syed Firozuddin ibn Syed Ruqnuddin Ibn Syed Tajuddin ibn Syed Akhundshah ibn Syed Mir Bade ibn Syed Qayamuddin ibn Syed Sadruddin ibn Syed Ruqnuddin Madni ibn Syed Nizamuddin Hasan ibn Syed Amir Kabir Qutubuddin Madni (رحمتہ اللہ علیہ).

Bahawala Aaine Awadh wahan kuch gharana sadaat e qutbi ke the’n. san 1857 mein Mir Bakshish Ali ne waha’n se Manikpur aakar sukunat akhtiyar kiya aur apni do ladkiya’n sadaat gardezi se aur ek sadaat qutbia naseerabad mein biyah diya. inke ek farzand Syed Inayat Hussain san 1880 mein Shahabuddinabad mein qayam pazir huwe.

Shajra Aulad Syed Peer Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ):

Syed Peer Muhammad

Advertisement