Hadith:Nabi Pakﷺ aur Ali AlaihisSalam ki nisbat.

*1. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Ko Meri Mitti Se Banaya Gaya Hain.

📚 *Reference* 📚
*1.* Tabrani, Al Muajjam Al Awsat, Jild 6, Safa 162-163, Hadees No 6085.
*2.* Haythami, Majma uz Zawa’id, Jild 9, Safa 168.

*2. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Me Aur Ali Ek Hi Nasab Se Hain.

📚 *Reference* 📚
*1.* Imaam Alusi, Tafseer Rooh ul Ma’ani, Jild 6, Safa 186.
*2.* Imaam Tabrani, Al Muajjam Al Awsat, Jild 3.

*3. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Ka Gosh Mera Gosh Hain Aur Ali Ka Khoon Mera Khoon Hain.

📚 *Reference* 📚
*1.* Tabrani, Muajjam Al Kabeer, Jild 12, Safa 18, Hadees No 12341.
*2.* Haythami, Majma uz Zawa’id, Jild 9, Safa 111.

*4. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Mere Liye Aesa Hain Jaise Haroon Alahis Salam Musa Alahis Salam Ke Liye.

📚 *Reference* 📚
*1.* Sahih Bukhari, Jild 4, Safa 1602, Hadees No 4154.
*2.* Sahih Muslim, Jild 4, Safa 1870-1871, Hadees No 2404.

*5. Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya:-*
Ali Tum Dono Jahan Me Mere Bhai Ho.

📚 *Reference* 📚
*1.* Tirmizi, Jaame As Sahih, Jild 5, Safa 636, Hadees No 3720.
*2.* Hakim, Al Mustadrak, Jild 3, Safa 15, Hadees No 4288.

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s