
#Rasulo Ko #Nabi SAWS va #Ali AS ki #Wilayat par Mabo’os Kiya Gaya…
Hazrat #Abdullah bin Maso’ood RA Se Riwayat hai ke #Rasulullah SAWS Ne Farmaya :
Aye #Abdullah RA, Mere Paas Ek Farishta Aaya, Usne Kaha Aye #Muhammad SAWS Aap Ham Se Puchhiye Ke Hamne Aapse Pehle #Rasulo Ko Kis Shart Par Mabo’os Farmaya
على ما بعثوا
(Kis Shart par Mabo’os Farmaya?)
#Farishte Ne Kaha:-
عَلَى وِلا يَتِكَ وَ وِلَايَةِ عَلِى بُنِ ابِيُطَالِبِ
(Aap Ki #Wilayat Aur #Ali Ki Wilayat Par Mabo’os Farmaya.
📚Page no:- 72
Fraid ul Simtain fi Fazayil al Murtaza wal Batool wal Sibtain by Imam ibrahim bin muhammad al jwaini r.a ( Arabi )
Writer :- Shaikh e Khurasan, Mohaddis e Kabeer, Ibrahim bin Muhammad bin Al Maveed Abi Bakr Jovaini 822 Hijri
Noor us Saqalain ( Urdu Translation )
Translator:- Allama Safdar Raza Qadri
