
“Hazrat Ali Bin Abi Talib RadiyAllahu Ta’ala Anhuma Farmate Hain Ki Mein Ne Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Se Shikaayat Kee Ki Log Mujh Se Hasad Karte Hain, To Aap SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya :
Kya Tum Is Baat Par Raazi Nahin Ho Ki Jannat Me Sab Se Pehle Daakhil Hone Waale Chaar-04 Mardon Me Chawthey Tum Ho (Woh Chaar-04) Mein, Tum, Hasan Aur Husain Hain.”
Is Hadith Ko Imam Ahmad Aur Tabarani Ne Riwayat Kiya Hai.
–
[Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 02/624,
Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 01/319, Rsqam-950,
Ghayat-ul-Ijabah Fi Manaqib-il-Qarabah,/208, 209, Raqam-251.]