Sayyidinā ʻAlī Karrama Allāhu Waj·hahu Al-karīm Kā Ẕikre Jamīl
سیدنا علی کرم اﷲ وجھہ الکریم کا ذکرِ جمیل
٢٤۔ عَنْ عَبْدِ اﷲِ بْنِ عَمَرِو بْنِ هِنْدٍ الْجَمَلِيِّ قَالَ: قَالَ عَلِيٌّ رَضِيَ اﷲ عَنْهُ: کُنْتُ إِذَا سَأَلْتُ رَسُوْلَ اﷲِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ أَعْطَانِي، وَإِذَا سَکَتُّ ابْتَدَأَنِي. رَوَاهُ التِّرْمِذِيُّ وَالنَّسَائِيُّ وَابْنُ أَبِي شَيْبَةَ، وَقَالَ التِّرْمِذِيُّ: هٰذَا حَدِيْثٌ حَسَنٌ غَرِيْبٌ. وَقَالَ الْحَاکِمُ: هٰذَا حَدِيْثٌ صَحِيْحٌ عَلٰی شَرْطِ الشَّيْخَيْنِ.
’’حضرت عبد اﷲ بن عمرو بن ہند جملی بیان کرتے ہیں کہ حضرت علی رضی اللہ عنہ نے فرمایا: اگر میں حضور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم سے کوئی چیز مانگتا تو آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم مجھے عطا فرماتے اور اگر خاموش رہتا تو بھی مجھ سے ہی ابتداء فرماتے۔‘‘
اس حدیث کو امام ترمذی، نسائی اور ابن ابی شیبہ نے روایت کیا ہے۔ اور امام ترمذی نے فرمایا: یہ حدیث حسن غریب ہے۔ امام حاکم نے فرمایا: یہ حدیث بخاری و مسلم کی شرائط پر صحیح ہے۔
- “Ḥaz̤rat ʻAbd Allāh bin ʻAmar bin Hind Jamalī bayān karte haiṅ ki Ḥaz̤rat ʻAlī raḍiya Allāhu ‘anhu ne farmāyā: agar maiṅ Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam se ko’ī chīz māngtā to āp ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam mujhe ʻaṭā farmāte aur agar ḳhāmosh rĕhtā to bhī mujh se hī ibtedā’ farmāte.”
Is ḥadīs̲ ko imām Tirmiḏẖī, Nasā’ī aur ibn Abī Shaybah ne riwāyat kiyā hai aur imām Tirmiḏẖī ne farmāyā: yeh ḥadis̲ ḥasan ġharīb hai. Imām Ḥākim ne farmāyā: yeh ḥadīs̲ Buḳhārī wa Muslim kī sharā’iṭ par ṣaḥīḥ hai.
–
[Aḳhrajah al-Tirmiḏẖī fī al-Sunan, kitāb al-manākib, bāb manāqibi ʻAlī ibn Abī Ṭālib raḍiya Allāhu ‘anhumā, 05/637, 640, al-raqm: 3722, 3729,
al-Nasā’ī fī al-Sunan al-kubrá, 05/142, al-raqm: 8504,
Ibn Abī Shaybah fī al-Muṣannaf, 06/366, al-raqm: 32070,
al-Ḥākim fī al-Mustadrak, 03/135, al-raqm: 4630,
al-Maqdisī fī al-Ahādīṯẖ al-muḳhtārah, 02/235, al-raqm: 614,
Ṭāhir al-Qādrī fī Ḥusnu al-maʻāb fī Ḏh̲ikri Abī Turāb karrama Allāhu waj·hahu al-Karīm,/35_36, al-raqm: 24.]
〰〰
Join Karen