Sayyidah Fatimah سلام الله عليها Ke Jaame’ Manaqib Ka Bayan
“Hazrat Jaabir Bin Abd-ul-Allah RadiyAllahu Ta’ala Anhuma Se Riwayat Hai Ki RasoolAllah SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya :
Meri Beti Ka Naam Fatimah Is Liye Rakha Gaya Hai Ki Allah Ta’ala Ne Use Aur Us Se Muhabbat Rakhne Waalon Ko Dozakh Se Juda Kar Diya Hai.”
Is Hadith Ko Imam Daylami Ne Riwayat Kiya Hai.
–
[Daylami Fi Musnad-ul-Firdaws, 01/346, Raqam-1385,
Hindi Fi Kanz-ul-Ummal, 12/109, Raqam-34227,
Sakhawi Fi Istijlab Irtiqa’ Al-Ghuraf, 01/86,
Ghayat-ul-Ijabah Fi Manaqib-il-Qarabah,/111, Raqam-122.]